Kya Robot trading Islam Main thik hai ya nhi?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    jitna mara knowledge kahta hai Reboot trading Islam mai teek nahe hai q k ye hum apney mahnat sy nahe kamaty hum ko muft mai mal jatey jis ke Islam ajazat nahe data
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      mery khyaal say robot trading nahi krni chehay kui k forex ek risky business hey or is risky business main robot trading kaam nahi day skti is main hum ko apny mind ke need hoti hey kiu k market ka koi pta nahi chalta kis time kya kar jay...
      • #48 Collapse

        robot trading ki to pata nahi magar maraya khayal say islam may trading ki hi ijazat nahi hai kyu ki interest say juda hua koi bhi kaam allowed nahi hai aur sari hi currency interest par hi based hai , maray akhayal say sirf GOLD , Silver aur oil will be allowed as per Islam (waisay may khud bohot kum janti hu is barayamay so pls aap log suggest karaya)
        • #49 Collapse

          bhaai jaan softwares ki dunia mai mery khayal se koi bhi lain dain nahi hai lekin hamy jo robbot software hai wo hamy use hi nahi krna chahiye hamy apny mind se kaam kerna chahiye ta k hamy samajh aa sky agy ja ker hamy asaanoi se trading karni ati ho is liye hamy rooboot nahi use krna chahiye
          • #50 Collapse

            when i do not know about that in islam automatic robot buying and selling will be authorized aren't yet it really is difficult in order to response when i have no concept concerning this precious programs buying and selling will be i believe halal in islam and you have to have understand a lot more article could be virtually any associate learn about the idea unless you locate virtually any response subsequently make sure you consult this kind of that has a imam majid regarding in close proximity to a person and get your ex about fx trading will be halal or maybe haram in islam.
            • #51 Collapse

              Software tend not to do the job 100% alone. Regarding you must management the deals as well as deal with the accounts. For getting success you also have to have knowledge as well as practical knowledge. That's why this will not banned inside Islam. Don't forget it's not an excessive amount all to easy to gain having bots. When this specific happen subsequently at any time trader will be employing bots.
              • #52 Collapse

                kafi log ye baat soch rahy hain k robot Islam main jaaez hai ya nahi, ager ap kisi molvi pass jaen gy to us ko is baat ko samajny main he pura maheena lag jaay ga. han ager kisi educated molvi sai puchen gy to wo sahi guide line de sakta hai, ager us ko trading ka knowledge huwa werna nahi,
                • #53 Collapse

                  auto trading robot ka confirm pata nahi hai k ye islam main theak hai hai k nahi but i think mana ho ga kiyun k ic main tum practical toor mean physically toor pr involve nahi hoty ho
                   
                  :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                  • #54 Collapse

                    mere khayal se robot trading islam ma jaiz hai qk islam mehnt krne ka to kehta hai but sath sah ye bhi kehta hai k jaha apna faida mily ly lo, agr is bat ko follow kkia jay to robor se trading jaiz hai.
                    • #55 Collapse

                      Ji nahi forex mai robbot ka koi kam nahi hota hai robbot trading nahi kar sakta hai robbot ka dimag ek mashinri dimag hai na ki kisi insan ke jaisa kyoki allh ne jo bhi chheje hamko di hai wo ek robbot mai nahi askti hai isliye mera manna hai ki robbot ka use hi nahi karna chahiye warna ham in mashino pe hi depend ho jayenge.
                      • #56 Collapse

                        g robot trading ka mujhay nahi pata hai mjy sirf insta forex trading ka pata hai . lekin suna hai kay robot trading khud hote hai meray khayal se islam mei jaiz nahi hoge aur hamen karne bhe nahi chahea . hum forex trading mei mehnat kar kay kaam karty hian aur mushkil se earn kartyhain i think yeh zaida behtar hai robot trading se.
                        • #57 Collapse

                          forex trading mai hamy khud mehnat karni chahiya or apny experience sy kaam karna chahiya ham apni mehnat sy kaam kary gy to wo hamary lia bettar ho ga mery khayal mai robot use karna sahi ni hai ya profit earn karny k na jaiz tareka hai
                          • #58 Collapse

                            ma to kod is ma trad karet go is ka bar ma mog ni pat ha kod trad karo ya kam tek ha is ma losss be hota ha is liy ha jkam jazz ha sab is kam ko boht like kart ha sab ka liy ha forexak online jop ha sab is maboht pisa kamn cahta ha is liy ap ko is ka bar ma pat ho to he ap p[isa kam sako ga
                            • #59 Collapse

                              bhai ap ke sawal kas mere paas mukamal answer nahi hai lekan mein yeh samjhta hoon k agar ham tarding kare to yeh hamare liye ziada behtar hai q k sab kuch paisa hi nahi balke kuch mehnat b zarori hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                salam frndz,islam na hamy halal earn karny ka hukum dia ha or halal ko earn karny ka zaria ha mehnat,ap govt jobs h dykh kly to yha sb apni earning ko haram kaer dyty ha q ka wo koi kam nai karty or bs ghar ba bath kar earn karty ha to jo kam mehnat sa kia jaye wo halal hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X