Kya Robot trading Islam Main thik hai ya nhi?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    bhai is ke bare me mujhe nahi pata hai kiun ke mene robot trading ki nahi hai kabhi me ne kabhi is ke bare me yeh bhi nahi suna hai ke robot trading hamare Islaam me jaiz hai bhi ke nahi is lye manual trading per believe karta hun ...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      ya kesa question phouch laya ha ap nay reboot trading to mere khyal se to islam me balkul jayze nahi ho gy kyo ky ap is me khuch bh nahi karty our profit earn karty ho baky to koi moulve hy bata sakta ha is bary me
      • #33 Collapse

        her kesi ki apni soch hoti hia dear but mara khayal me ya islam me theek nai hai ku ka wasa dakha jaha to is me nuksam kam or fahida zada hota hai , but ya us time hot hai jub ap trading kerta howa 2 ya 3 sal ho jaha to us insam ko market ki sari samaj aa jati hia
        • #34 Collapse

          wese mere khayal main to yeh haram he islam main kioun keh robot trading main hum khud se to trade nahin kar rahey hotey aur sari trade robot khud kar rha hota hey its means keh yeh gambling hi hoti hey.
          • #35 Collapse

            dear robot trading ya trading ka islam ka sath koi taluk nai h ager ap trading karna karna chata ho ti islam ko darmayan main nai . ap ka sawal thora ajeeb kisam ka ha . robot trading ka wasa ko jawaz nai banta ha islam ka sath .
            • #36 Collapse

              my dear i dont know ho sata hai na ho main to robot par trust nai karta hoon his a manual trader main to just manual trade karta hoon aur daily mein acha profit earning kar leta hoon
              • #37 Collapse

                dost robot trading bhi aik achi trading hai as men koe shak nahi k market men kuch robot sofwear boht acha trade ker rhe hen aur achi earning bhi ker rhe hen lekin men smjhta hon k robot ko use kerne k leye aik tu computer 24 hours on krakhna perta hai aur dosra os ko watch kerna bhi boht zaroori hai k kahin robot loss tu nahi ker rha ye un trader k leye ziyada best hai jin men emotion ziyada havy hojate hen aur jald he tension men ajate hen baki tu donya men boht se traders robot ka use bhi ker rhe hen
                • #38 Collapse

                  bhai islam ka rebots sayy koi taluq nahe ior he haram nahe halal heey or ap forex traidng may rbots use kar sktay hain or forex trading beh halal businesshey or ap ko ye right hey kah ap forex traidngmay reobts ko use kar saktay hain q kah rebots sat beh pofit or loss dono miltay hain.
                  East and west....Pakistan forex forum is best..:cool:
                  • #39 Collapse

                    yes robot trading is bad because it is easy trading and we do trade our investment so do ourself trade and take order anfd then get profit.if we use obot so we get profit but with out hard work or just work so it is not good for us.so i think real trade is best and ourself trade is best.
                    • #40 Collapse

                      mjhay na to rebot trading k baray me pata hai aur na he ye k islam me is ki ejazat hai ya nahi lekin ye zror pata hai is kaam say aap achi income hasil kar saktay hain.
                      • #41 Collapse

                        well i dont know brother but ye modren tarika chal raha hai in forex trading . behter hai k ap kisi alme deen se poch kar lain
                        • #42 Collapse

                          Dear Robot sy trading krna easy zarur hy mgr Sahi nhe. or rahi bat Jain or Halal ki tu dear meyr khyal ma Robot sy trading krna Haram hy. wajah es ki simple si ye hy k aap es ma khud sy kch nhe kr rahy or ju kuch bhe kr raha hy wo aap ka robot kr raha hy. aap sirf apni investment lga kr us sy earning kr rahy hain or es ma aap ko koi loss nhe hu raha es hisab sy ye Islam am Jaiz nhe or Haram hy.
                          • #43 Collapse

                            mere khayal say islam is bat ki ijazat nahi deta is lam mein forex trading ki to ijazat hai kyunki hum forex mein profit loss k hoty huye earn krty hain lakin robot mein kahin bhe hamari mehnat chupi hui nahi hoti blkay robot ek agent ki tarah hamein profit dilata hai is liye yehan to hamari mehnt nahi hui lehaza yeh jayez nahi hai
                            • #44 Collapse

                              hum ko is tera ke buness ma islam ko bench nhe leny cheny mugy nhe pat ka ya lslam ma ganze bhe hein ka nhe hum ko kesy se pounch kar roobts ko use karn cheny mugy to roobert ko use karn bilkuy nhe pansand ma kund se tarding kart ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                my dear borher pahle to ye bat hy he nhi robot wali islam ma or mare kahyal se robot se karn kam ap ki marzi nhi to ap apne hath se karna hy to ap ki marzi bs ap ne earn karna hy chahy robot se karo ya apne hath se or kam karne ka maza tab ata hy jab earn ho rehi ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X