Kya Robot trading Islam Main thik hai ya nhi?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    meri soch kay mutabiq baaqi ka mujhy to pata nahen kyun kay robot sirf aap ko sirf profit nahen daita balkay loss bhi daita hai sath sath kuch log robot say kaafi acha profit bhi lay rahay hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      Pehly number pe to hum ye janty hein kay forex trading hilal he islam mein magr kuch points ko os k liye follow karna parta he os k baad agar hum robot kod akhin kiu k forex hilal he to phir wo trading robot jo kaam karta he wo bhi hilal he.
      • #333 Collapse

        A.O.A ap ne jo sawal pocha wo bohat acha hey. dekhe main abhi new hon muje abhi kuch khas maloom nhi forex trading k bre main. so, main is bre main kuch nhi kah sakta..
        • #334 Collapse

          jaiz islaam me robot trading nahi ho skti ha kyun k islam ye kehta ha k wu cheez halal ha jis me insaan mehnat kar k kamaye and wo cheez haram ha k jis me mehnat kiye bgair ap ko pese mil jaen, han agr koi ap ko gift kar day to alag bat hoti ha wurna ye kaam jaiz nahi ha.
          • #335 Collapse

            Robot trading mery khiyaal mien jayaz hy kiun k robot trading bhi to insaan ny banaye hy apni sahulat k liye is tarha jaisay cycle hy apni sahulat k lye is tarha robot bhi sahulat islia mery khiyal mien jayaz hy kiun k ya insaan ki apni ejaad sy sahulat hasil krny k liye .
            • #336 Collapse

              i think yes deta hn because vo risky work hota hai loss bhi ho sakta hn aur profit bhi dono hi cheez hia but kuch lod forex ko hi haram kehte hn to kuch sahe ni kaha jata ap ki movli se sahe se poche shukaria :) :)
              • #337 Collapse

                robot trade islam main halal nahi hain kyon ka robot trade main hum kuch nahi karte hain jo be kuch karta hain wo sub karta hain hum ko bina mahnat ka earn hota rahta hain is trah sa robot trade muje to halal nahi lagti hain munal trade apne mind sa karna islam main halal hain
                • #338 Collapse

                  G han Robot trading Islam mai jaiz hoti hai. Islam mai hamay Islamic rules kay mutabiq trade krni chaahiye. is kay ilawa hamay ye bhi dekhna chaahiye kay robot tradeing thk hai ya nhi.
                  • #339 Collapse

                    dear main iz bary main khan chhu gi k hamy isslam main robot tradin ki ijazat nahi hy hamy iz sy faisda to hota hy par ham apny mazahab k khilaf ye kam kart hain
                    • #340 Collapse

                      Islam mein robot trading ka koi concept nahee hae is liay mere bhai apni ghalti per maafi mango aur aj k baad kabhi bhi robot trading ya autoio trading mat karna kiunk ye bilkul khilaf e Islam baat hae.
                      • #341 Collapse

                        Robot trading Islam mai thk hai aap robot trading kia kro is sia apa ko bohot faida hoga is ksai aap ko earning ka aik acha moqa milta hai is ki madad sai aap ghr beth kr earn kr sktay ho Robot trading best hai.
                        • #342 Collapse

                          my dear brothers ji apne bilkul thek fermaya hai ye robot aik business ke tor per use hota hai islam me business jaize hai robot to business kerne me help kerta hai
                           
                          • #343 Collapse

                            my dear brothers may be G yeh baat mere khayal main ghalat hai khud ko mehenet kerni chahiye or mehnet ka phall allah zaroor deta hai,
                               
                            • #344 Collapse

                              pta ni bhai mujy is bary mein koi information ni hai q k ...mene kabhi na hi robot trading ki hai or na hi interest hai mujy is mein or na hi kabhi search ki hai mene is pr.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                my dear brothers i dont know robot trading islam mainthik hai ya nhi but sub log aisa kerte hain,or logon ko is se bohat profit milta hai,mere kai friends robot trading kerte hain,,
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X