Robot trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    nhi janab mera mana hai ke hume esa kabhi bhi nhi karna chye ku ke forex trade markit businiss bohat hi zada riski businiss hai or os mean agar hum esa karte hain yu humre loss ke chaness barjate hain......
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex trading me humein robot system use nhi karna chahiye q k ye bohat risky hota hai or is ki waja se bohat ziada loss bardasht karna parta hai is liye mera mashwara hai k trader knowledge or experience hasil kare trading k bare me or phir apny mind se trading kare or humara mind he humara profitable robot hai jis ki waja se hum trading me profit earn kar sakty hai.
      • #18 Collapse

        mery khayal mein trading k lkiye robot kisi kam k nai q k wo is k barey mein koi malomat nai rakhtey aur jhis waqt tak ham khud is ko time nai dein gey haa\mein koi faida nai ho sakta
        • #19 Collapse

          i like your question bro ap ne ache baat pochi he mera to ye khayal he k hamin is robot per yaqin nhi kerna hoga keu k is sa hamin loss b hota he or ye ek hi baar nhi balke baar loss ho sakta is only manul trading use.
          • #20 Collapse

            no dear mjhy nahi lgta k moving averages roboy trading ya phr indicators forex mein success k liye apki madad ker skty hain yeh indicators us soorat mein sahi ho skty hain jab yeh apny technical analysis per hamesha qaim rahy but yeh bhe market ki movment k hisab sy badalty rehty hain jis ko loss sirf or sirf trader ko hota ahi
            • #21 Collapse

              my dear mujhe robot par 1% bhi trust nai hai robot sab fake hotey hai start mein ye to profit detey hain lakin bad mein sara profit loss karwa detey hain es liye humein sab ko chahiye kay manual trade karey main just manual trade ko hi best kahoon ga kyun kay his a best manual trade
              • #22 Collapse

                me nay jb say trading join ki hai me nay aaj tak kabhi b robot trading nahi ki hai aap keh saktay hain k mjhay is baray me bilkul he experience nahi hai.hota to zror aap say share karta.
                • #23 Collapse

                  geny ko zayed loss hory hein wo zayerd tera roobts se tading kart hein on ko experince nmhe hoty hein tarding ka isd liye wo roobts se tading kart ya zayec fayed nhe denty hum ko loss ois se be hotry hein hum ko kund se tarding karn cheny hum ko experince hasly hoty hein or tarding ka pat chelty hein.
                  • #24 Collapse

                    forex trading karny ky liye robot software be bohat best ha laken new user ko manuly trading he karne chaye jb unko kafe experince ho jay to wo be robot use kar sakty ha .
                    • #25 Collapse

                      brother forex trading me bohat sary robot hoty hen jo k apko mehnat k baghair profit dety hen ya loss dety he ye to robot py depend karta he agar apka robot software acha he to wo apko zroor profit dy ga ...
                      • #26 Collapse

                        mere khayl sy tu manaul trading is better then robot trading bht sy robots hoty hain jo useless hoty hain bht sy kam k bhi hoty hain pr manual trading sy hum main confidence bhi ata or hum learn bhi krty hain
                        • #27 Collapse

                          Forex trading mein hum kabhi bhi automated system per believe naehin kar saktee agar app professional trader bana chahtee hain too phir app koo fundamental aur technical analysis koo study karna hoo ga
                           
                          • #28 Collapse

                            gee mre bhai hm robot pe bhrosa nae kr skty kyu ke jo insan trading kr skta hy wo robot trading nae kr skta robot ko insan ne bnaya hy robot ne insaan ko nae bnaya es lye trading insan he kry robot nae
                            • #29 Collapse

                              ni bhai robot trading har kisi k bas main ni hain har koi is ko use ni kar sakta.kuch rebot aisa hotey hain jab fundamental ata hain to sab loss karta hain aur profit ki koi umeed ni hoti is liye apna ap par brosa rakho robot par nahin...
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                mare khayl me robot trading best hay may bhi robot say trading karta ho robot trading say aap ko taqriban 80 say 95 pasan chance hote hay ke aap trading me kamiyab ho jao lakin is kay lye aap ko koi acha sa robot pachace karna chahiye ye jo free me mil rahe hote hay in ka result itna acha nahi hota hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X