Robot trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1111 Collapse

    jo trading aap apni samajh boojh say aur apnay experience say karrain gay aap oss trading main profit ki umeed bhe rakh saktay hain aap kissi kay kehnay pay ya kissi signal pay depend nah karrain balkeh khud trading karrain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1112 Collapse

      agr dykha jaya tu rebort bi kar skta ha but ya best ni hota agr ham kisi rebort sa ya sab karway tu us ma agr koi problam ajya jis ki waja sa hamy kafi noqasan ho skta ha ku k time k pata ni chlta k kab wo garb ho jya reboart ko bi hamy kud cantrol karna parta ha jo time usa cantrol karny ma wasat karna ha wo hi time kud karny ma wast karo jis sa kafi fayda ho ga ap ko loss hona ka dar ni ho ga or na hi ya ho ga k ham na rebort ko cantorl karna ha or wo chlta chlta garb na ho jya jis sa hamy kafi noqsan utna pary ga is liya rebort best ni ha
      • #1113 Collapse

        is main robot ki trading mujhy bilkul bhi achi nahi lagti hay jnab...trading is a evry good job for evry kind of people jnab...is main kaam kar k mza bhi ata hay jnab...
        • #1114 Collapse

          in market there is not any robot how is 100 % give right command he just follow command then market move opposite then robot show there direction actually we don't know the exist market movement where market should move and where he not move remain same that is why senior not used robot and they not buy him and that is some possible that we get robot free of cost
          • #1115 Collapse

            robot is not working properly such as aa human can work because robot have limited ideas and tricks....
            • #1116 Collapse

              humare liye manually trade hi best hai humko market ka sahi pata hota hai news dekh rahe hote hain but robot ko yeh sab cheezon ka pata nahi hota is liyekioun keh mene aaj tak kabhi bhi robot trading anhin ki hey aur main is main always manual trading hi kartai hun aur yehi sab se bset hey
              • #1117 Collapse

                as I am new in this so mujhe itna ziada knowledge nhi is k bare me aur na hi me is k bare me ziada jnti. but I hope k different people ne apne views shae kie ae. tw ye bht helpful o ga sb k lie n jb me trading kru gi tw definitely I will share my experience with all of you.
                • #1118 Collapse

                  main ne aik socail website per dekha h aik boy ko robot ki trading krta ha or roz pni robot ki income trading ki pic.s b share karta ha aisa mumkin ha lakin robot ko chalne ka b aik fun ha jisse seekhna chiye woh robots sale b karta ha lain abi tak main kisi apne close dost ka wait kar rha hon jo mujy clear kare ka jo woh robot bech rha ha woh sahi ha ..
                  • #1119 Collapse

                    Do trade with automated trading or follow manual trading. Because Robot are instructed to follow few basic parameters but we do analysis a lots of thing before we make a trade.
                    • #1120 Collapse

                      Bohat say traders robot trading karty hay mery khyal main humay robot trading nahi karni chahiey balkhe khud trade daikh kar karni chahiey esi main humari bhlai hoti hay aur tabhi hum forex market say theak say earn kar sakty hay humay ziada theak say market kay bary main pata chal jata hay
                      • #1121 Collapse

                        If you're into Forex Robot Trading I will recommend you to check the Real Money Accounts Competition at www.forex-robots.com, there you may find a robot that suits you.
                        • #1122 Collapse

                          robot trade be hum kar sakte hain robot sa trade karna mushkal nahi hain robot khud ba khud sub trade karta hai profat loos us sa automatic hota hain is main hum ko kuch nahi karna hota hain hum ko sirf robot ko install karna hota hain aur wo work khud karta hain
                          • #1123 Collapse

                            bhai mein apko aik bat batata hun keh agar humne robot trading karni he to phir hamen seekhne ki kiya zarurat trading ki aur iske ilawa maain apko yeh bhi batata chalun keh robot trading agar profitable hoti to koi bhi forex trading ko na seekhta aur har koi robot par hi trade karta yeh sab fake hein..
                            • #1124 Collapse

                              Dear friend aap ne aik achi baat share ki hai aap ne kaha hai k robot trading to mai is baray main youn kahoonga k robot trading k bohot faiday hain robot trading sai hum auto trade kersktay hain.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1125 Collapse

                                bhai aap 100% robot ya automated trading par bharosa kar sakte hain qk yeh professional tool hai, agar aap khud manual trading karte hain to aap itni tezi se nahi kar sakte ka har pair par timi by time multiple trades lagaien, is liye fast kam karne k liye meta trader me expert advisor file add ki jati hai or automated trading shuru ho jati hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X