Trading krny k liye analysis thek hy ya indicators?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading krny k liye analysis thek hy ya indicators?
    Dear friends
    Forex trading karne ke liye mere Khyal Mein To Apne analysis Jyada behter hote hain Kyunki Jab Bhi Ham trading Karte Hain To Ham Agar indicator Ko Dekhkar trading karen to indicator ke sath Apne analysis bhi e Laga Le Tu Hamari trade bilkul perfect Ho Jaati Hai or ham log se avoid karke bahut Achcha profit Kama Lete Hain

    lekin Agar Hum Sirf indicators ko hi Dekhte Rahe aur indicator Ko Dekhkar trading karen to usse Hamen nuksan ho sakta hai isliye analysis bahut hi jyada jaruri hai Chahe vah aapki fundamental analysis hun isliye ye apne knowledge ko badhate jaen experience Hasil Karte jaen Taki aap apne analysis ko Achcha banaa Saken aur trading Ko Bhi Behtar Bana sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading krny k liye analysis thek hy ya indicators?

    forex trading main analysis ki barri ahmiyat hay jub bhi trading ki jati hay pehley market ko smjha jata hay uskey bad hi trading ki jati hay agar bat karen apney khud kay analysis ki aor indicators kay istemal ki to yad rahey keh shuro main jab hum new hoty hain to hamen apney analysis key sath indicators ki bhi help leni chaheay q keh is sy hum market achi trah sy analyse kar skty hain phirr jb hum ik achi learning kar lety hain to uskey chahean to indicator use kia jaey agar na karen to bhi masla ni bnta
    • #3 Collapse

      Re: Trading krny k liye analysis thek hy ya indicators?

      Agar analysis aur indicators mein se ek ko prefer karna hai to mere khayal se market analysis ziyada ahemiyat rakhta hai. Ek acha trader indicators se ziyada khud market ka achi tarha se analysis karne ko phr hi trade open karta hai. Per Analysis ke sath agar hum koe acha sa indicator bhi use kar le to double confirmation ho jati hai. aur hum ziyada confident hoke apni trade open karne ke kabil ban jate hai.
      • #4 Collapse

        Re: Trading krny k liye analysis thek hy ya indicators?

        indicator on analysis dono ka masala karna chahie aur donon ke Andar Jo maloom aate Hain unhen Kathi Karni chahie aur FIR donon ki maloomat ko mat dena sar rakhkar Uske bad trading kidhar ho Jodi kyunki jab tak aap negative first donon chijon per to jama kuchh Nahin karenge to aap kamyabi hasil nahin kar sakte
        • #5 Collapse

          Re: Trading krny k liye analysis thek hy ya indicators?

          Gee bhai forex trading karne ke liye mere Khyal Mein To Apne analysis Jyada behter hote hain Kyunki Jab Bhi Ham trading Karte Hain To Ham Agar indicator Ko Dekhkar trading karen to indicator ke sath Apne analysis bhi e Laga Le Tu Hamari trade bilkul perfect Ho Jaati Hai or ham log se avoid karke bahut Achcha profit Kama Lete Hain analysis aur indicators mein se ek ko prefer karna hai to mere khayal se market analysis ziyada ahemiyat rakhta hai. Ek acha trader indicators se ziyada khud market ka achi tarha se analysis karne ko phr hi trade open karta hai. Per Analysis ke sath agar hum koe acha sa indicator bhi use kar le to double confirmation ho jati hai. aur hum ziyada confident hoke apni trade open karne ke kabil ban jate ha....S
          • #6 Collapse

            Re: Trading krny k liye analysis thek hy ya indicators?

            Hello friends. Trading krne ke liye analysis bht zrori hai iss se hum achi earning hasilkr skte Hain agr hum indictor ko dekh kr trading krin ar analysis ko sath na lein to hmari trade glat bhi ho skti hai ar loss bhi ho skta hai iss liye analysis trading krne ke best hai ar hmin chaiye hum apna analysis experience bhi strong krin......
            • #7 Collapse

              Re: Trading krny k liye analysis thek hy ya indicators?

              Gee bhai analysis aur indicators mein se ek ko prefer karna hai to mere khayal se market analysis ziyada ahemiyat rakhta hai. Ek acha trader indicators se ziyada khud market ka achi tarha se analysis karne ko phr hi trade open karta hai. Per Analysis ke sath agar hum koe acha sa indicator bhi use kar le to double confirmation ho jati hai. aur hum ziyada confident hoke apni trade open karne ke kabil ban jate hai Ek acha trader indicators se ziyada khud market ka achi tarha se analysis karne ko phr hi trade open karta hai. Per Analysis ke sath agar hum koe acha sa indicator bhi use kar le to double confirmation ho jati hai. aur hum ziyada confident hoke apni trade open karne ke kabil ban jate ha,,,,,
              ​"Try try again until you succeed"
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Dear Trading karny kay leye jo analysis hoty hain woh indicators ki he madad sy hoty hain.Indicators kay bina ap trend line ko find nahi kar sakty hain or na he support or resistance ap sy find ho sakti hai. Ap ko indicators ko seekhna hoga or us ki madad sy ap apni trade ko laga kay us ka trend find kar skaty hain. bus yeh bat yad rahkain jo be ap indicator use karain us ko pehly practice kar kay seekhain or us kay bad live mai use kar kay faida hasil kar sakty hain.

                اب آن لائن

                Working...
                X