Dosto may yaha par ap ko yeh batana chahta ho k fractals kia hotay hain aur yeh kis tarha say kaam kartay hain. Yeh bohat kaam ki cheez hay aur is ko hum support aur resistance k tor par bhi use kar saktay hain, thora fasla day kar fractals show hotay hain, aur in ko agar big time frame may use kia jaye to bohat faida mand hotay hain, bohat saray analysts is ko apni analysis may bhi use kartay hain, yeh aik custom indicator hay aur ap is ko apnay indicator ki list may talash kar saktay hain. Ap chahain to is k color ko bhi change kar saktay hain, neechay ki picture may is ko yellow color may show kia gaya hay.
Is ki madad say agar ap trading karain gay to is may bohat sari cheezay dekhna parti hain, is may baaz dafa fake fractals bhi atay hain, jin say ap ko market ko analyze karna aur bhi asaan ho jata hay, is thread may to sirf introduction diya hay, inshallah next may is ka kaam bhi discuss karo ga.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим