Robot best hai kya manual treading karne se.?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Robot best hai kya manual treading karne se.?
    robot k apne fady hai aur manual k apny fasdy hai. wasy robot acha kam krta hai manual treading krne se.aur is ko server le k use krna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    topic choose kiya hai bhai apne darasal manual trading main hi maza aata hai robot se kaam galat bhi ho sakta hai kun k unhon ne to wohi karna hai jo ham kahen ge mera matlab aap samjh gae
    • #3 Collapse

      ASSALAM O ALAIKUM BHAI JANap ki ye post kisi bhi new trader ko EA install kerny mi kafi helpfull ho sakta ha , likin infact EA ka use forex trader ke ly loss ka bahis ho sakta ha , agar kisi trader k is business mi skill haisl ha tu manual trading he kary tu us ke faida mund rahy ga
      • #4 Collapse

        manul trading mai mene earning ki hai demo per isi lie mere lie to manul trading hi best trading hai per automated trading bhi bohot famous ho rahi hai isi lie ise samjhna chahie
        • #5 Collapse

          Bro, i trade by manually because i have always been of the opinion that robot is good as it helps the trader to relax especially the one that is coded to trade exactly.
          • #6 Collapse

            forex main behter to yehe hain ke aap manual trading he karen robot ka koi bhrosa nai hay haan robot say aap earning to kar lain gay lekin kabhi bhi forex business ko samjh nai saken gay hamesha robot k gulam rahen gay
            • #7 Collapse

              Foerex tarding aik bahotacha business ha hum k is main kam karta rahna cahhahia ya hum ko hmaara kam karna ka pasia data ha
              • #8 Collapse

                darasal manual trading mein he maza aataa hai robot say kaam ghalat bhi ho sakta hai kyun kay unhoon nay to wohi karna hai jo hum kahein gay mera matlab aap samajh gaye honay.
                • #9 Collapse

                  Mery kahyal mein tu ap ko manaul trading karni cahaiye aur robot trading nhi karni cahaiye kiok manual trading karne se faida ho ga aur wo ye k agr ap khud trading karain gay tu ap forex trading business mein learning knewledge experience hasil kar saktay han js se ap forex trading business mein profit earn Kar saktay han aur agr robot se trading karain gay tu ap learning knewledge experience hasil nhi kar saktay
                  • #10 Collapse

                    Aslam o Alikoum brother her aik chaz ka aap na fida hai as tarhan robot ka apna faida hai as say app scalping kr kay zeada say say earn kr sakty hain aur zeada fida hasil kr saktay hain Rabot ak acha kam kr sakta hai aur time ke as say bachat hoti hai .............
                    • #11 Collapse

                      Robot ko use karny walay trader anay walay time mai kuch seekh nahi patay hain apna experience ka level din ba din low karty hain or jab k robot b k bina trading karny walay kamyab rahty hain un k pas skills hoti hain or experience din ba din acha hota hai tu woh asani se apni trade ko profit mai lay jaty hain.
                       
                      • #12 Collapse

                        robot trading aor manaual trading main frq ha aor robot trading main trading ko easy profit earn hota ha aor manual trading main trader ko khod hard work krna hota ha market ko analysis krna ha aor market ko information ho gi to trader ko profit earn hota ha robot best hai is sa profit earn kia jaye
                        • #13 Collapse

                          Robots zada achy hoty hen forex men earning kerny k liy.ap reboot ki help se acha kam kr saktyhen. Manual zada acha kam nhi kia ja sakta ha is se loss zada hota ha or kamiyabi milny k chances boht kam rehty hen jis se apko profit b nhi milta..is liy robot ko use ker sakty hen forex men kam kerny kliy or earning kerny k liy. ...
                          • #14 Collapse

                            jab ap robot ka use karty hain tu ap ki jo personal skills hoti hai woh kamzoor hona shoro ho jati hai or ap zaida depend robot pay karty hain es leye jab b important or urgent decision laina hoga tu ap sahi faisla nahi kar sakain gay or ap apni learning b es waja se kam kar dain gay es leye manula trading mai zaida prefer karta ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              merey khyal say tu manual trading zeyda bahtar hai kyon kay manual main insan boht kuch nazar main rakh leata hai jabkay robot chand chezain zehan main rakh kar trade karta hai ager robot scalping ka lea use kea jaye or kudh say nazar rakhi jaye tu robot bhi acha result day sakta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X