Meta Trader 4 kay har tools ko achi tarha use karna ana cheye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Meta Trader 4 kay har tools ko achi tarha use karna ana cheye.
    Members meta trader 4 plat form jaha hum trading karty hain humary leye zarori hai k hum es k har tools ko use karna janty ho or har tools ki achi tarha practice ki ho k jab b hum trading karain tu har tools ko jaldi se theek tarha use kar sakain.Ager humain meta trader 4 ka har tools ko theek tarha use karna nahi ata tu tumari achi skills or teyari b humain nuqsan day sakti hian
    Share your opinion please . . .
    ;):(:o
    Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jii bhai jaan main aap ki is baat sa compleate agree karta houn ka jab tak aap ko compleate information na hoo aap tools ko use na karain balka main to yahan tak kahoun ga ka koi bhi kaam karny sa pehly us ki compleate information haasil kar lain taa ka loss na ho.
    • #3 Collapse

      jee haan meta trader ek Trusted Forex Trading Software hai Aap Ko is k har tool ko proper Tarah Say samajhnaa or us par practicle Kar K Dekhnaa partaa hai...Trading terminal Main Buhat Sari commands or use honay Walay Words Aam life Main use nahin hotay is liye Aap Ko MT4 K saray tools ko Briefly Read Karna chahiye orr un ko demo Account par istemaal I Mean practicle karnaa Chahiye
       
      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
      • #4 Collapse

        jee haan meta trader ek Trusted Forex trading Software hai Aap Ko is k har tool ko proper Tarah Say samajhnaa or us par practicle Kar K Dekhnaa partaa hai... Trading terminal Main Buhat Sari commands or use honay Walay Words Aam life Main use nahin hotay is liye Aap Ko MT4 K saray tools ko Briefly Read Karna chahiye orr un ko demo Account par istemaal I mean practicle karnaa Chahiye.
        • #5 Collapse

          Ji bilkul yeh aik bohat zaroori cheez hay jo har trader ko karna chahiyay, lakin mostly traders sirf jo chand bohat hi aham chezay hain unko hi learn kartay hain aur baqi cheezain chor daytay hain, aur phir kehtay hain k kis tarha say professional trader bana jaye, jab tak k proper learning nahi karay gay to professional trader to door ki baat hay, kabhi dhang k trader bhi nahi ban sakay gay.
          • #6 Collapse

            aap nay theek kaha.meta trader ka use seekhna bhi learning ka ik hissa hai.har ik trader kay liey issy seekhna zaroori hoota hai.mt4 hum mostly use karty hain trading kay liey.
            • #7 Collapse

              Meta trader 4 aik easy software hai lakin iss main options itnay zayada hain ke un ko check kartay kartay bohat time lagta hai. hum waqt ke sath sath in ko use karna seekh hi jatay hain. iss main new trader ke liye bohat se facilities hain aur issay learn karna zayada mushkil bhi nahi hai.
              • #8 Collapse

                app ke her thread pa jan huti ha aur ma app ke bat per agree karta hu real account ma trading karnay say phily app demo account ma trading ke practice karay aur iss kay tmam tools ko samjay tkay app ko real accoun ma kameyab hunay ko muskel na hu.
                • #9 Collapse

                  ji haan hum ko mt 4 ke har tool ko theek se use karna chahiye or us ko ache se learn kar ke uski knowledge hasil kar ke usko seekh kar use karna chahiye or har trade me jitny tools ho saken hum ko use karne chahiyen or trading behtar banani chahiye .
                  • #10 Collapse

                    Waisay To App Ko Met Trader Ka Har Option Ana Chayien Lakin Agar App Ko Nahi Ata Ha To Koi Baat Nahi App Ko A Jay Ga App Demo Par Traning La Kar Sab Khuch Sekh Saktay Hain.
                    • #11 Collapse

                      dear main to met atrader 4 hi use karta hoon orr is ka haar tool komain smajhna ki koshish kaar raha hon lakin meta trader 4ki khas baat ya ha ka ya bohat zadha asan cheez ha baki meta 5 asan nai ha . meta trader main sab kuch aik hi jagha main asani sa mil jata ha indicators wagaira sab kuch
                      • #12 Collapse

                        getting to know and understanding the tools of meta trade 4 is must and if are trading in demo or real we need to first understand the tools so that we could understand the trading in a better way so first way is that you open your demo account and then loin into meta 4 and then use and try to understand the tools so that we you trade with live then there will be no problem for you
                         
                        • #13 Collapse

                          jee my dear ap na bhot thek kha ha ky jab ap kisy bh software me trading kary to ap ko ous ka sara pata hona chay ky konsa tool kis laya ha our kab ous ko use karna ha in sab ko dhak kar hya ap trading kar sakty ho
                          • #14 Collapse

                            yes ofcourse...yeh aik bohat zaroori cheez hay jo har trader ko karna chahiyay, lakin mostly traders sirf jo chand bohat hi aham chezay hain unko hi learn kartay hain aur baqi cheezain chor daytay hain, aur phir kehtay hain k kis tarha say professional trader bana jaye.is sai wo aksar nuqsan uthte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ager ap ko forex trading may maharat hasilkarni chaheye to ap ko e bhe chaheye kah ap metatrader4 kay tools ko function ko bhe achi tahan daikh lea karen ais say ap ko forex traidng kay baray may bohat jankari ho gi or ap different tolls ko beh use kar kay markat ka trend maloom kar saken gay.
                              East and west....Pakistan forex forum is best..:cool:

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X