Robot vs manual?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Re: Robot vs manual?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: saghir ahmad
    Forex may robot trading ki nisbat manual trading zada behtr hai q k manual trading may hum apni mrzi se sell buy kr skte hen jb k robot trading may humare pass koi control nhi hota or na hi hum loss ko rok skte hen is k ilawa manual trading se humain trading ka tjarba bhi hota hai.
    Exactly right bro, manual trading karne se humari analytical skill strong hoti hai aur hum market ka ache se analysis kar ke apni trade ke liye ek best entry aur exit point select kar pate hai, jis se hum ziyada se ziyada profit earn kar pae. aur market ki sitaution ke mutabiq apni trade ko hold karte hai, jab ke auto trading mein trade ke open aur close karne pe hamara apna koe control nhi hota.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Re: Robot vs manual?

      Manual trade sb kuch apke hath mai hota hai jabke robot mai sab kuch apke hath se chala jata hai
      Manual trade mai ap apni ability use krte Ho
      Jabke robot mai apko apni ability ko side rakhna hota hai
      Manual mai ap exit or enter honey ka analysis krte Ho jabke robot mai zero use of your mind
      Robot ka faida nhi
      • #63 Collapse

        Re: Robot vs manual?

        Robot pay ap depend kar kay trade karty hain ap ko nahi pata hota us time kiya decision laina cheye kaisy trade sahi hogi es waja se robot kudh ap ki trade ko open ya close karta hai. esleye manual trading har lehaz se achi hoti hai kay us mai traders ko pata hota hai kay next step kiya laina hai or kaisy us mai trade karni hai es se trader achy se manage karna janta hai apny account ko
         
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #64 Collapse

          Re: Robot vs manual?

          Robot ko jab trading mai use karty hain tu it means ap apni trading mai loss ager karty hain tu woh sub robot ki waja se ho ga. or jab ap apni trading mai manual trading karty hain aj ap nay ager loss karty hain tu phir yeh depend karta hai kay ap ny kaha mistake ki hai wh recover kar sakty hain ap apni trading mai manual mai jab tak ho gy ap acha experience be gain karain gy or ap ko decision power kafi achi ho jati hai esleye us pay stick rahain tu ap kamyab hain.

          اب آن لائن

          Working...
          X