Kya Robot trading Islam Main thik hai ya nhi?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    forex trading in that position here you can do that is realy good for tradinhg here you can do that is realy .....
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      forex trading so that is really good form here you can do that is really good form so that is really well.....
         
      • #93 Collapse

        mery bhai robot trading islam men jaiz nahi hy or mery hai ye use bhi nahi karna chahiy q ky jub ap ko manual trading sy hi buht acha profit mil jata hy to robot trading ki kia zarorat hy robot rading to wahi karta hy jo lalchi hota hy jis ko pysy ki hawas hoti hy or zayada sy zayada pysy hasil karny ky bad bhi us ka dil nahi bhart or robot system use karny ao ap ka knowledge or experience limited ho jata hy
        • #94 Collapse

          fore the real trading so thatis wonderful trading hee you can do that is form form today in the house so that is really...
           
          • #95 Collapse

            i think k ismal me ye robot trading ka kam thek nahi he is ki wja ye he k ham is me mehnat nhi kr rhe hote jo b hota he auto ho rha he hota he or jo earning mehnat k bina aye wo islam me jayez nahi he is lye try kro k ap apnu manual trading hi nrte raho or lalach krne ki koshish mar kro apko loshi hoga is s e
            • #96 Collapse

              bhai jan mujhy etna to pta nahan ha q k ap ne bht he defcal swal pocha ha lekn man ye khna chta hon k foprex manhum bhot he mahnat krty ahn to isam man bhe mahnat kr k kmany ko kaha gia ha forx is hesab se forex islam man jaaz ha or phir rabot bhe to forex ka ek has aha to wo bhe phir jazz ha islam man
              • #97 Collapse

                dear brother robot ka taluq islam se nahi hai.ye apni mazri per depand krta hai.k ap kiya use krte hain.robot main agar apko faida ho raha hai. to over all end main loss hi hota hai.manual trading thek hai.tarining kr k forex join kren.
                • #98 Collapse

                  mujhy nahi ptaa ye islam me jaiz hai ya nai lekin islam me to bohut sari chezee haram qrar de hain wo insaan ko nahi ptaa sub khuly aap krty hain jese koi neki ka kaam kr rahe ho or jub koi kaam krta hain to log kehty ye haram hain wo haram hain...
                  • #99 Collapse

                    As far as my opinion is concerned that it only act as instrument and that instrument is not only liable to gain profit but some time due to it you also face loss and I am also new in Forex trading if you have a proper knowledge about it then share it and clarify us
                    • #100 Collapse

                      Is me do sortain hain ik yeh k jis tarha ap kisi kam k lea molasam rakhte hain kam wo karta hae jis ki wo ap se ujrat leta hae,or us ke kam ka reward ap ko mil raha hota hae is tarha keun k sarmaha ap ka apna hae, dosri bat yae k is me loss and profit dono option hae is lea mere kheyal me jaiz hae.Allah hi behter janta hae.
                      • #101 Collapse

                        dear dekho trading ka work chahy manual treqy sa karo ya phir robot ki madad sa karo dono aik hi chez ha ab ya islam main jaiz ha k nahi is bary main main ap ko kuch nahi bata sakta ap is bary main kisi mufti sa pocho tu better ho ga or pochny k bad ham sa bhi share zaror karna.
                        • #102 Collapse

                          bahi jan jahan tk mera khaly hy agr robot se tarding akrty hu tu ye jaiz nhai hai kyu k islam kahta hai k kud mahnt karu atrding mia tu apka mind kahrch huta hai jab k robot mai tu ap kuc bhe nhe krty..
                          • #103 Collapse

                            dear islam hume khud mehnat kar ke earning ka sabaq deta hai jab ke robot trading auto hai is liye is me hum khud trading nai karte hai is liye mare khayal se ye islam me thek nai hai is liye hume khud trading karni chaiye ta ke hum islam ke rules ko follow kar ke earning kar sake
                            • #104 Collapse

                              agr islam ko dekha jaye to islam khta hai k apni mehnat se apni kmai hasil kro or rizq halal kmao jha tk baat hao robot ki to mujhe es bare khyer etna pata nahi k mein kuch comment kr sakoo lekin etna pata hai k apni mehnat apni hoti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                as salam o alaikum .. mery khayal me app robot se trading kary ya app kudh karain .. serf app ka account swep free hona chaheye means app ke amount sood se pak honi chaheye and app company ko os ka sood na de rahy hon na le rahy ho jesa ke bowt sary un swep acconts me hota hai ke leverage ka swep dena hota hai ..
                                Signature Removed By Moderator

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X