Trading style

No announcement yet.
`

Trading style

X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ap log konsa Trading Style pasand karte hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Earie پيغام ديکھيے
    Dosto trading karne ke 4 styles hai, 1. Scalping, 2. Day trading, 3. Swing trading aur 4. Position trading. In sab styles mein farak srf trade ko hold karne ki timing ka hota hai.
    Scalping trader apni trade ko kuch seconds se kuch minutes take hold karte hai jab kay Day trader apni trade ko kuch seconds se leke kuch hours tak hold karte hai.
    Swing trader apni trades ko aam tor per kuch dino tak hold karte hai aur position trader kuch din se leke kuch salo ke liye apni trade ko hold karte hai.

    To dosto ap log konse style ki trading karna pasand karte hai?
    hum log forex mein trading ka style 1 or 2 ko use karte hain or ziada tar trader 1 or 2 no style ko pasande karte hain kunke is mein ziada deer tak trade ka intzar nehi karna parta hai or nahi is trade mein ziada risk hota hai or dosre 2 styles mein intzar bhi ziada hota hai or risk bhi or un 2 style mein trading karne ke belance bhi ziada hi chahey hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ap log konsa Trading Style pasand karte hai?

      Well bro mujhe short term trading karna ziyada pasand nhi hai to mein swing trading karta ho aur kabhi kabhi day trading karta ho magar buhat hi kam. To is liye mein select karonga qk mein mostly yahi karta ho.
      • #18 Collapse

        Re: Ap log konsa Trading Style pasand karte hai?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Earie پيغام ديکھيے
        Dosto trading karne ke 4 styles hai, 1. Scalping, 2. Day trading, 3. Swing trading aur 4. Position trading. In sab styles mein farak srf trade ko hold karne ki timing ka hota hai.
        Scalping trader apni trade ko kuch seconds se kuch minutes take hold karte hai jab kay Day trader apni trade ko kuch seconds se leke kuch hours tak hold karte hai.
        Swing trader apni trades ko aam tor per kuch dino tak hold karte hai aur position trader kuch din se leke kuch salo ke liye apni trade ko hold karte hai.

        To dosto ap log konse style ki trading karna pasand karte hai?
        Har EK bahut hi jyada profit gain karna chahta hai lekin vah sirf Usi Waqt possible Hai Jab aap apne style Mein expert rakhte Hain Iske alava agar aap Forex trading mein jyada expert Nahin Hai To aapko chahie intraday trading ya FIR aap swing trading Karen yah aapko bahut hi jyada munafa De sakta hai. Iske alava agar aap for explaining Mein scalping karna chahte hain to scalping ke liye Hamen Zyada skills aur maharath Hasil Hona chahie uski vajah se Ham market ko easily understand kar sakte hain.
        • #19 Collapse

          Re: Ap log konsa Trading Style pasand karte hai?

          A_o_A dear frndz agr aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap aapny style main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko acha bonus hasail hota hay oor aap achi planning ky sath trading kerain too aap ko acha profit bhi hasail hota hay oor aap ko acha profit mailta hay too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi information oor acha knowledge oor expriences hasail kerain gay too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap zaroor kamyab hoty hain.Agr
          aap aapny style main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko acha bonus hasail hota hay oor aap achi planning ky sath trading kerain too aap ko acha profit bhi hasail hota hay oor aap ko acha profit mailta hay too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi information oor acha knowledge oor expriences hasail kerain gay too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap zaroor kamyab hoty hain.
          • #20 Collapse

            Re: Ap log konsa Trading Style pasand karte hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: asadbilal056 پيغام ديکھيے
            Aapka trading style bhi aapke balance per depend karta hai aur aap experience per depend Karta Hai Jis trader ke pass Achcha experience Hoga Vahi trader Kamyab Hoga Jiske bad Achcha Achcha experience Nahin Hai vah Apna Kam Hoga uski Khushi Hoti Hai Ki Main Kamyab hoga to mujhe Kahana chahta hun tab hi Kamyab Hota Hai Jab Uske pass Achcha experience Hota Hai
            Sahi bat hai bhai, trading style chahe jo bhi ho magar ap ko trading nhi ati to ap kamiyab nhi ho pae ge. Is liye ap ko trading style se ziyad trading sekhne pe dhiyan dena hoga jab ap ko trading achi tarha ajae to phr apne account balance ke lihaz se apna trading style select kar le ya phr jis style mein trading karna ap ko pasand ho us tarha ap kar sakte hai.
             
            • #21 Collapse

              Re: Ap log konsa Trading Style pasand karte hai?

              insan jo bhi kaam karta hy us kaam main kaamyab hony ky lie insan kae tariqy istemal karta hy or us ki koshesah yahi hota hy keh main is kaam main juldi sy juldi kamyabi hasel kar
              lon to tariqah us kaam main us ko juldi kamyab kary ga or us kaam main us ko profet bhi dy ga to woh usi tariqy ko apnae ga seem yahi baat hy trading main bhi is ko karny ky bhi
              mukhtalef tariqy hain har trader usi tariqy sy trading kary ga jes tariqy sy us ko naffah zeyada hasel ho ga or main bhi wohi tariqah apnaon ga jes sy mujhy zeyada profet hasel ho ga
              • #22 Collapse

                Re: Ap log konsa Trading Style pasand karte hai?

                Assalamu Alaikum Forex friends
                Friend Hamen trading karne ke liye Ye Kisi Ka style ki Zaroorat Nahin Hoti e bus hamare pass experience Hona chahie aur trading ke mutaliq knowledge Hona chahie Jab yah donon chezen hamare pass hongi To Ham zaroor Kamyab Honge.
                • #23 Collapse

                  Re: Ap log konsa Trading Style pasand karte hai?

                  Ham log Aisi trading Pasand karta hai Jaise main hard work kyon aaj Yad jyada hi Kyon Na Ho Kahana trading mein profit ki bhi apni baat ho yani Hamari mehnat ko Kabira gana kiya jaaye
                  • #24 Collapse

                    Re: Ap log konsa Trading Style pasand karte hai?

                    Bhai main kun ke job holder hon or main trading main full time nh de sakta hun main es liye short term ke trading or part time trading krta hun ap yeh samjh len ke main day trading hi krta hun kun ke main tu short term main hi ache earning kr leta hun main zayada trading evening ke time main krta hun mean ke main European market main hi trading krta hun yeh trading ka best time hai es time main market ke movement bhe best hoti hai or fast hoti hai or es time main market ke bhe ache tara se samajh arhe hoti hai agar ham sara din market ko watch kr ke evening ke time main trading kren ge tu mujhe believe hai ke es time main short time main bhe ap log best trading kr sakte hain or best profit bhe kr sakte hain ache traders ku maine watch kiya hai who whole din main wait krte hain market ke movement ku check krte hain or jub evening ka time hota hai mean ke European market open hoti hai tu who apni trade ko enter krte hain or market main se ache earning kam time main hi kr late hain agar tu ap ache traders hain ap ne start main trading main hard working ke hai tu ap hamesha hi evening ke time main hi trading karen ge kun ke trading ke liye es se best time koi bhe or nh hai jis time main ap short time main hi ache earning kr sakte hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Ap log konsa Trading Style pasand karte hai?

                      Assalam O Alaikum Dear Forex member bahut achi post share ki hy apne k iss forum p kaam krty hue hme chahiye mehnat kren learning hasil kren aur daily basis p kaam krty rhen ta k accha bonus hasil kr sken tab hi hum kamyab trader bn skty hn aur apni family ko support kr skty hn
                      Duniya mein Koi bhi kam karte hain usk liye hme chahiye mehnat kren learning hasil kren knowledge hasil kren aur daily basis p kaam krty rhen gy utna Hi hmara faida hoga utna hi acha bonus hasil kr sken gy kamyabi hasil krne k liye zruri hy mehnat kren learning hasil kren aur daily basis p kaam krty rhen
                      • #26 Collapse

                        Re: Ap log konsa Trading Style pasand karte hai?

                        Assalamu Alaikum dear friend Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Forex trading bahut hi Achcha business Hai ismein Har shaks apni life ko Kamyab Bana Raha Hai Humko Forex trading scale bahut hi pasand hai ismein Hamen bahut jyada fayda hota hai aur ham isase bahut jyada earning Hasil kar rahe hain aur apni life ko Kamyab bana rahe hain ji thank you so much
                        • #27 Collapse

                          Re: Ap log konsa Trading Style pasand karte hai?

                          Assalamu Alaikum their friends Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Har Kisan Ke Log trading Karte Hain Koi Apne strategy ko strong banata hai koi marketing analysis Karta Hai Koi signal follow karta hai lekin sabse Jyada important yah hai ki Hamen marketing analysis ke sath kam karna chahie jisse mein bahut jyada fayda Hoga aur ham apni life ko successful bana sakte hain Agar Ham ismein mehnat Nahin Karenge to yah Hamen kabhi bhi acchi income Nahin De sakta ji Shukriya
                          • #28 Collapse

                            Re: Ap log konsa Trading Style pasand karte hai?

                            Dear member trading k tmaam styles apni jgah or noiyat k hisab se bilkul sahi Hain, lykin position trading Mera personally aik best trading style hai jis me hum market ko present position k hisab se trades open krty huy profit earn krty Hain, dosto yeh treeka boht acha or quick way hy profit earning k liye, kion k es treeky pr aml krty huy hum market k choty choty moves se bhe achi trah faida uthaty huy earning kr lyty Hain or hmara daily profit boht acha hojata hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Har trader ka apna trading ka tareeqa hota hai. ap jab apny trading style sy apni trades ko behtar karty hain tu es ka matlub yeh nahi hai kay ap aik he indicators, pattern or lot size ka use kar kay trade karain. Ap apni trades ko behtar karny kay leye zarori hai kay ap es mai kudh analysis karian or sath main ap different pairs pattern or indicatorska use kar kay es sy acha result hasil kar kay profit kama sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X