Forex movement

No announcement yet.
`

Forex movement

X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market ki movement kia hoti hay?
    Apnay forum members bhai hazrat say request hay k woh Forex market ki movement ka knowledge shear karan ta k new members kay knowledge main azafa ho sakay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market ki movement kia hoti hay?

    Forex market aik market hay jis main boht sari chezen sale aur purchase ho rahi hoti hain. aur har pair ya cheez ka chart alag hot hay aur rate bhi alag hota hay. to market ki move ka matlab over all tamam asset ki price up aur down hona hota hay. lakin baaz dafa log kisi khas pair kay liye bhi market ka lafaz use ker letay hain. jesay eurusd ki market mvoe boht hoti hay. ager koe trader kisi pair main trade ker raha hay to wo yeah keh deta hay kay aj market down hay. mean jis pair main wo trade ker raha hay us lehaz say market down hay na kay saray aseet down hain.
    • #3 Collapse

      Re: Forex market ki movement kia hoti hay?

      Hamen trading tab Karni chahie Jab Hamen 100% yakin Ho ke Hamare trading profit Mein hi jayegi Hamen Aise time per trading Nahin Karni chahie Jab market bahut mis ki Hoti Hai Kyunki use time market ka behaviour Kuchh Bhi Ho Sakta Hai Aur traders code reading Karke lost bhi ho sakta hai isliye hundred percent profit Ke
      • #4 Collapse

        Re: Forex market ki movement kia hoti hay?

        Forex market mein currencies ki price ki movement demand and supply py depend karti hy. agar market mein kisi currency k buyers sellers sy ziada ho jaty hein us ki price uper ki taraf move karti hy aur agar sellers buyers sy ziada ho jaen to price neechy ki taraf move karti hy. agar buyers aur sellers barabar hun to price side move men rehti hy.
        • #5 Collapse

          Re: Forex market ki movement kia hoti hay?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
          Apnay forum members bhai hazrat say request hay k woh Forex market ki movement ka knowledge shear karan ta k new members kay knowledge main azafa ho sakay.
          Yaar mujhe aap kahan question bahut Ajeeb Laga Hai movement kya hoti hai aapko Nahin Pata ke movement Kisko Kahate Hain Agar aapko itna bhi knowledge Nahin Hai FIR to aap ke mentally problem hai aap kam ka Nahin Apne Ilaaj ka Socho
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Forex market ki movement kia hoti hay?

            Assalamno alaikum.all dears members main.umeed krta hn ap.khairiyat se hongy,forex maket ki.movement hamasha up down hoti rehti hy jo keh ham ussi ki binah pr apna work jari rakte hn matlb inkam oper nechy hote jahan hame acha profit hota hy wahn ham sale kr dte hn ye bussnis por funia ka ahm bussnis me se aiknlatest buss nise hy
            • #7 Collapse

              Re: Forex market ki movement kia hoti hay?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
              Apnay forum members bhai hazrat say request hay k woh Forex market ki movement ka knowledge shear karan ta k new members kay knowledge main azafa ho sakay.
              Forex ki movement do teen chijon ki vajah Se Hoti Hai Chinmay buyers aur sellers aur Teesri chij currency economy hai jismein Ham trade Karte Hain isliye Hamen economy per Najar rakhni chahie aur trading psychology ko bhi samajhna chahie isase Ham acchi trading kar sakte hain aur acchi earning kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex market ki movement kia hoti hay?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
                Apnay forum members bhai hazrat say request hay k woh Forex market ki movement ka knowledge shear karan ta k new members kay knowledge main azafa ho sakay.
                Forex trading market movement usko cafe near market share currency pair aur commodities Hoti Hai unke andar Jo movement ho rahi hoti hai usko Forex trading market ke movement hi Kaha jata hai aur is movement ko understand karne ke liye Hamen acche tarike se analyses Karke kam karna Hota Hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex market ki movement kia hoti hay?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
                  Apnay forum members bhai hazrat say request hay k woh Forex market ki movement ka knowledge shear karan ta k new members kay knowledge main azafa ho sakay.





                  Asslam o alaikum dear forex member forex mn mrkt move krti rehti hay aaur sb se zyada impact news ka hota hay normaly yh daily 15 ya 20 pips move krta hay lkn jab koi mew hota hay to hayy to us wkt buht hi zyaada impact hotaa haybaur phir 100 pips b move kr jataa hay lkn zyada tr yh normaly behave krtaa hay aur aahista aahista ups and down jota rwhtaa hay ...
                  Visit My Profile
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex market ki movement kia hoti hay?

                    Forex market ki movement currency pair yeah metal pairs ke buy or sell hone ko movement kahate Hain jab market upar niche hoti hai to Ham bi aur sal ki ki open karte Hain Jo ki market ki movement kahlata hai agar hamen forex trading se a acchi earning karni hai to hamen forex market ki movement ko samjhana bahut jaruri hai kyunki forex market ko samajhna aur usko dekhkar trading karna chahie aur jo isko samajh jata hai vah ek kam job trader ban jata hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex market ki movement kia hoti hay?

                      bhai jaan forex tradinge eik online business hai jis mein hum eik markite ke tehat kaam karte hain or jab us mein movment hoti hai to humen usse nafa ya nuksan hota hai or forex tradinge mein jo pair mein sell or buy hoti hai ya cendals stiks upar nechey harkat karti hai usko markite ki movment kehte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex market ki movement kia hoti hay?

                        koe bhi insan jub kaam karta hy to us kaam ki movement hoti rehti hy movement sy murad hy keh woh kaam woh karorbar kabhi to opar ki traf yaeni naffy ki traf move karta hy to
                        kabhi wohi kaam wohi karorbar wohi markit loss ki traf move kar rahi hoti hy yeh haar besnus main hota hy forex markit ki bhi yahi sowraty haal hy keh is main bhi chizon ka reet
                        opar nichy hota rehta hy kabhi to yeh markit chizon ky reets ky hesab sy opar ko move karti hy to kabhi kabhar yahi markit nichy ki traf move kar rahi hoti hy yeh utar o charhao
                        har markit main haalat ky lehaz sy atta rehta hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex market ki movement kia hoti hay?

                          Dear bro jesa ke forex market mein currency pairs ki buying aur selling hoti hai, to is jab koe khas pair ko ziyada log buy karte hai to us pair ki movement bullish hoti hau aur jab us ko ziyada log sell kare ge to us ki movement bearish hogi, To is movement ko hum us pair ki market movement kahte hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex market ki movement kia hoti hay?

                            Market ki movement sy muraad Market ki volatility aur strength hoti hy k market kitni fast up down kr rhi hai. Market mein movement jitni fast hoti hai traders ko itna e ziyada faida hota hai aur profit ziyada milta hai. Jtni ziyada fastly bearish aur bullish candles banen gi utna trade ziada hoga. Trade k peak time mein movement ziyada hoti hy aur fast movement ki waja sy jahan profit jyada hone ke chances hote hain vahan loss kar ishq bhi jyada ho jata hai kyon ke fast movement mein market Trends change hone mein der nahin lagti isliye jab movement fast ho to trade open karte waqt ehtyaat Kiya Karen. Fast movement mein scalping bhi Ek best method samjha jata hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex market ki movement kia hoti hay?

                              Asalam O alikum.
                              Market m hony wali movement jo k humien MT4 ma ik grph ki shakl ma show hoti hai jo actually ye show kr rhi hoti h k market ki position kay hai or kahn ja rahi hai.
                              Markart ma hony wali up and down changing ko hum graph ki movement say smjh skty hein jo k boht important hota hai trade lagny say phly is liye news ko achy say samjhna chahiye or jitna ho saky humien apni learning ko utna acha krna chahiye ta k is movement ko asani say samjha ja saky q k zara c b galti say humri trade loss ma ja skti hai or account wash b ho sakta hai
                              Click image for larger version

Name:	YCDI-Education-Logo20.png
Views:	132
Size:	18.1 کلوبائٹ
ID:	12334494.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X