App nay b note kiya ho ga ke traders jab different indictors ko test kar rahay hoty hain ya phir koi b indicator apply kar kay daikh rahy hon tu phir indicators bohot he ziada accurate laghty hain.
Past charts per indicators apply Karin tu indicators bohot accurate laghtay hain lakin realy mai live trading kay time per indicators b apni shape change kar rahy hoty hain aur live trading kay time per kafi dafa indictors say market trend ka durust idea laina kafi mushkil ho jata hai .
iss waja say he traders ko kafi apni trading skill per he etaimad karna chayie aur trading mai indicators pehlay tu achi trah say understand kar laina cahiye aur phir he trading mai inko use karna traders kay liye acha aur useful rahy ga.indicators testing kay liye Sirf past chart per indicators ka result daikh laina kafi nai hota hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим