Trading Without Loss

No announcement yet.
`

Trading Without Loss

X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading Without Loss
    Forex trading ka business sub he krna chahty hain keun k is main ap ghar bethy kam krty hain, physicaly apko sirf aik device, invesment or attention chaheay hai.
    lekin sub he forex trading main loss say bohot darty hain. to dosto loss sy bachny ka sub sy acha tareeqa ye hai k agar ap ne 1000$ ki invesment ki hai to ap signals pr 100$ sy ziada ki buy sell nahi kro gay.
    lekin starters ye krty hain k aaty he 500$ ki buy sell shuru kr dety hain or aik do jhatkon main unki dukan band ho jati hai. is leay without loss chalna hai to choti buy sell kro or lalacch main mat ao.
    Thanks
    ایچ ٹی ایم ایل کوڈ:
    <a href="https://newsreportsint.com/" > News Reports International </a>
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading Without Loss

    Dear forex members trading eik ESA business hai jis meinnloss to har hal mein hota hai kabhi bhi ESA nhi hota k ap ko kabhi loss na ho. Lekin kuch ese batein hain jo agar kisi ki PTA hon to us loss k chances kam hi jatai hain. Jese ki pehle baat k trading se pehle hamesha market ka analysis zaror krein agar ap bgair market k analysis k trade lag dein gae to ap k loss k chances zyada honge. 2nd k hamesha lost soze apne balance ko dekh kr lgaein esa na ho k ap lot size zyada lga dein aur eik hu bar mein ap ka account wash ho gae. 3rd I eik time mein hamesha eik hintrade lgaein. Agar ap eik time mein eik se zyada trades lgaein gae to ap ka account gldi wash ho gae ga..
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading Without Loss

      trading ka business sub he krna chahty hain keun k is main ap ghar bethy kam krty hain, physicaly apko sirf aik device, invesment or attention chaheay hai.lekin sub he forex trading main loss say bohot darty hain. to dosto loss sy bachny ka sub sy acha tareeqa ye hai k agar ap ne 1000$ ki invesment ki hai to ap signals pr 100$ sy ziada ki buy sell nahi kro gay.
      lekin starters ye krty hain k aaty he 500$ ki buy sell shuru kr dety hain or aik do jhatkon main unki dukan band ho jati hai. is leay without loss chalna hai to choti buy sell kro or lalacch main mat ao.
      Thanks
      • #4 Collapse

        Re: Forex Trading Without Loss

        G han hama forex ma baghar loss ka trading karni chahya loss tab he nahe ho ga jab ham mahnat kara ga hama sab ka sath mal ka kam ko time dana ho ga hama bara buy sell ko kbhi b istamal nahe karna chahya hama hamasha kam ko shoro karna ka shota buy sell ka istamal katna chahya
        • #5 Collapse

          Re: Forex Trading Without Loss

          For ex main kam karny k lie mind k fresh hona bhot hi zarori hy q k for ex mind k business hy is lie ham jatny relex mind k sath kam karen gay hamery lie utna hi best ho gay or jab tread relex k sath karen gay loss k bagher tread kar sakty han is lie full confidence k sath tread karen q k business main loss or profit to hota rehta hy is lie soch smajh kar tread karna chahie take ache earning ho saky
          • #6 Collapse

            Re: Forex Trading Without Loss

            G han my dear forex friend har insan or trader y chahta hy kih wo save trading kreen or osy loss na ho is liy achi earning krny k liy or save trading krny k liy humy mehnat or achi struggle kr k achi strategy ka istmal krna hota hy is liy agr humy bhi achi earning or save trading krnj hy hy to mehnat kreen or achi learning hasil krein or trading skill ko improve krein
            • #7 Collapse

              Re: Forex Trading Without Loss

              Pak Forex Ek acchi Company hai Insan an Roj mara aapane mangalat ko han Jara dimag hi rakhkar Magar Kisi tension ke last bus sakta hai
              • #8 Collapse

                Trading main profit or loss dunu hoty hain. Jo trader es cheez ko samaj jata hai woh apni trade mai kamyab ho jaty hain. Kuch trader es mai loss face nahi karna chahty hain jis waja sy woh loss recover karny kay leye emotional trades ka rkay loss mazeed kar laity hain.Ap jab loss ko hisa bana lain gy or apni mistake ko repeat nahi karain gy tu ap es tarha aik acha experience trading main bana sakty hain.
                • #9 Collapse

                  Forex trading mein nuksan ke baghair trading karne ki khwahish har trader ki hoti hai. Lekin yeh important hai ke traders is mamlay mein sachai ko samjhein aur realistic expectations rakhein. Forex market volatile hoti hai aur kisi bhi trader ko puri tarah se nuksan se bachna mushkil hai. Realistic Expectations Forex trading mein nuksan ke baghair trading karne ka pehla kadam hai realistic expectations rakhhna. Traders ko yeh samajhna chahiye ke har trade profit nahin degi. Market mein kabhi kabhi unexpected movements ho sakte hain jinke wajah se loss ho sakta hai. Realistic expectations rakhne se traders disappointment se bach sakte hain aur samajh sakte hain ke trading journey mein ups and downs hote hain. Risk Management Forex trading mein nuksan se bachne ka ek ahem tareeka hai risk management. Har trade mein traders ko apna risk manage karna chahiye. Iske liye traders apni investment ka ek chota hissa hi ek trade mein lagana chahiye taki agar trade loss mein chala jaye to puri investment barbaad na ho. Risk management rules ko follow karke traders apne trading capital ko surakshit rakhte hain. Educational Resources Forex trading ko samajhne aur nuksan se bachne ke liye educational resources ka istemal karna zaroori hai. Traders ko market ki understanding badhane ke liye books, online courses, webinars aur forums ka istemal karna chahiye. Isse unka knowledge aur expertise badhta hai aur nuksan se bachne ka tarika samajhne mein madad milti hai. Demo Trading Demo trading ek tareeka hai jisse traders real money use kiye bina practice kar sakte hain. Demo trading platforms par traders virtual money use karte hain jo unko real market conditions mein trading karne ka experience deta hai. Isse traders apni strategies test kar sakte hain aur nuksan se bachne ka tarika seekh sakte hain. Technical and Fundamental Analysis Technical aur fundamental analysis ka istemal karke traders market movements ko predict kar sakte hain. Technical analysis mein price charts, indicators aur patterns ka istemal hota hai. Fundamental analysis mein economic indicators aur news events ki madad se market ki direction ka pata lagaya jata hai. Yeh tools traders ko nuksan se bachne aur profitable trades karne mein madadgar hote hain. Diversification Diversification yani apni investments ko alag alag assets mein divide karna bhi nuksan se bachne ka ek tareeka hai. Ek hi currency pair par zyada focus karna risk badha deta hai. Agar ek currency pair mein nuksan ho, to diversified portfolio se overall impact kam ho sakta hai. Lekin yeh bhi zaroori hai ke diversification sahi tarike se ki jaye taki over-diversification se bhi bacha ja sake. Psychological Preparation Forex trading mein nuksan se bachne ke liye psychological preparation bhi mahatvapurn hai. Traders ko emotions ko control karna sikhna chahiye. Greed aur fear jaise emotions trading decisions ko influence kar sakte hain. Discipline, patience aur control se traders apne trading ko nuksan se bacha sakte hain. Continued Learning Forex market mein trends aur strategies ki hamesha changing hoti rehti hain. Isliye traders ko continued learning ka tareeka apnana chahiye. Market ke updates par bane rehna aur naye techniques aur tools ko samajhne se traders nuksan se bachne aur better performance karne mein madad milti hai.
                  Believe in yourself and your abilities. When you fight for your dreams, you can achieve anything.
                  • #10 Collapse

                    Forex aik aisa bussiness ha jis me profit ka hona ya loss ka hona hi hota ha forex me loss ka hona tu aam baat hoti ha lekin hume es losss se bachne ke liye es ke bare me sikhna zaruri ha agr hume tijarat ati hu gi tu hum loss se bach sakey gai forex aik aisa bussiness ha jis me jaise hume hume profit hota ha waise hi hume loss bi hota ha es liye hume en sa loss se bachne ke iye es ke bare me janana hona zarure ha agr hum ese ache se samjh hu gai aur es ku aik complete learning ke bad kere gai tu hume es me loss ke chance kam hu jae gai hume loss se bachne ke liye hume mehnat ki zarurat hoti ha forex ku koi bi trader kabhi bi perfectly ni ker sakta har trader ku es me loss tu hota ha es liye hume es me zyada se zyada profit gain kerne ki kosish kerni chye agr hum es me zyada time ese sikhne per de gai aur es ku completely learn kere gai ese samjhe ker analysis kere gai aur es ku trend ku confirm ker ke trade le gai tu hum es loss se bach sakta ha aaur es me acha munafa hasil ker sakte hai . Forex me hhar trader loss kerta ha lekin es loss ku manage kerna har trader ke bas ki baat ni hoti forex me hume hume jab profit hota ha tu hum zyada kosish kerte hai ke hume ese sai waqt rahe close ker dena chye aise na hu ke market apna trend na change ker le es liye hume ape ke sathn sath loss ku bi aise hi manage kerna chye forex me koi trade humari agr loss me ha tu hume ese sai waqt rahe close ker dena chye aisa na hu ke ye trade loss me aaa jae jis se humara aacount bi wash bi hu sakta ha es liye ese samjh ker kerna chye and es ke ilawa agr hume tijarat me oss se bachna ha tu hume es me scalping , hedging and strategy plane karna ana chye ta ke hum es ku samjhe auer ese kere , forex me scalping beginner trader tu ni ker saakte lekin with the help of scalping hum forex me apni trade ku acha muafa dila sakte hai es liye hume es me scaloing aur hedging sai waqt ane per kerni chye ta ke hume es me loss na uthana pere forex me hume aik strategy plaine kerni chye jis ke acording market me hume apni trade open kerni chye tak ke hum es me loss se bach sake aur es me ager apni strategy ku with rules and regulation ke sath follow kere gai tu hum es me acha munafa kama sakte hai es liye hume forex me zyada se zyada ese samjh en ki try kerni chye tak ke waqt ke sath hum es me khud ku loss se mahfooz rakh sake . Forex me jab emotion aa jate hai tu trader forex me trader loss kerte hai jis swe wu apna nuksan kerwatw hai aur khud ku loss se baca ni pate es liye without loss ke trading hum tab hi ker sakte hai jab humese jante hu auer ese samjhte hu.
                    • #11 Collapse

                      Apki bat hai to thek lekin jab Koi banda pehli dafa trading shuru karta hai to wo bohat motivate aur energetic hota hai aur wo bohat jaldi jaldi pesa kamana chahta hai jis ki waja se wo shuru men he bari lot k sath trade shuru kar deta hai. Wo chahta hai k ek he din men 100 dollars se zyada ka profit kama kar apnay ap ko dunya k samnay acha trader sabit kar day lekin is ghalat fehmi men wo apni investment b zaya kar deta hai aur bad men frustration ka shikar ho kar trading karna he chor deta hai.
                      • #12 Collapse

                        Forex trading ka business sub he krna chahty hain keun k is main ap ghar bethy kam krty hain, physicaly apko sirf aik device, invesment or attention chaheay hai. lekin sub he forex trading main loss say bohot darty hain. to dosto loss sy bachny ka sub sy acha tareeqa ye hai k agar ap ne 1000$ ki invesment ki hai to ap signals pr 100$ sy ziada ki buy sell nahi kro gay. lekin starters ye krty hain k aaty he 500$ ki buy sell shuru kr dety hain or
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          FOREX TRADING MEIN NUQSAAN KE BAGHAIR

                          Forex trading aaj kal ek bohot hi popular tareeqa hai paisay kamane ka. Lekin zyadatar logon ka yeh sawal hota hai ke kya forex trading ki dunia mein nuqsaan ke bina bhi paisay kamaaye ja sakte hain? Yeh sawaal bohot hi ahem hai, aur is post mein hum is par ghoor karenge.

                          Forex Trading ki Bunyadi Baatein

                          Sab se pehle, forex trading ke tareeqon ko samajhna zaroori hai. Forex trading ka matlab hai foreign exchange trading, jahan par aap mukhtalif currencies ke darmiyan taqat war transactions karte hain. Yeh market 24 ghanton ke doraan khuli rehti hai aur poore world mein kai tijarati hubs par mojood hai.

                          Forex trading mein, aap currencies ke pairs mein trade karte hain, jaise ke USD/EUR ya GBP/JPY. Aapko ek currency ko kharidna aur doosri ko bechna hota hai, umeed hai ke aap kharidi gayi currency ke qeemat barh jaye gi.

                          Nuqsaan Se Bachne Ke Tareeqay

                          Forex trading mein nuqsaan se bachne ke kai tareeqay hain, jinhein samajhna zaroori hai:
                          1. Taleem: Sab se pehla aur ahem tareeqa hai forex trading ki taleem hasil karna. Aapko is market ke baare mein gehraayi se samajhna hoga, jaise ke technical aur fundamental analysis, risk management, aur trading strategies.
                          2. Demo Account: Demo account istemal kar ke aap apni skills ko improve kar sakte hain bila nuqsaan ke. Ismein aap virtual currency istemal karte hain, jo ke asal duniya mein koi asar nahi rakhta.
                          3. Risk Management: Nuqsaan se bachne ka sab se ahem tareeqa hai risk ko manage karna. Aapko apne trades ke liye stop loss aur take profit levels set karna chahiye, taki aapke nuqsaan ko control kiya ja sake.
                          4. Emotional Control: Forex trading mein emosional control ka hona bohot zaroori hai. Aksar log ghabra jate hain ya greed mein aa jate hain, jo ke nuqsaan ka bais banta hai.

                          Forex Trading Mein Nuqsaan Ke Bina Paisay Kamaane Ka Tareeqa

                          Ab sawal ye hai ke kya forex trading mein nuqsaan ke bina bhi paisay kamaaye ja sakte hain? Haan, ye mumkin hai, lekin iske liye kuch zaroori cheezein hain:
                          1. Sahee Strategy: Aapko ek sahee trading strategy ka intekhaab karna hoga jo aapki risk ko minimize karti ho aur aapko consistent profits provide kare.
                          2. Risk Management: Jaise ke pehle zikar kiya gaya, risk ko manage karna bohot zaroori hai. Aapko apne trading capital ka ek muqarrar hissa har trade mein istemal karna chahiye, taake aapke nuqsaan ko control kiya ja sake.
                          3. Tajurba: Forex trading mein tajurba bohot ahem hai. Aapko samay ke saath saath market ke hawaalon ko samajhne mein madad milegi, aur aap apni strategy ko improve kar sakte hain.
                          4. Technical Analysis: Technical analysis ki madad se aap market ke trends aur patterns ko samajh sakte hain, jo aapko sahi trading decisions mein madadgar sabit ho sakti hai.
                          5. Education: Forex trading ki duniya mein hamesha seekhne ki zaroorat hoti hai. Naye updates aur strategies par qaboo paane ke liye aapko hamesha taaza rehna chahiye.

                          Akhir Mein

                          Forex trading ek lucrative tareeqa ho sakta hai paisay kamane ka, lekin ismein nuqsaan ka bhi khatra hota hai. Nuqsaan se bachne ke liye, aapko sahi tarah ki tayyari aur tajurba ki zaroorat hoti hai. Agar aap sahi tareeqay se kaam karenge to nuqsaan se bach kar bhi paisay kamaaye ja sakte hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X