Builtin Indicator Vs Custom Indicator.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Builtin Indicator Vs Custom Indicator.
    Aziz Dosto
    Jaisa kay hum janty hain Forex main trader kay pass option hoti hia kay woh jo marzi indciator use kary jis mian woh chahta hai tu builtin indictor ka use be kar sakta hai or custom indicator ko be use kar sakta hai. bhout se trader yeh bat souchty hian kay builtin indicator acha result nahi daity hain tu woh custom indicator ki taraf chaly jaty hian jab kay mera mana hai kay ap koi b indicaotor use karain ap ko jab tak un ki values or pair ki selection kay hisab se chose nahi karain gy tu woh ap ko acha result nahi dain gy.

    Ap apni opinion kay baray main zaror batian

    Shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Builtin Indicator Vs Custom Indicator.

    Custom indicator ka use kiya jaye ya phir builtin in ka asal cheez jo in mai daikhi jati hai woh yeh hai kay trader apni trade ko jab open ya close karta hai tu woh apny analysis kis tarha karta hai kon say indicator ka use karta hai or kaisy woh apni trade ko manage karta hai yeh zarori hai. technical analysis mai ap zaida indicator ka use karain gy tu woh ap ko faifda mand nahi hoga. esleye kuch khas indicator ka use karain or apny pair ko be select kar kay rahkain kay ap ko bad ma us mai asani sy chose kar kay trade kar sakain.

    اب آن لائن

    Working...
    X