Expert Advisor

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    bhai i think ke EA koi admi nahi hota hai EA mt4 software me aik option hota hai ke jis me hum robot add kar sakty hain or EA ko on kar den to robot active ho jata hai and woh khud se phir trading karta hai or loss ya profit deta hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Me ne internet se aik bar Expert Advisor download kia tha jo automatic trading karta tha magar mujhy wo 1% bhi effective nahi laga. Allah ka shukar hai kay me ne phir apni aik personal stretegy banai hai jo kay Price Action Trading hai or ab me H4 or Daily charts pe wohi karta hoon. Ab mujhy EA or Robot ka sun kar hansi aati hai kay log kiun inka naam lety hain or kiun inko apply karny ka sochty hain.
      • #33 Collapse

        jee ma na to kabh bh is option ko use nahi kya ha our na hy koi zarort aye ha jis ky bary me confrm na ho ous ko trading me use mahi karty kyo ky wo aik risky kam ban jata ha our loss bh ho sakta ha
        • #34 Collapse

          mai na expert advisor ka bara jatan ho aur use bhe keya hai autmatic trading bhe ke hai agar app apna mt4 ke software mai expert addvisor mai check kara ha tu MORE mai click ka ka app necha aur kafa jada list mil jy ge expert advisor ke.
          • #35 Collapse

            dear meray khyaal main auto trading ka doosra naam robots hai. agar robots he hai to bhai main iss py beleive he ni karta karna to boht he door ki baat hia. main ny kabhi b use nahi kya or na he kabhi kisi ko ye karnay ka mashwara deta hoon. iss lye expert adviser use krna to baad ki baat hai.
            • #36 Collapse

              dear expert advisor main hum automatic trading kartain hain . main to us main apna robort ko ja kaar save karta hoon buss . orr main us main zadha kuch nai karta hon . lakin mujha robot trading ka zadha koi faida nai huwa tha jis ki wajah sa main na is ko choor diy a.
              • #37 Collapse

                expert advisor be aik trading rebots hain or ap ais may sayy koi beh rebots use kar saktay ahin or ye automatic trading akrtay hain or ais may hum ko kuch beh khud nahe karna parta or may nay ain ko use nahe kia hey or na he maera ain may experience hey bus ye suna hey kah trading kay leay ye nuksan day hain.
                East and west....Pakistan forex forum is best..:cool:
                • #38 Collapse

                  i have listen a lot about robots and ea or auto trading but i did not use them my friends are saying that some robots or expert advisor are very good and we can earn much with them but according to me some robots only work for just few days and we get loss from trading we should be depend on robots we should use our own planning and strategy
                  • #39 Collapse

                    Forex trader ap agar bantay ho to us ka matlab yeh hay keh ap trading karo gay aur dosray ap ki trading ko copy karay gay, agar ap forex follower bantay ho to dosray trade karay gay aur ap apni choice k trader ko follow ya copy karo gay, jab k teesra option yeh hay keh ap dono ban jao, yani follower bhi aur trader bhi.
                    • #40 Collapse

                      My dear aap nay ya bohat acha question kiya han kyun k ya mujy be nhe pta tha jo k aab pta chal gaya han so thaxZz u.
                      • #41 Collapse

                        friend mene aik do bar demo per aply kia hai expert dvisor lekin muje koe khas result nahi mela as leye men khud he trade kerna psnd kerta hon aur muje expert advisor kuch khas psand nahi hai men smajhta hon jo learning ker k khud trade krte hen un ka trade skill behter hota hai bnisbat expert advisor k
                        • #42 Collapse

                          Professional agent are made with strategy. A few dealers work with Professional agent as well as obtained profit you should use this however remember your own personal strategy. Becaue currency trading mein sab declare kamyab wo strategy hoti hai jo request ki apni hoti hai jo request expertise as well as information sy understand karty hai. work with EA just for info to check the particular big difference total the strategy as well as EA. You'll be able to get yourself a heart approach to deal.
                          • #43 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: mani7890 پيغام ديکھيے
                            men starting men jab men practise kerta tha demo per tab men expert advisers use kerta tha or us men scalping EA thay or hedgers bhi thay but not fundamental but yeh sab EA mughay itna satisfied nhi kerskay bcs yeh EA techniqal base per kaam kertay hain jo totall forex ka 20 percent hota hai so they are not best at all.
                            robot ko pehly demo main he test karna chahiey.main bhi essa he karta hun..jo kay kisi strategy ko mind main rakh kar he banaye jaaty hain or agar hum in ko trading main lgaty hain to ye us strategy kay mutabik kaam karty hain.hum robot ki maddad say bhi earn kar sakty hain.
                             
                            • #44 Collapse

                              am to walikum us salam bhai, m ne aik ea use kia h insta ma he 100$ K ACOUNT PE> jis ko ma daily pm active krta< us ne mjhy daily 10% PROFIT DIA H bina ksi tensn k. m ne 100$ bhi krwaya r abhi bhi use kar ra hn m, bht he fit hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                is k ilwa aese ea bhi hain jo k 2000$ ma milte hain, us se apka acount kch he dino ma double ho jata h, kch EA aik khas time ma active hote hain r kch 24hrs kam krte hain, un k liay apka acount bhi kafi bara hna chaiay
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X