Trading k liye Pairs ka sahi choose krna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k liye Pairs ka sahi choose krna
    Dear main aap ko ek cheez share krna chata hon k agar aqp trade kr rahy hain tu apko is baat ko mind main rakhna zarori hai k aap trade kis pair main kar rahy hain apko pair wo choose krna hai jis main aapk analyses bhut achy hoon jis main aap achi maharqt rakhty hain. Q k agar aap ek ese pair ko choose kar lety hain jis main apko zayda knowledge ni hai tu shyd aap loss main ja sakty hain...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading k liye Pairs ka sahi choose krna

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Abdul Rouf Haider پيغام ديکھيے

    Hamen trading karne ke liye vah currency per yah commodity use Karni chahie jismein Hamara trading ka experience Ho Hamara trading ka experience Jitna Achcha Hoga Hamari trading bikini hi acchi Hogi aur Hamen fayda Hasil hoga
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Trading k liye Pairs ka sahi choose krna

      Ye to bilkul sahi bat hai, hume wahi pair select karna chahiye jis ke bare mein achi malomat ho, jis ki movement ko hum achi tarha samjh pate ho qk ese hi kisi bhi pair mein bager dekhe trade lagana matlab apne hath se nuksan karna hota hai.
       
      • #4 Collapse

        Re: Trading k liye Pairs ka sahi choose krna

        Assalamu Alaykum
        G trading Kay lia pairs ka sahi choose karna bhot zarrori hai mera favorite to eurousd hai us ki waja yeh b hai Kay euro puray Europe ko represent karta hai American dollar Kay mukabilay main aur in dono kay darmiyan achi trade trend dheeka gay hain
        Thanks
        • #5 Collapse

          Re: Trading k liye Pairs ka sahi choose krna

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Abdul Rouf Haider پيغام ديکھيے
          Dear main aap ko ek cheez share krna chata hon k agar aqp trade kr rahy hain tu apko is baat ko mind main rakhna zarori hai k aap trade kis pair main kar rahy hain apko pair wo choose krna hai jis main aapk analyses bhut achy hoon jis main aap achi maharqt rakhty hain. Q k agar aap ek ese pair ko choose kar lety hain jis main apko zayda knowledge ni hai tu shyd aap loss main ja sakty hain...
          Yeh question bahut zyada traders Puchte Hain Kyunki Jab Bhi Ham koi bhi trading karna chahte hain to sabse pahle currency pairs ka zikar zruru hota hai. To humein chahiye k hum unhi currency pairs ko select karein jin sy hum achi movement ko catch kar skty hein. Or Trading k liye achi movement waly currency pairs boht hi important hoty hein q k jitni ziada movement mily gi utna hi hum acha trading kar skty hen.
          • #6 Collapse

            Re: Trading k liye Pairs ka sahi choose krna

            Bilkol dear apki bat bilkol thik hai humain forex pay trade karty waqt is bat ka khas khyal rkhana chahye kay hum Kon sa pair select kar rahy hain or uska market position kiya without knowledge kabi bhi trade k liye pairs select nai karna chahye kyu kay yah bht ziyda risky business hai agr hum begaar sochy trade lagty hain kisi pair pay tu humain profit k opsite loss ka samna karna parhta ha loss sy bachne kay liye humain ahtiyat karna bohat zarori hai koshish karain kay ziyda movement wali currency pair select karaina chahye ta kay acha profit mil saky.
            • #7 Collapse

              Re: Trading k liye Pairs ka sahi choose krna

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Abdul Rouf Haider پيغام ديکھيے
              Dear main aap ko ek cheez share krna chata hon k agar aqp trade kr rahy hain tu apko is baat ko mind main rakhna zarori hai k aap trade kis pair main kar rahy hain apko pair wo choose krna hai jis main aapk analyses bhut achy hoon jis main aap achi maharqt rakhty hain. Q k agar aap ek ese pair ko choose kar lety hain jis main apko zayda knowledge ni hai tu shyd aap loss main ja sakty hain...
              Trading karne ke liye Hamen Ek Do pair choose kar leni chahie Jyada pair padam Aag Lagane se Ham bahut jyada confuse ho Jaate Hain aur trade karne mein bahut Mushkil hoti hai isliye Hamen chahie ki Ham bus ek duper decide kar len aur unhen Pairon paath read Karen Taki Hamen ismein Kisi kism Ki pareshani Na Ho aur ham Basani trading kar sake Agar Ham Basani trade Karenge To Hamen ismein achha profit hoga.
              • #8 Collapse

                Re: Trading k liye Pairs ka sahi choose krna

                Yes dear hmain trading krty waqt sahi Paris select krna cahahy or un pairs ko select krni chahy jis mn ap ko ziada knowledge ho jis ko ap acha treqa sy analysis kr saky agr ap aisa pairs select krin gy jo ap acha treqa sy analysis ni kr sagty to es sy ap ko loss ho sagta hy or kam balance hona ki sorat mn ap ka account wash bhi ho sagta hy so trading krty waqt pairs ka bhot khyal rakhna chahy
                • #9 Collapse

                  Re: Trading k liye Pairs ka sahi choose krna

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Abdul Rouf Haider پيغام ديکھيے
                  Dear main aap ko ek cheez share krna chata hon k agar aqp trade kr rahy hain tu apko is baat ko mind main rakhna zarori hai k aap trade kis pair main kar rahy hain apko pair wo choose krna hai jis main aapk analyses bhut achy hoon jis main aap achi maharqt rakhty hain. Q k agar aap ek ese pair ko choose kar lety hain jis main apko zayda knowledge ni hai tu shyd aap loss main ja sakty hain...
                  Agar Forex members ko Forex trading ke Business mein acchi profit karni hai aur ismein Kamyab hona hai to iske liye unko chahie ki vah trading ke liye pair ka Sahi choose Karen aur use spare parts trading Karen Jiska unko Achcha knowledge Ho Kyunki Ham forex market ke bare mein acchi trading tab hi kar sakte hain Jab Hamen unke bare mein Achcha knowledge hoga Hamen acchi trading karne ke liye ped ka Achcha knowledge Jarur Hasil karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading k liye Pairs ka sahi choose krna

                    G sir agr hum forex ma work karta hai tu huam cheya ak sahi work bhe hum sirf forex ma he kar ka aga bhar sakhta hai us leay huam cheya ak acha work bhe hum kar ka aga bhar sakhta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading k liye Pairs ka sahi choose krna

                      ji Assalam o Alaikum..!
                      friends hm jb trading start krna chain tu sub say phly hm pairs ko dekhty hain.kh knsaa pair thk ja rha hay.knsa pair achii movement pr hay aur hemein achii profit day ga.log ziyada tr Eur/Usd pr aur Gold pr trade lagaty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading k liye Pairs ka sahi choose krna

                        Salaam !!! Umeed karta hun mai kay aap bilkul khairiyat se hoien gay aaur corona virus se mehfooz hoien gay. G bhai aapki baat se mai proper agree karta hun aesa hi hai aur hume iss par scohana aur action lena chaiye. PAIRS KA BEHTAR USE APKO BHAT FAIDA DETA HAI TRADING MAI. Aaik tarf se dekha jaye toh apne baat theek ki hai. Apke iss ilam par mai dat deta hun Allah apko hamesha Khush rahye. Ye information ka izafa aapko innshaAllah ajar dega. Bhat Shukriya!!
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading k liye Pairs ka sahi choose krna

                          aslamu alekum g sr. belkul trading ky ly sahi choose ka hona boht zarori hai.pher hi ham es pe achy tareqy sy kam kr skty hain ham ko chahy k bhrpor mehnat krin trading pe tu hi ham boht sa faida utha pain gy.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading k liye Pairs ka sahi choose krna

                            G bhai trading karte time currency pair ka intikhab bhi ahemiyat rakhta hai, hamesha wahi pair select karna chahiye jis ke bare mein ap ko achi information ho, jis se related news ka ilam ho. Aur jis pair ki movement ko ap ache se samajh pate ho. Is ke ilawa kam spread wale pair mein hi trading kare ge to kafi asani rahti hai.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading k liye Pairs ka sahi choose krna

                              Je bilkul trading k lye ham jis pair ko bhi choose karain os pair k hawaly se hamain knowledge hona chya, un countries k economical condition ka pata ho, un ki budget worth ka pata hona chaye,
                              Trading k lye pairs k intikhab:
                              1) os pair ko choose karain jis ki daily average ziadah ho
                              2) jis pair ki volatility, movement bhi ziadah ho
                              3) jis ma signals asani se mil jatay hain
                              4) jis ma trend clear ho, jo ziadah tar trend pairs houn
                              5) spread level jis ka thoda ho
                              6) us pair ki news ko lazmi tor pe check karain
                              Example: EURUSD, GBPUSD, USDCAD, USDJPY etc

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X