tijarti niukaat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    tijarti niukaat
    Assalamu alaikum dear members main mera
    experience of trading more than five years hy. aur m bonus account per kam karte hue kafee time ho chuka hai.
    mein hamesha currency pair py trading karna pasand karta hun, aur main kabhi bhi trading mein shortcut ke bare mein nahin sochata hun aur is baat bhi yakin karta hun jo trader minut karte hain aur apne kam ko achcha karte hain unke liye trading bhi aasan hai aur technically acche trader ho sakte hain.
    aur unki kamyabi bhi yah ki nahin ho sakti hai main aapke sath apna trading knowledge share karna hai aur aap logon se bich trading ke bare mein kuchh acchi aur perfect chijen sikhani hai. thanks a lot guys
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: tijarti niukaat

    G bahi bohat achi bat hai kay aap nay apna trading experience share kia hai hamary sath. Ye aik reality hai kay jo log bhi Forex me shrortcut kay chakar me hotay hain wo kabhi bhi achay trader nahi ban saktay aur wo kuch hi dair aisay kam kartay hain phr un ko ehsas hota hay kay ham wrong thay aur trading me short cut nahi chalta aur learning karna parti hai.
    • #3 Collapse

      Re: tijarti niukaat

      Walikum assalam! Apny apna trading experience share Kiya boht achi bat ha knowledge ka maksd hi ye ha k khud seekh k Dusron ko isk Bry me sikhaya Jaye or jb koi dusra hmri btayi Hui bat se benefit hasil krta ha to hmy b uska return zarur milta ha isliye hmesha Dusron k sth apny experience share krny chiyen
      • #4 Collapse

        Re: tijarti niukaat

        Ab agr trading krni h tou iska main concept b tou smjhna hoga na,best yhi h k phky pora knowledge lyk is kaam mn hath daalein,jtna zaida time apny dia,jtni zaida mehnat ki apny,,utna hi axa apko then yska result mily ga, trading mn tou shortcut h bi ni,agr ap kisi ghalt way sy kam krein gy then apna bht nuqsan krnbaithein gy so sabar k sath soch smjh k qadam uthayeij yhi best h.
        • #5 Collapse

          Re: tijarti niukaat

          Jesa k ap ny khud ka experience share kia to is sy zahir ha agr ap aj jis amqam par ha wo 5 sallk mehnat ki waja sya ha isliay jo lov forexing my shortcut k chakr my aty ha wo ulta apna loss kr k jaty ha agr shortcut ko zehn ssy nikal k r mehnat sy trading ki jay to kamyabi lazmi ha
          • #6 Collapse

            Re: tijarti niukaat

            Dear firex members trading krne k liye sab se pehle ap ko market ki movement ko smjhne pdhta hai. Kabhi bhi AP market ko movement ki smjha bgair trading nhi kr saktai. Ho skta hai k ap ko eik dfa profit lekin har bar ESA nhi hota. Us k ilawa ap ko acha trader bane k liye bahut zyada practice ki zarorat ho hai. Ao jitni zyada practice krein ga ap ka experience utna hi improve hi ga aur sath sath ap k skills bhi improve honge. Is k ilawa lot size hamesha kam rkhna chye.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: tijarti niukaat

              sabse pahle aap chij ki trading karna chahie aap kaun chij hai Jada Jada se Jada Vakya Taki aap asli naqli Asia ki pahchan kar sake Jab Tak aap Khote sikkay ki pahchan Na Kar Sakenge tab tak aap Tijara Tijarat Sahi Tariq Aisa nahin kar sakte hain aap Aane wali Hara Arshiya ki kimat aur profit se Vakya par hoon

              اب آن لائن

              Working...
              X