Kya Robot trading Islam Main thik hai ya nhi?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    Mere khayal say insan ko khud mehnat krni chaey is say ek to insan ki knowledge main bhi izafa hota ha or agar robot say kam krwain gay to phir hmain kam ki smjh nhi aye gi or wo dosro ki help bhi nhi kr paye ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      islamic point of view say jis kaam main loss and profit both houn tu woh kisy k liay bhi thaik hai.us ko kar saktay hain
      • #318 Collapse

        Dear ya aysa question hay kay iss kay baray may koi bi aap ko sahi or wazay jawab nahi day sakta iss kay liya aap ko kisi achay MUFTI say bath kar ni hogi wahi aap ko sahi bath bata sakay gaa or aap ki rehnumai kar sakay gaa quen kay pahlay to ham ko ya daykhna hay kay forex jayz hay ya nahi.
        • #319 Collapse

          very good qustion sb se phale to ham ye deken k kan kis nowayat ka phr is pr comients den or islam me har wo kam jis me loss or profit ho jaiz hota ho or agr easi bat hoti to hamare olma is ko closed na karwate
          • #320 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mudda24 پيغام ديکھيے
            kya robot automated trading ki islam ijazat deta hai?
            Bro ma na pala kabbi ya question nei suna or na he kabbi ais par gor kiya ha laken ap ka ua question bhot interesting ha, I think humia auto trading nei karni chaia khud mehnat karni chaia, Jo hum mehnat kar ka kamata ha wo halal earning hoti,
            • #321 Collapse

              well brother i have no idea about that, wese men robot ki trading ko like nahi karta , because robot ki trade karne se trader just robot pe depend reh jate he aur khud me ability hote howe bhi robot pe depend hote he, jo ke wrong way he trader ko khud hard work karna chahiye aur trade manual karni chahiye...
              • #322 Collapse

                islam mein aisa koi bhi tarika jis mein apki mehnat na ho aur aap money earn karo yeh sab haram hey aur forex business mein bhi agar aap baghair learning ke is main profit kartey hein to yeh haram hey.
                • #323 Collapse

                  I do not know may not be aware of the Islamic trading robot, this is difficult to answer, but I have no idea about the trading robot love to think of the Muslim halal, all members need to read if you contribute more white you can not find the answer , together with the nearby Imam Majid your phone and Trade is halal or haram in Islam, request to Forex
                  • #324 Collapse

                    ASSALAM O ALAIKUM
                    g ye bat to ghalat hai aggar ap khud trading nai karein ge to phir to masla bannay ga na khud mehnat karein
                    • #325 Collapse

                      Islam ki nazar men to robot bi ak insan ki tara hen qnk wuhu bi kam karta hen likan agar sary jagy robot ka istemal shoru huwa tu loog robot ki waja sey kam nahi karsakyngy tu is waja sey log berooz gar ba n jaye gy
                      • #326 Collapse

                        salaam dear friends
                        bahi g mara islam ki knowlege zara weak hai k ap k answer ka jawab dao bt atna zarur kahiu gga , k yai teek hai q k is sai ap dosro ki nuksan tuou ni dao gai , bs apna kam kro gai oar faida oato gai
                         
                        • #327 Collapse

                          Dear, EA means Expert Advisor. It's a robot (software) used with Metatrader. It automatically open/close positions on the trader's behalf.
                          • #328 Collapse

                            Main iss baray main kuch nhe janta keh robot trading islam main hallal hay ya haram hay main itna janta hoon keh forex trading haram nhe hay kunkeh iss main hum invest kartay hain aur jis say aako profit bhe ho sakta hay aur loss bhe woh trading jiss main nafa aur nuksan ho halal hoati hay
                            • #329 Collapse

                              islam mein aisa koi bhi tarika jis mein apki mehnat na ho aur aap money earn karo yeh sab haram hey aur forex business meaain bhi agar aap baghair learning ke is main profit kartey hein to yeh haram hey.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                ain forex main new ho main es bary main nh janti ho han laken islam main trading or posting ki ijazat hai q ky ye kam pory world main ho raha hai or hum es sy achi earning kar sakty hai apni kuhd ki earning hasl kar sakty hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X