Dear Forex Members
Jaisa kay mera Forex experience raha hai or main nay jo seekha hai kay trading mai jab ap in hoty hain or khas bat us ki yeh hoti hai kay ap ko chart ki setting karna ati ho. ap chart mai indicator ko set karna janty ho. us mai candle or baqi frame jab set karna seekh laity hain tu ap ko achy se trading karna a jati ai or ap ko jab apni trade type kay hisab se time frame set karna a jata hai tu ap samaj lain kafi had tak trading seekh chukay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим