Metatrader 4 per different indications ka use

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Metatrader 4 per different indications ka use
    assalamu alaikum dear Forex member main aapko advice karna chahta hun ki jab aap metatrader 4 per different important leading indicators ko istemal kar rahe hote hain to aapko hamesha koshish karni chahie ke ek trade per aapane multiple trading indicators ko istemal karna hota hai kyunki jab aap different indicators ko ek trade par istemal karte Hain to aisi situation mein jab aapko different important indicators ek hi trend se related apni updates forward kar rahe hote hain to aap ko jyada confirmation Ho jaati hai aur aap apni analysis ko perfect kar sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Metatrader 4 per different indications ka use

    Meta trader 4 main ap kay pas bhout sary custom indicators ki option be hoti hai kay ap un ko install kar kay use kar sakty hain. jaha tak builtin indicators ki bat ki jaye tu us mai kafi zaida builtin indicators hai jo kay bhout achy hain or acha work karty hain. un mai RSI, MCAD, ZIGZAG, Moving average etc jaisy indicators hai jin ka use be bhout asan hai or jo apni trade main acha result be daity hain. bus ap ko kisi aik ko chose kar kay practice kar kay apny pair kay hisab sy un ki values ko find kar kay achi earning kar sakty hain.

    اب آن لائن

    Working...
    X