Friends Meta trader 4 Android phone par using ke doran real account pat Trading kafee din ki phir ak din demo account ko sign in kiya or uss par practice ki uss ke baad dobara real account ko sign in ya log in kiya tu uss ke baad kafee denon se uss par insta ki Newd updates nahen aa rahee han iss ki keya waja ha pleas agar koey aap ko knowledge ya experiance ha iss ke barey keh keun nahen aa rahee han news updates or kase unn ko dobara set kiya ja sakta ha tu share karren thanks
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим