Robot Say Behtar hai Indicator Ka Istamal Kiya Jaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Robot Say Behtar hai Indicator Ka Istamal Kiya Jaye
    Dear Traders

    Hum traders aksar fail ho jaty hain hum robot use karty hain or us mai na koi mehnat karty hain or na he kuch or effort hoti hai. us se behtar hai ager hum indicator ka use karain tu woh humary leye zaida faidamand hai. indicator se ik tu humain market ka trend pata chal jata hai or hum long term or short term trade asani se laga sakty hain or even k scalping be kar sakty hain

    Shukriya.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Robot Say Behtar hai Indicator Ka Istamal Kiya Jaye

    G bilkul aap ny thkk kha robat sy kai tarjay behtar hy indicators ka istamaal ess sy aik baat aur bhee wazeeh hooti hy k zindagee ma direction kaa hoona kissi bheee kaam k lyye bohatt heee ziadda zaroori hy
    • #3 Collapse

      Re: Robot Say Behtar hai Indicator Ka Istamal Kiya Jaye

      Indicator bhout achi option hai jab ap tading karty hain tu ap ko pata hota hai kay kab kaisy or kon sa indicator use kiya jaye or ap kay analysis main indicaotr kafi help karta hai or indicator ap ko robot ki nisbat bhout acha result daita hai esleye koshish karain indicator ka use zada kya jaye . ap ako apki trade k leye achi value k sath stop loss or take profit ki value be indicator ki madad se hasil hogi.
       
      • #4 Collapse

        Re: Robot Say Behtar hai Indicator Ka Istamal Kiya Jaye

        g bilkul humy robot ko avoid karna chaye or achy say khud hi analysis karty hain or jub hum khud koi kam karty hain to humy zyada acha result milta hai or kabhi b hum aik galti ko bar bar ni karty to achy result k liye ap ko indicators k sath hi trading karni chaye .
        • #5 Collapse

          Re: Robot Say Behtar hai Indicator Ka Istamal Kiya Jaye

          bahut hi accha sawal aap ne kiya hai member report reading se indicator best Hai kyunki indicator ko use karke aur technical support resistance Ko Dekhkar trade karne se bahut accha profit Le sakte hain lekin report trading loss and profit donon ho sakte lekin loss jyada hi hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Robot Say Behtar hai Indicator Ka Istamal Kiya Jaye

            Jee ap khud ko indicator k sath ziada behtr feel kr sakte ho kyo k indications k bad maket trend apke samne hoga apke ly trade asaan ho jaegi apki knowledge mai ezafa hoga or indicator see ap escaping ki tarf bi ja sakte ho robot se kaheen brhtr hai Yeh indicator
            • #7 Collapse

              Re: Robot Say Behtar hai Indicator Ka Istamal Kiya Jaye

              Robot or indicator bhout alag alag cheezay hain. jab ap indicator ki taraf jaty hain tu ap un ka jab sahi use karna seekh jain gay tu ap ko acha point mil jaye ga jis main ap apni trading ko set kar sakty hain. values ap pair kay hisab se adjust karain. chart ki setting or time frame kay sahi istamal se ap jald es mai kamyab ho sakty hain or achi trade kar sakty hain.
              • #8 Collapse

                Re: Robot Say Behtar hai Indicator Ka Istamal Kiya Jaye

                اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion30 پيغام ديکھيے
                Dear Traders

                Hum traders aksar fail ho jaty hain hum robot use karty hain or us mai na koi mehnat karty hain or na he kuch or effort hoti hai. us se behtar hai ager hum indicator ka use karain tu woh humary leye zaida faidamand hai. indicator se ik tu humain market ka trend pata chal jata hai or hum long term or short term trade asani se laga sakty hain or even k scalping be kar sakty hain

                Shukriya.
                Aap theek kah rahe ho trading karne ke liye robot ko use Karne Se Jyada achha hai ki Ham trading karne ke liye indicators ko use Karen Kyunki Jab aap reading karne ke liye robot score use Karoge To aapka personal experience Jara be increased Nahin hoga isliye traders ko chahie ki apne aap reading Karen robots per depend na Karen technical analysis karna apne aap sikhen
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: Robot Say Behtar hai Indicator Ka Istamal Kiya Jaye

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion30 پيغام ديکھيے
                  Dear Traders

                  Hum traders aksar fail ho jaty hain hum robot use karty hain or us mai na koi mehnat karty hain or na he kuch or effort hoti hai. us se behtar hai ager hum indicator ka use karain tu woh humary leye zaida faidamand hai. indicator se ik tu humain market ka trend pata chal jata hai or hum long term or short term trade asani se laga sakty hain or even k scalping be kar sakty hain

                  Shukriya.
                  Traders jo indicatots ko use kr ke kam Karte Hain To vah apne aap kuch learn Nahin Karte aur sirf robots per depend Karke Unki trading hoti hain Agar traders indicators ko use Karke trading Karte Hain To unko technical analysis karne Lagte Hain Jo trading karne ka Sahi Tarika hai isliye apni trading Mein trading tools use Karen indicators aur signals per depend karna Chhod Do
                  • #10 Collapse

                    Re: Robot Say Behtar hai Indicator Ka Istamal Kiya Jaye

                    zahir hai ap robot or indicator dunu ko same level pay judge nahi kar sakty hain. esleye kay indicator robot se bhout he zaida achy hoty hain es mai ap apni values kay through apni trading main kamyab ho sakty hain. ap ko indicator ki zaida tadad nahi use karain. kam tadad mai use karain gay tu un ki setting or trade ka idea ho ga. or sath main ap ko robot se use karna jab aye ga ap learning se door ho jao gay.
                       
                    • #11 Collapse

                      Re: Robot Say Behtar hai Indicator Ka Istamal Kiya Jaye

                      Yes dear ap ny bikul sahi kaha rebot ka use krna chor din inductor ka istamal krin aj Tak jitny bhi traders Kam kr rahy hn jinhun my rebot or signal ka bhrosa Lia Hy khud ka account wash krwia Hy ap Koshish krin inductor ko use krin kisi 1 sy 3 pairs ki analysis ko smjhin ta k ap achi trading kr sakin na k rebot ka sahra Lin es sy nuksan k elwa ku6 bhi hasil ni hona ziada inductor ko hi use krin trading krty waqt
                      • #12 Collapse

                        Re: Robot Say Behtar hai Indicator Ka Istamal Kiya Jaye

                        Robot or indicator main bhout fark hai. jo kamyab traders hona chahty hain woh apni trading main indicator ka istamal kar kay apna trend find karty hain market ka jab kay jo baqi traders hoty hain woh es waja se fail ho jaty han kay woh robot ko use karty hain jis main builtin strategy hoti haior fail ho jaty hain. esleye koshish karain kay ap apni trading man kudh se analysis karain.
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Robot Say Behtar hai Indicator Ka Istamal Kiya Jaye

                          indicator ko use kertay hoay trading kerna robots se jo auto trading hoti hay us se kai guna behter hay kuin k indicator k use to humain market k up ye down jane ka signal mil jata hay aur hum us k mutabiq trade kertay hain to is se profit hasil hota hay jeb k robot trading main to unda dundh he trading hoti hay is main market ko semja ni jata is main loss bohat ziada hota hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Robot Say Behtar hai Indicator Ka Istamal Kiya Jaye

                            me ap ki is bat pe agree kati hu dear trading me jesy jesy jiddat a rahi hai bohat se log robots ki tarf mail ho rahy hen or esa is liye hai ka market me bohat sary paid robots a gay hen jo tarha tarha ki advertisement k zariye logo ko impress karty hen or robots kharid ka trading karny pe uksaaty hen or bohat se log robots ki wja se kuch earning bi kar lety hen lekin me in robots par bilkul bhi etmad nhi karti hu ku ka bahrhaal robots ek softwear hai or koi b robot insaani zehan ka mukabla nhi kar skta hai agr ham trading ko smjh k seekh kar or apny mind ka istamall kar k kren or koshish karen k trading ko analyse karny k bad hi order karen to mry khyal me ham kisi b robot se zyada earning kar skty hen is liye ap ki bat thik hai k robot ki bjat ap indicator ko use karo or market ko analyse karo apna dimag lagao jis se ap ka experience be increase ho ha or parofit b mily ga
                            Ayisha Cutey's Trading Journal
                            https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Robot Say Behtar hai Indicator Ka Istamal Kiya Jaye

                              ap ko cheye Robot ki taraf na jain ap apni trading mai indicators ka use kar lain us se ap seekh lain ap ko ik time main indicators ki achi values mil jaingi or ap ko un ka use karna a jaye ga es leye koshish karian apni mehant karny main behtari lay kay yain ap indicators use karain gay tu ap ko phir yeh asani hogi ap achy analysis kar kay achi values find kar lain gay.
                                 

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X