Kiya hamain auto robot use karna chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Brothers Forex aik bhatreen busniess hai jisme bhot si techniqes and bhot se guiders bhi hai jin ko hum indicators bolte hai inki madad se app ko signals mil jate hai jis se app ko trading mai bhot madad milti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Dear friendz mere khayal main aap ko robot na use krny ka mashwara krn ga kiyun k ye 1 programmer ka banaya ho programe hai iss ki jis tarah programing kr di gaye hai iss ne iss tarah he work krna hai iss k elavah ye kuch nahi kr sakta hai or khas toor pr market main movement fast hoti hain ous waqt buhat ziada phans jaty hain
         
      :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
      • #78 Collapse

        g nahi friendz hum ko auto trading nahi krna chahye or waisy bhi jahan tak mere khayal hai main ne sun hai logon se majority kehty hain k ye islam main theak nahi hai or agr hum practical lety hain tu bhi ye theak nahi only manaual trade kr iss se loss ka chance kam hota hai
           
        :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
        • #79 Collapse

          forex ek bht hi best or bht hi big busniess hai or q ke me achi is me new hu to is ki jankari hasil kar raha hu ke is me tradin ki tarha ki jati hai or ap ne jo pucha hai me uske bare me kuch bate sher karte hu ke hame konsi tranig karni chaiye to mere dost wesa roboot trading bhi apkomachi profit hasil kar ke de sakti hai lekin apko is ko use karna ata ho jab hi ap is me kamiyab ho sakte hai
          • #80 Collapse

            g han humen robot zaror istemal krna chahye kyuon k ye auto trading krta hai aur hamen zyada mehnat nahn krna prti aur profit b acha mil jata hai aaj kal market men bahot sy auto robot aa gay hen lekin tamam robot aek jaisy nahn hen aur na he 100$ profit ke surity dety hen is liye hamen chahye k hum robot ko pehle achi tarah sy check kr len ta k bad men humen koi problem na ho
            • #81 Collapse

              dear friendz hum ko auto trading robots bilkul use nahi krny chahyein kiyun k ye 1 programer ka banaya huya program hai jis tarah ki programing ho gaye ous tarah he work kry ga or kuch nahi kr sakta hai iss lye aap only manaual trade kro bus its best
                 
              :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
              • #82 Collapse

                ji ha mere dost app robot bhi use kar sakta hai lakin robot use karna se app ko loss honi ki chance jiada ho ti hai is lyea app ko robot se jiada manual main kam karna profit able hai main manual main kam karta hu or profit bhi jiada ho raha hai.
                • #83 Collapse

                  dekho bhai automatic system ke peche nahi bhago.kyun ke ye sirf aik robots he hai.galtiya kerte hai ye bhi.aur upaar se forex mai auto trading kerne ke liye equity zayda chaiye hote hai.bethar hoga pehle app manual se start kerhe.thanks.
                  • #84 Collapse

                    Salam.. to all my brothers and sisters... i`m requested to all members please avoid to write ( GULABI URDU ) agr kisi bhai ne urdu likhni hi hai to please saaf saaf lafzo me likha karo
                    thanx
                    and please don`t mind GULABI Urdu writers........:D
                     
                    • #85 Collapse

                      dear main na auto rebort suna hai. lakin main na us ko use nahe kia . or main na yah b suna hai k auto rebort tamam borker k sath kam nahe karty . yani kuch khas broker hoty hai. jin per rebort kam karta. mery khyal main olpri name ka koi broker hai jiss pa auto rebort kam karta hai. waisy auto rebort waly daway to bohat karty hai. lakin mujy nahe pta ka kon sa best hai.
                      • #86 Collapse

                        jawab ye hai k ... aap log robot use ker sakte hain lekin behtar hoga k aap log manual trade hi karo kiu k agr aap ne robot ko aik limit pe set kia hai to woh wohin pe trade kare ga jis me losses k 75% chances hain aur doosri baat ye hai k aap jo robot ko purchase kerne k liay money invest karo gay unhi paiso se aap mazeed trade ker sakte ho ... so if you wanna start your career as a trader don`t make foolish thing... keep try and practice Insha ALLAH once a day you all becomes good traders like me .....
                         
                        • #87 Collapse

                          g nahi hum ko bilkul bhi auto trading robot ko use nahi krna chahye kiyun k ye tu aik programe hai jis tarah ki programing ho gaye ousi tarah work kry ga or jub news wagaira ati hai tu ye software phans jaty hain or result ye ata hai k sara account wash kr daity hain
                             
                          :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                          • #88 Collapse

                            actually am new here so mujhy is ki koi proper knowledge nahi ha abhi tak trading nahin ki ha thats why . abhi just posting ker rha hun bonus kay liay taky trading to expernce ker sakun ..
                            • #89 Collapse

                              apko auto robot us wqt use krna chaiay jab markt slow ho suba 5 se 12 bjy tak agar ap lalach ma par kar zyada der active rkho gy to apko loss he hoga. try kren jtna bra acount ho us p use kren
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                No Doubt that Robots are Useful in Trading but you can not Rule Out the possibility of Loss, Mostly Robots are used for scalping, I have used Robot in my Account and so far it has more than 90% result.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X