Dosto, may ap ko aik aur automated nizam ka batana chahta ho jis ko hum copy trade keh saktay hain, lakin yeh aik broker say dosray broker par trades copy hoti hay, jis ko bohat saray log zulu k name say bhi jantay hain, lakin zulu may aur jo may bata raha ho us may thora faraq hay, kyo keh zulu may ap ko zulu ka member banna hota hay aur zulu k under affiliate ana hota hay, jab k may jo bata raha ho wo MQL type ki cheez hay, us ko asaan lafzo may bata raha ho, MQL aik programming ki site hay, us par apna account banatay ho, aur phir us k baad ap ksi bhi trader ko jo ap k meta trader par available ho us ko copy kar saktay ho.
Ap ko wo traders milay gay kaha say? may ap ko picture may bata dayta ho.
Yeh ap k meta trader may terminal k khanay may milay ga apko. is may ap ko bohat saray traders ki information milay gi, ap jis ko bhi chaho us ko copy yani subscribe kar saktay ho, ap ko karna sirf yeh hoga keh jis ka graph ap ko acha lagay us ko double click karo. nechay wali picture show hogi, is may dosra trader hay, ap ksi ko bhi double click kar saktay ho.
Isi terminal k khanay may oper dekhain gay to subscribe ka option araha hoga, us ko click karain aur phir apnay account ki information dal dain, that's all. Ap ki trades automatic ho jaye gi, lakin yaad rahay keh agar trader nay koi fee rakhi hogi to wo pay karna hogi, lakin ap free trader ko dekh saktay ho wo bhi mil jatay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим