Gbp/usd
British Pound ab bhi US Dollar ke muqablay mein kafi dabao ka shikar hai. GBP/USD apni girawat ko barhata hua 1.3200 ke ilaqay tak pohanch gaya hai aur do mah ki nai nichli satah bana chuka hai. Is ki wajah central bankon ki halia developments aur...