Pyaray dosto, Is thread may mai ap ko stochastic oscillator k baray may batana chahta ho, yeh aik bohat acha indicator hay aur is ki madad say hum forex trading may chart ko achi tarha say samajh saktay hain, yeh custom indicator hay aur har meta trader may available hay.
Is indicator ko jab ap use karain gay to us may ap jo input dain gay wo 20 aur 80 hona chahiyay, is say ap k indicator may 20 aur 80 points par 2 lines ajaye gi, yeh lines ap ko over bought aur over sold ka pata dain gi. Is indicator may jo main cheez hay wo hay divergence, aur wo divergence ap neechay di gai picture may bhi dekh saktay hain, sab say neechay wala indicator stochastic oscillator hay.
Is divergence ko agar ap candle stick k hisab say dekhain gay to ap ko nazar aye ga k bear candle form ho rahi hay, jab stochastic may bhi neechay ki taraf movement show ho rahi hay. to yeh aik good chance hota hay scalper k lye ya phir short term traders k lye keh wo is moqay say faida utha saktay hain aur at least 10 pips tak bana saktay hain. Lakin baaz dafa market 80 ya 20 say turn nahi hoti, bal keh wo mazeed penetration jari rakhti hay, to is k lye pahlay divergence ka wait karain aur yeh bhi dekhain k market turn ho kar 80 say neechay ya phir turn ho kar 20 say oper ja rahi hay to phir buy ya sell ka order lagain, lakin proper money management k sath.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим