Major and crosses currency pair say kia murad hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Major and crosses currency pair say kia murad hay?
    Forex market main Forex trading kay liay jo currency pairs use hotay hain in ki 2 aqsam hain aik currency pair ko major currency pair kehtay hain aor dosray ko crosses currency pair kehtay hain mara seniors say sawal hay k major aor crosses currency pair say kia murad hay? donon ki wajahat karan
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Major and crosses currency pair say kia murad hay?

    apne bohot hi acha question pucha hey aur yeh traders ko ana chahiye aur jahan tak mein janta hun aur jahan tak mera khayla he to major currency pairs to aap already jantey hongey but kuch pairs aisy bhi hein Jo Base aur Quote dono hi currency pairs trade keliye istamal hotey hein unko Cross pairs kehtey hein jesa keh EUR/GBP ab yeh dono hi Major pairs hein lekin yahan par yeh cross ho rahey hein to isliye inko hum cross pair kahengey..
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      Re: Major and crosses currency pair say kia murad hay?

      Teachers Hamari trading karne mein sirf help kar sakte hain Jab Ke demo account Hamari trading karne mein practically help karta hai aur Hamen market ke aapse down hone ka bhi Pata Chalta Hai isliye Mere Sal Mein To demo account sabse best teacher hai
      • #4 Collapse

        Re: Major and crosses currency pair say kia murad hay?

        assalam u allakum dear forex members kese ho sab me umeed karta hon k sab khetiat se honge allah ap sab ko khetiat se rakhe g haan hamein chahye k demo account ko istmal karein kion k demo hamein bohut kush seekhata hai aur ham is se knolage hasil kkar sakte hein agar fer bhi hamein smajh na aye to senier se help ,mang leni chahye kion k ustad k bagher to kush mumkin nhi har kam ka koi na koi ustad hota aur jo ye kahe k mera to koi ustad nhi wo admi kabhi bhi kamyab nhi ho sakta
        • #5 Collapse

          Re: Major and crosses currency pair say kia murad hay?

          Assalamu alaikum my dear friends main yah Kahana chahta hun G han hamen chahye ky demo account ko istmal karein kion ky demo hamen bohut kush sekhata hai aur ham is se knolage hasil kar sakte hen agar fer bhi hamein smajh na aye to senier se help ,mang leni chahye kion k ustad k bagher to kush mumkin nhi har kam ka koi na koi ustad hota aur jo ye kahe k mera to koi ustad nhi wo admi kbhi bhi kamyab nhi ho skta
          • #6 Collapse

            Re: Major and crosses currency pair say kia murad hay?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
            Forex market main Forex trading kay liay jo currency pairs use hotay hain in ki 2 aqsam hain aik currency pair ko major currency pair kehtay hain aor dosray ko crosses currency pair kehtay hain mara seniors say sawal hay k major aor crosses currency pair say kia murad hay? donon ki wajahat karan
            major pair vah hi jinmen USD currency maujud hai aur cross pair vo Hai Jin Mein USD Nahin Hai Kyunki USD mother currency hai isliye Jis pair Mein Ya Ho vah major per hai aur Hamen chahie ki jyadatar ham major pair Mein Hi trade Karen minor pair se Hamen Las ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Major and crosses currency pair say kia murad hay?

              Ye bilkul simple hai, major currency pairs wo hote hai jin mein USD mojood hota hai, Like: EUR/USD aur GBP/USD is ke ilawa jis jis currency pair mein USD hoga wo major cirrency pair kahlata hai, jab ke cross currency pairs wo hote hai jin mein USD mojod nhi hota, USD ke ilawa currencies ke pairs hote hai, like: EUR/GBP, EUR/JPY aur is ke ilawa sare pairs jin mein USD nahi hota wo sab cross currency pairs kahlate hai.
              • #8 Collapse

                Re: Major and crosses currency pair say kia murad hay?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
                Forex market main Forex trading kay liay jo currency pairs use hotay hain in ki 2 aqsam hain aik currency pair ko major currency pair kehtay hain aor dosray ko crosses currency pair kehtay hain mara seniors say sawal hay k major aor crosses currency pair say kia murad hay? donon ki wajahat karan
                Forex trading Mein currency care syrup types Ke Nahin Hote 3 types ke Hote Hain major currency pairs minor currency pair aur cross currency pairs major currency pairs Hua Hai jismein major countries ke currencies Kathai hokar Ek currency Gaya banate hain aur example Euro USD minor currency pair vah Hote Hain jismein ese small value wali currency pairs Shamil hote hain aur cross currency pairs hote hain jismein cross currencies ke currency pairs Ho
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: Major and crosses currency pair say kia murad hay?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
                  Forex market main Forex trading kay liay jo currency pairs use hotay hain in ki 2 aqsam hain aik currency pair ko major currency pair kehtay hain aor dosray ko crosses currency pair kehtay hain mara seniors say sawal hay k major aor crosses currency pair say kia murad hay? donon ki wajahat karan
                  Major currency pairs Euro currency pair Hote Hain Jis currency pair mein major countries ke currency pairs Shamil Hote Hain for example Euro USD major currency pair Hai Kyon Ke US dollar USA ki currency hai aur Euro european countries ki currency hai aur cross-currency ped vah Hote Hain jismein cross-country Jo Baki Hai Jaisa ke AudJpy
                  • #10 Collapse

                    Major pairs woh hoty hain jo developed countries kay hoty hain like eur,usd,cad, yeh sub develop countries hai. Es mai ap jab in sub ko apis mai add karain gy tu yeh cross pairs ban jaty hain.Like eurusd es mai dunu major currencies hai jo apis mai cross pairs bani howi hai. Aisi currencies ko ap chose kar kay ap aik achi income bana sakty hain or aik achi trade be es mai kar sakty hain.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      erate kerti haain jis se hum ye dekh sakty hain k market mein kon sa trend chal raha hai bullish trend ya phir bearsih trend is mein candle stick pattern ki bohat zeada types hain aur hum sab k bary mein information ko gain nahi ker sakty kuen k ye humary liye bohat mushkil ho sakta hai is mein agar hum baat keren three line strike candle stcik pattern ki tou ye aik aisa pattern hota hai jo k market mein dono trend mein show hota hai bullish trend mein bhi aur bearish trend mein bhi jab market aik he sath mein three candles ko create kerti hai aur ye bearish hoti hai tou trader third candle stick k end par bullish trend ko open ker lety hain is ka mataln ye hai k traders trend ko change ker lety hain kuen k three bearish candles k bada traders aik long bullish trend ko market mein expect ker rahy hoty hain isi tarhan agar market bullish trend mein three candles ko produce kerti hai tou traders third bullish candle k baad is mein bearish trend ko prefer kerty hain aur is tarhan wo sell ki trade ko open kerty hain aur is mein candle ka size itna larg Major and crosses currency pair say kia mu s ko cover kar len es technique se faida lena chaye ye clear bullish reversal movement hoti hay jes ko bullish three line strike ka name dia jata hay, screen shot se andaza lagaya ja sakta hay key kes tarha bullish candles bearish candles ko cover karny me kamyab hoty hey, aur es technique ki waja se market up direction me kes teezi se move karny lagti hay.Dear friends Forex me aik bht important candlestick use Hoti hy jis ko ap Kisi bhi wakt observe kr Kay us par profitable trading kr skty hen is ko Bullish three line strike jo key black candles (bearish candles) ko cover kar lety hey ye bullish indication Hoti hy agar market down trend key sath mover kar rahi ho aur Forex trading market me bullish three line strike candle stick movements wo gi jis me market me musalsal three bullish candle banne k bad market me aik bari bearish candle banti hai to ye market me next bearish point ki ya trend ki taraf ishara deti hai to ye market me bearish three line strike patterns hoti hai. Is me bearish candle bullish three candle se bari hogi aur is em next market trend bearish hona shoro hoti hai.forex trading mein candle stick pattern ki bohat value hai aur is ko use ker k traders apni trade mein acha profit bhi gain ker sakty hain jitny bhi expert traders hain wo forex mein candle stick pattern ki learning ko he prefer kerty hain kuen k is mein jo candles hoti hain wo forex mein pattern ko gene

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X