Indicator or technical analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicator or technical analysis
    Indicator ke sath jab bhi members chat karte hain indicator ko dekhne kebad technical analysis zarur karna chahiye kyunki technical analysis se trading milti hai support or resistance pivot point Ko Dekhkar trading karne se stop loss take profit we find ho jata hai aur bahut accha profit bhi milta Hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicator or technical analysis

    اصل پيغام ارسال کردہ از: zs22 پيغام ديکھيے
    Indicator ke sath jab bhi members chat karte hain indicator ko dekhne kebad technical analysis zarur karna chahiye kyunki technical analysis se trading milti hai support or resistance pivot point Ko Dekhkar trading karne se stop loss take profit we find ho jata hai aur bahut accha profit bhi milta Hai
    Jab tak ap technical analysis main indicator ka use nahi karain gy ap kabi be technical analysis ko mukamal nahi kar sakty hian. ap kuch khas indicator ka use karian or phir chart ki madad se apny technical analysis ko draw karain gy tu ap ko acha result mily ga. bus yad rahkain. technical analysis woh achy nahi hoty hain jis main ap bhout zaida indicator ko involve kar daity hain.
    • #3 Collapse

      Re: Indicator or technical analysis

      Jab ap indicator ka use nahi karain gay tu ap technical analysis kaisy bana sakty hian. Technical analysis kay leye ap kay pas achy indicator ki kam se kam tadad hogi tu ap ko achy analysis mil sakain gy. ap ko chart pay draw karna ata ho lines or baqi cheezay jo kay ik analysis main use hoti hia phir ap ko sahi pata chlay ga kay kaisy ap achy trend ko find kar sakty hian. esleye sub cheezo ka combination ko jab tak use nahi karain gy tu ap ko result b sahi nahi mily ga.
       
      • #4 Collapse

        Re: Indicator or technical analysis

        اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion30 پيغام ديکھيے
        Jab ap indicator ka use nahi karain gay tu ap technical analysis kaisy bana sakty hian. Technical analysis kay leye ap kay pas achy indicator ki kam se kam tadad hogi tu ap ko achy analysis mil sakain gy. ap ko chart pay draw karna ata ho lines or baqi cheezay jo kay ik analysis main use hoti hia phir ap ko sahi pata chlay ga kay kaisy ap achy trend ko find kar sakty hian. esleye sub cheezo ka combination ko jab tak use nahi karain gy tu ap ko result b sahi nahi mily ga.
        Je Han apki bAat bilkul darust h achy indicator use krny se hi ham technical analysis kr skty hn.. Is liye hmein chahiye k isy ziada se ziada time den
        • #5 Collapse

          Re: Indicator or technical analysis

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sadia khan786 پيغام ديکھيے
          Je Han apki bAat bilkul darust h achy indicator use krny se hi ham technical analysis kr skty hn.. Is liye hmein chahiye k isy ziada se ziada time den
          Ap Technical anlaysis ko mazeed seekhnay kay leye mt4 kay chart ko daikhain us ko study karian. time frame ko set karan seekhain. Candle bar ko lagana seekhain yeh basic cheezay hoti hai. Ap apni trading main jab tak kudh technical analysis nahi karian gy tu ap ko nahi samaj aye gi. Ap trading main analysis ko jis kadar jaldi seekhain gay ap ko market ka trend bhout acha mil jaye ga. esleye es ko follow karty rahain or sath apna experience update karty rahain.
           
          • #6 Collapse

            Re: Indicator or technical analysis

            Assalamualaikum dosto jb tak ap technical analysis mn khud ni seekhin gy or es k bara mn knowledge ni Lin gy os waqt tak ap trading ni kr sakty es k chart ko ni smjh sakty teanical analysis ko smjh kr hi inductor use kr sakty hn or achi trading kr k acha profit kama sakty hn
            • #7 Collapse

              Re: Indicator or technical analysis

              Ap ki information kay leye bata do kay ap ko technical analysis jo milty hain woh ap ko indicator ki madad se he milty hain.esleye indicator ka istamal zarori hai or woh ap jab tak karain gay ap ko loss nahi hoga or ap asani se achi trade kar sakain gay or ap apni trading main achy trade karny kay leye kudh technical analysis karain or phir apny analysis ko test karny kay leye ap demo pay us ka use karian.
               
              • #8 Collapse

                Re: Indicator or technical analysis

                Forex trading me agar aap indicators for technical analysis ko completely study karte hain to aapko bahut hi best results produced karne mein help mil sakti hai no doubt Forex trading mein agar aap different important indicators aur uske sath sath different important analysis ko complete karne ke liye consistently hardworking karte Hain to aisi situation main aapko bahut jyada advantages hasil ho sakte hain no doubt Forex trading main aapke liye indicators bahut jyada help ho sakte hain aur uske sath aapke technical analysis aapki decision-making main aapko bahut jyada vah bhi formations provide kar sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Indicator or technical analysis

                  ap kay analysis trading mai indicators kay bina mukamal nahi hai. ap koshish karain kay jab ap trade karain apny khas indicators ko jin se ap acha result hasil karty hain woh use karian or us kay alawa indicators na use karian. ap un se phir chart mai trend line draw karain or ap phir indicator ki madad se ap chart ko draw kar lain. us se ap trend find kar skaty hain or support or analysis kar sakty hain.
                     
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicator or technical analysis

                    Indicator aur technical analysis ki book Ko Dekhe to donon ka hi bahut jyada istemal hai Jin main aapko indicator ke through Ek Achcha difficult Hasil ho sakte iske alava aap indicator Ka istemal Karke a ki movement ko bhi kar sakte hain aur technical ke Ki Tarah bhi kam kar sakte hain aur kam ki quality ko bhi achcha kar sakte hain pk donon technical analysis for moving average ke analyses ki base per Ham Quality of work Kahate Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicator or technical analysis

                      ap ko yeh pata hona cheye kay jo ap trading mai analysis karty hain woh indicator kay bina adhory hain. jab tak ap chart mai time frame ka use nahi karty hain us mai ap indicator ko set nahi karty hain tu ap ko profit nahi ho sakta hai esleye koshish karian jab ap apni trading ko start karain tu ap ko analyssi kudh kary cheye. or start mai major pair mai khas indicator ka use karian jin ka use kar kay ap ko pata ho kaisy trade us mai karni hai.
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Indicator or technical analysis

                        Bilkul dear jo bh friend indicator ko janta hai who acha trader khelwae ga kun k market ka mayar hai indicator py agr analisis jante ho to to bh confrm trading sahi ho gi agr in cheso ko nh janty trading na kro phle in chezo ko jane phir tradeing kren graph wagers sell buy ka concept sub kuch jane phir trading kre isi trha ap ko profit ho skta hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Indicator or technical analysis

                          ap jab technical analysis ki bat karty han tu ap ko pata hona cheye kay us mai ap ko woh indicators kam dain gy jo ap kay leye achy hain yani ap ko un ka use ata hai ap ko un ki custom values ka pata hai or ap un ko asani se apny chat mai use kar kay achi earning kar skaty hain or chart ki setting ko samaj kar scalping kar skaty hian or achy se us mai trade kar sakty hian.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X