Professional ROBOT 20% profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    er n=main ne buhat sary robots ko test kiya hai demo accounts pr profit tu daity hain but end account ko kha jjaty hain or jis robot ka aap ne link diya hai iss ko bhi main ne test kiya huya hai fail hai ye ye 1 he side ki or ko as ka bary main informations han to share karhn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      G bhai jan ap nay aik bohat useful chez share ki hai likin bohat sare robots at the end loss say do char krte hain jis ki wja say tradrs robots ko use ni krte hain or zyada tar manual trading ka kehte hain
      • #33 Collapse

        Robot jo bhi ho at the end account wash out ho jaye ga. I give you guaranteed profit upto 12-15$ profit per Month by manage your account through world class company.
        Anyone wishing can contact me via SMS.
        • #34 Collapse

          Robots ki trading say parhez hi aap ki sehat k liye achha hay, mana k kai accounts wash nahi hotay magar balance ka 70/80% urr jana bhi to museebat hay, ek taraf ki trades lagaye jana ,market na muray to Allah Allah, hedging ooper/neechay trades - kai baar itni high lot kar deta hay k banda ko samajh nahi aati k ab Robot ko band karay ya computer ko toray, market slow ho to lagana hay, ab market ka koi baap to hay nahi jis ki ye manay, kai baar impact k begher bohat uchhal kood karti hay wahan kia karega aap ka robot, agar manual hi chalana hay to manual trading kar lein.
          • #35 Collapse

            dear brother robot trade bohut riski hai.is se behtar hai. manual trade kren manual trade k bary main knowledge aur exprience hona chahy.phir ap manual trade kr sakte hain.phir apko profit hoga.worna loss k chance bohut ziyada hain.
            • #36 Collapse

              mujy ap ki post achi lagi hy bahi ji is ki setting kaarni paraa gii wo bi baat doo kitna size ka lot size hamaian use karna chahiya 100 dollar ka capitaal paar kui ka is ki seeting ko app hi achi tarahan sa samjha saty ho?
              • #37 Collapse

                Dear thanks for sharing but robot ki setting apney share ki hai sath hi yehi kahonga k auto trade main apko experience hai achi bat hai ap kya aur bhi user auto trade kar rahey hain aur manual bhi utna hi risk hota hai jitna auto main leqin manual method main samaghta hon k zyada acha hai trading karney k lye.
                • #38 Collapse

                  dear brother main ne kabhi be robot use nahi kiya or na mujhey is bare main pata hai k ya Professional ROBOT kia hai or ya kisi tarah say kam karta hai or hum is say kitna profit get kar sakty hain trading kar k
                  • #39 Collapse

                    g han dosto professional robot to professional he hota hy jo k hame kbhi bhi nuqsan nahin dy sakta is k boht say faidy hoty hain lehaza hame is ke respect karni chaheay
                    • #40 Collapse

                      Well the key success in forex bussiness has been so much better and gaining all the way as it gets in all over the way it makes the understand knowledge learn and impacts of earnings .
                      • #41 Collapse

                        manual trading robot se bhatr hai.... per jo robot k expert hote hai wo robot se b profit kama lete hai
                        • #42 Collapse

                          salam bhai ap nay boat achi bat khia hai professional robot sa hamy kaby be nuqsan nhia dy sakta hai professional robot hamy acha profit be acha dy tay hai
                          • #43 Collapse

                            robot are made by humans they are working on the flow of averages if u r expert in manual trading then u use the robot if u have not aproper hold in manul trade then do not use the robot robot ko use krna ka liye b time huta haaa is ka ilawa kam ilm ki waja sa nuqsan he huna ha ap ka
                            • #44 Collapse

                              i think manual trading is batter robot to propar kam nahi krty ye to bus 1 hi side pr kam krty hain or profit k sath loss k b ziada chances hoty hain or ye profit k sath sath ap k account ko ktam krty jaty hain jis ki waja se app ko end loss ko bear krna parta hai is se betar hai k app start se hi manual trading kry or earn kry
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Robot trading se behtar hai aap manual trading karey wo zyada suitable rahay ga aur aap zyada profit bhi earn kar sakte hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X