short term trading main kis robot ko use kerna chaheay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    Dear, i can say short term trading or scalping I prefer because we can do this type of trading with very little amount of capital and therefore, I always do short term trading.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      assalam o alaikum robot ko use he nahen karna chahiye kyun kay ye earning karne ka ek worng way hai forex jab hum ko waise he ek achy earning kay chance day raha hai to main nahen samajhta hai
      • #138 Collapse

        bhai kabhi bhi short term me robot ni lagana varna 1 hi lot me account wash ho jae ga and long term bhi robot nai lagana robot profit kam aur loss zyada karata hai aur jab robot ka dimaag kharab ho jata hn to account washed hi kara deta hn
         
        • #139 Collapse

          Jo robot s sai acha ho hamay usay short term trading mai use krna chaahiye q k short term trading sai hum asaani sai trade krtay huay acha monthly profit hasil kr sktay hain.
          • #140 Collapse

            short term ho ya long term robot dono ke lie nuqsan hai robot sirf loss karata hai agar 1 bat profir kar bhi dia to agli bar profit se zyada loss hota hai to mere preference to manual trading ko hogi jis me sab hamare hath me hota hai :)
             
            • #141 Collapse

              gi mein app ko yahi kahoon ga k app rebot use mat kare ma ne suna hai is se loss hota hai agey ap ki marzi
              • #142 Collapse

                Agr app kay pass knowledge ha pher tu apko robot ki zaroorat hi nahi ha. Ap khud bohat kuch earn kar saktay hain. And ap kay experience main be azaafa ho ga. So my advice is this don't use robot for anyy type of trading.
                • #143 Collapse

                  main kbhan cahu gi k ap ny jo sawal ki hy hamy trading main robot use karny sy ye faida hota hy k ham jab iz main jo programm install karty h ain hamy iz sy iotna faida hota hy
                   
                  • #144 Collapse

                    brother hm ko trad k liya robort use nahi krna cahiya or yah short tread k liya bilkul nahi use krna cahiya ku k jab b tread lagy to hm apny experince or knowledge ko mady nazeer rhkty huwy tread kry ta k earn b ho saky
                    • #145 Collapse

                      short term trading mia obot zaroor use krna chaahiye short term trading mai robot us ko use krna chaahiye jo tading mai bohot acha profit hasil krna chahta hai mai bhi krta hon.
                       
                      • #146 Collapse

                        ap ny jo bat ki hy main iz bary main khna chhau gi k hamy short term main kam sy kam zaror robot ko istamal karny chhaiay hamy iz sykafi faida hasil ho sakta hy khas tor par new traders k laiy ye best hy
                         
                        • #147 Collapse

                          robot main short term ja long term trade nahi hoti hain is main robot sirf auto trade karta hain aur market ka hisab sa work karta hain auto trade main robot apni marzi sa market ka trend ka hisab sa trade karta hain her robot ka trade karne ka apna way hain
                          • #148 Collapse

                            short term trading mai aap jis robot ko chaaho use kr sktay ho mai bhi short term trading mai robot ko use krta hon short term trading kay liye robot bohot zaroori hota hai.
                             
                            • #149 Collapse

                              dear rebort trading k bary main suna hai per maina na abi tak koi reobort ko use nahe kia . or mery khayal main aik to rebort very expensive ho gy or dosray yah k rebort tamam broker ko support nahe karain gy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                assalamu alaikum dear aksar expert kehte hai ke robot trading me error hotee hai is ham ko bohot dekh kar hi forex trading me robots ko use kar na chahiye agar ham manually trading kare to ye zeyda acha hai robot trading ke see

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X