Robot trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1231 Collapse

    Re: Robot trading

    aapke paas koi bhi system hoga woh aapko earning De sakta hai robot trading nahin Karni chahie aapke pass itna knowledge Hona chahie kya aap robot ko bhi samjha sakte market kya karne wali hai isliye Agar aapke pass knowledge or experience nahin Hai tab. Kitne Bhi robot per check kar lo aapko Kam nahin aaega. Aap market mein bilkul bhi Kam nahin kar sakte isliye Agar aapane mehnat nahin ki to aapane kuchh Bhi nahin Karna
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1232 Collapse

      Re: Robot trading

      G bhai Ka topic bhot Acha tha k rebot k sath trading karna kesa hy men kehta hon k reobt sy behter hy k Ap menvel tarding kren kio k rebot wo hi krey ga jo apny seting kar rakhi ho g jub market me tazi hoi to rebot ko juj karnabhi shayd mushkil ho jay to best treqa hi ye hy k khud trad ki jay
      • #1233 Collapse

        Re: Robot trading

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Babar Khan پيغام ديکھيے
        Muje ye janna hai ke ky hamare liye robot trading tik hai hum is pe bharosa kar sakte hai
        Robot trading karne ke liye aapko metatrader 4 mein bahut sari websites ki taraf se offer aati hai kya Hamara robot use Karke trading Karen Lekin main aapko Bataun ke robot ko use karne ka fayda koi bhi nahin Hota Kyunki Jab aap robots ko use karte hain to aapko Kuchh Bhi learn Karne Ko Nahin Milta Iske alava aapko robots ke liye per bhi karna padta hai aur yah bhi 100% Nahin Hota ki aapko robots use Karke profit hoga robots ko use Karke bhi loss ho jata hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #1234 Collapse

          Re: Robot trading

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Babar Khan پيغام ديکھيے
          Muje ye janna hai ke ky hamare liye robot trading tik hai hum is pe bharosa kar sakte hai
          Forex trading market mein bahut sari Aise Institutions aur aur Aise log hi Jod trading karne ke liye dusre traders ko robots provide karte hain aur bahut Sare Aise log bhi hai jo apni trading Mein robots ko use Karke kam kar rahe Hote Hain lekin ek baat main yah Kahana Chahunga ke robots ko use Karke success Nahin Milta aap Ek Do Bar profit banaa sakte ho lekin consistent profit aap sirf manual trading Se Hi banaa sakte ho
          • #1235 Collapse

            Re: Robot trading

            brother robot trading theek nahe hoti loss he loss hay robot se forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain ap kay pas best skills hon ap achi tarah kamyabi hasil kar saktay hain or pasy kma skty hai acha to ye hai ap es k opar intraset kry
            • #1236 Collapse

              Re: Robot trading

              Robot trading main kafi log jo time nahi rahkty hain busy rehty hain woh robot apni pasand ka use kar kay robot trading tu karty hain lekin ik normal trader jo itna captial nahi rahkta hai jab woh trading karta hai tu loss hota hai. esleye koshish karain kay jab ap trade karain apni trading mai achi skills experience increase karain jis se ap ko pareshani na ho.
              • #1237 Collapse

                Re: Robot trading

                An automated trading system (ATS) is a computer program that makes orders and consequently submits them to a market center or exchange. The program will naturally create orders in view of predefined set of guidelines utilizing a trading system which is frequently in view of technical analysis but can also be founded on input from other electronic sources.
                Asim's Trading Journal
                • #1238 Collapse

                  Re: Robot trading

                  Robot apko kuch nahi day ga. esleye kay woh apni builtin strategy use hoti hai or bad mai jab ap us ki risk level ko increase karain gay tu ap ko loss ho ga.esleye koshish karain kay apni trading mai just manual trades ko karain. apni trading main jab ap robot use karty hain tu ap ko lose hoga.manual trading karain gay tu future main lose kay chances kam haior ap achy se experience b kar lai gay.
                     
                  • #1239 Collapse

                    Re: Robot trading

                    Smart ka bonus nahin mila
                    • #1240 Collapse

                      Re: Robot trading

                      jo traders mehnat nahi karty hian ya jin kay pas trading karnay kay leye time nahi hota hai.esleye koshish karian robot trading jab ap karain tu kiyal rahkain kay us se ap ka career nahi ban sakta hai or ap ko loss ho sakta hai esleye ap manual trading pay yakin rahkain. usi mai ap ka faida hai or usi mai ap ik achy trader future mai ban ksaty hain. jab kay robot trading se ap ko kuch hasil nahi hoga.
                         
                      • #1241 Collapse

                        Re: Robot trading

                        unregulated Binary Options organizations in Europe and different nations where they are not administered and hence can control and really wager against their own customers. Totally disgusting conduct and where it should be unlawful it isn't on the grounds that they are not controlled.
                        • #1242 Collapse

                          Re: Robot trading

                          expansion rate is 10%, a similar soft drink will cost $1.10 the following year. Equilibrium of Payments Equilibrium of Payments or Current Accounts mirror the installments paid and got between a nation and its exchanging accomplices for imports, fares and obligations. A deficiency in the current record implies,
                          • #1243 Collapse

                            Re: Robot trading

                            Woh tools hain. aur tamam tools ki terhan, nateeja inhisaar karta hai ke woh kis cheez ke liye istemaal ho rahay hain, aur woh kis had tak behtar istemaal ho rahay hain. lehaza, wahan fx broker hain jo kamyabi ke liye robot par aaraam se inhisaar karte hain, jabkay doosron ko dushwari hoti hai.
                            • #1244 Collapse

                              Re: Robot trading

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Babar Khan پيغام ديکھيے
                              Muje ye janna hai ke ky hamare liye robot trading tik hai hum is pe bharosa kar sakte hai

                              nahi dear robot trading jab ap karain gay tu ap usi pay depend karain gy. ap kay pas koi basic nahi hogi kay ap koud decsion lay sakain apni trading mai. esleye ap ko loss ho sakta hai. ap ager manual trading karian gay tu ap ka experience be gain ho ga or ap sahi se trade be kar sakain gi. koshish karain aisi trades ko open karian jis pay ap ny kudh learning ki ho or usi ki base pay open ki ho.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1245 Collapse

                                Re: Robot trading

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: King01 پيغام ديکھيے
                                Woh tools hain. aur tamam tools ki terhan, nateeja inhisaar karta hai ke woh kis cheez ke liye istemaal ho rahay hain, aur woh kis had tak behtar istemaal ho rahay hain. lehaza, wahan fx broker hain jo kamyabi ke liye robot par aaraam se inhisaar karte hain, jabkay doosron ko dushwari hoti hai.
                                Dear Robot trading sy murad yeh hai kay ap apny trading account ko aik robot kay hawaly kar rahy ho. jis mai ap ki studies, technical, fundamental analysis ka koi role nahi hai. robot he ap ki trade ko open ya close kary ga. woh ap pay depend nahi ap us pay depend karain gy. ap ko loss ho ya profit ho robot ko es sy koi sarokar nahi hai.esleye ap souch samaj kar yeh step lain. ap kay pas time hai tu ap kudh trading karna seekhain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X