Is waqat duniya main kaafi currency hain.taqreeban har milk apni curruncy launch kr Chuka hai. Lakin kia kbhi kisi main soch hai k Kuwaiti deenar duniya ki sub sy mehngi curruncy q hai. 100 Kuwaiti deenar ko khareednain k liye aap k pass Kam AZ Kam 300 sy ooper dolled honain chayen.Duniya main sub sy ziada trade ki janain waali curruncy americandollor hai lakin is k bawajood Kuwaiti deenar is sy kaafi gunnah ziada mehngi hai. Is ki main wajah yeah k Kuwait mulk oil ki naimat sy malamaal hai jiski wajah sy iski curruncy din badin mehngi hoti ja rahi hai.yeahi wajah hai k USD k muqablay main ab bhi quaiti denaar main apni value mustahkim ki hoyi hai.
Interesting fact about quweti denar:
Quweti denaar ko 1961 main launch Kiya gaya tha.is sy pehlay quwait main dusri curruncy chalti jiska naam gulf rupee hai. Q k jub Iraq Kuwait main gaya tha to us nain kafi banknotes chura liye thay jiski wajah sy baad main Kuwait ko apni curruncy change krni parhi. Shuru shuru main iski qeemat pound Stirling k birabar the lakin ab duniya ki sub sy ziada strong curruncy Kuwaiti deenar ko Mana Jata hai jiski sub Sy barhi wajah Kuwait k pass oil k bht Saray resources hona hai yeah wajah hai k aaj bhi USD k muqablay main Kuwait ki value bht high hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим