Mujy meta trdaer main amsla a raha hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mujy meta trdaer main amsla a raha hai.
    Meta trader mera 1 ya 2 din open hota hai us ka bad open ahi hota mujy again install karna parhta hai aur jab bhi indicator install karta hun tu shut down khud hi ho jata hai ye aisa masla sab ka sath hai ye aisa ku ho raha hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    nahi bahi aisa nahi hota yeh is sorat mien hota jab aap ki windows mien koi virus ho ya koi window update missing ho aap aisa kerian is ko proper unisntall kerian aor computer restrat kerian aor dobara install kerian ager yeh masla pher bhi barqara raheay tou aap apni windo ko dobara install kerian tou tou yeh masla khatam ho jay ga
    • #3 Collapse

      bhai apki window mn problem hai ap phle apni hard ko re partition karen ya phr format kar den aur dobara window ko instal karen phr ek acha antivirus software bhi install rkhen jis se age se koi masla na ho aur in sab ke bad meta trader install karen Inshallah apka masla hal ho jaega
      • #4 Collapse

        Assalam O Aalikum, nahi dear sab ke sath to aisa koi masla nahi hai yeh sirf aap ke computer ka hi problem hai. Aap apnay PC/Laptop ki windows ko reinstall keren to aap ka yeh problem bhi solve ho jaey ga. Bohat dafa windows main virus ki waja se softwares problem kertay hain.
        • #5 Collapse

          ap apni window ker key dekein ap key computor ki window mein heavy virus bhi ho sakta hai,ya ap ka computor bahut slow hai
          • #6 Collapse

            jee may dar yeh aik online busnsie hai is man aapak okoe b masala ah sakta hai agar aap ko met4 main koe b masala ah raha hai to aap apny seniour say rabta karyen
             
            • #7 Collapse

              je jaanb yeh aik online busnsie hai agar is main agaar aap koe b masala ah raha hai to aap apny seniour say rabta karyen
               
              • #8 Collapse

                very simple dear brohter agar koi b msala ho tu ap un ko uninstalled kar k k pher say installed kar lo mazay ap try kar saktay ho pher say us ko installed karnay ki Insallah umeed jano you success
                • #9 Collapse

                  App aik to ye karein k mt4 ko un install ker k dobara installation ker lain our phr use karein ager pher bhe masla hal na ho anti virus programm ker lain our pher verify ker lain our pher check karein our us k bad bhe masla hal na ho to windows new ker lain
                  • #10 Collapse

                    bro asa mary sath nahi hota apky window main virus ho ga ap ko acha saw antivirus install karin phir mujy umeed hai ap ko ye problem nahi ho gi main be use karta ho mujay koi asa problem nahi hai
                    • #11 Collapse

                      mujhay ti meta trader main kabhi koi masla nahin aiyia.agar ziadah time ho jay tu window ko fresh kar lia karin
                      • #12 Collapse

                        Dear main bhi ap ki bat se shmat hun mujhay bhi us softwear main bussinus karne main bohat acha lgta hain or ye softwear bohot easy bhi hai
                        • #13 Collapse

                          I believe that you have to install windows again, as some virus making problem in your computer thats why its corrupting your files, I think you should re install the operating system, then you will get rid this problem, otherwise, first time i heard that someone has this issue.
                          • #14 Collapse

                            dear ap ke window ka masla hai insta ka nhe hia ap window thak karye bus forex trading is good and big rofitable busines in the whole world forex trading aik investing business hai aur is ma invest ka bager kam karna possible .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear aap apni computer or internet ki seating daykho or agar aap ki computer ki ram kam hay to iss ki waja say ya masl rahta hay is kay liya aap apnay computer ki ram ko barhawo or internt connection ko bi dayho iss ki waja say bi ya msla rahta hay agar aap ki internet ki speed kam ho to iss kay liya aap ko rescan server par click karna hota hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X