Base and quote currencies main kia farq hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Base and quote currencies main kia farq hay?
    Forex trading market main kai currency pairs use hotay hain jin ki mada say trading hoti hay aor traders achi khasi earning kartay hain har currency pair main do taran ki currencies hoti hain aik ko base currency kehtay hain aor dosri ko quote currency kehtay hain kia ap bata saktay hain base kisay kehtay hain aor quote kisay kehtay hain aor in main ki kia farq hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Base and quote currencies main kia farq hay?

    GDP Kisi bhi country mein bahut jyada important hota hai aur ise se kis country ki production kahan Lagaya Jata Hai GDP Gross Domestic Product ko Kahate Hain aur Jiski country ki GDP jyada ho Wahan ki country economic se Kafi Behtar hoti hai aur vah country Turkey Aftab Malik Mein Hoti Hai Jis country ki Hoti Hai vah country acchi hoti hai
    • #3 Collapse

      Re: Base and quote currencies main kia farq hay?

      Assalam O Alaikum Dear Friends , Forex Men Khush Aamdeed , Base And Quote Currencies Men Faraq Ye Hai , K Base Currencies Pahli Currency Hai Jo Ghair Mulki Currency K Jore K Kotetion Men Zaher Hoti Hai . Ghair Mulki Zre Mabadala Ki Mandi Min , Hamesha Eik Dosri Currency K Silsaly Men Eik Currency Ka Hawala Dia Jaie Ga Kun K Ap Dosri Khredte Waqat Eik Khred Rahe Hen.
      • #4 Collapse

        Re: Base and quote currencies main kia farq hay?

        Forex market ma trading k lye currency pairs hotay hain jo 2 countries se mil kar bana hota ha jis ko currency pair kehtay hain, pair ma first currency ko Base currency kehtay hain aur 2nd currency ko quote ya counter currency kehtay hain. Base currency ki price hamesha quote currency k unit ma calculate ki jati ha,
        Example: EURUSD is currency pair ma EUR base currency ha aur USD qoute ya counter currency ha,
        is tarah tamam currency pairs ma first currency base currency ho gi aur 2nd currency counter ya quote currency ho gi
        is tarha currency pair ma jo formula use hota ha os ko aisay define kia jata ha jaisay xxx/yyy to pehlay base currency ho gi aur dosri qouted currency ho gi jaisay usdjpy, usdcad, eurusd, gbpusd, cadjpy etc
        منسلک شدہ فائلیں
        • #5 Collapse

          Re: Base and quote currencies main kia farq hay?

          Assalamu alaikum my dear friend main aapko yah batana Chahta Hun Ki Forex bahut Achcha business haimein bahut jyada important hota hai aur ise se kis country ki production kahan Lagaya Jata Hai GDP Gross Domestic Product ko Kahate Hain aur Jiski country ki GDP jyada ho Wahan ki country economic se Kafi Behtar hoti hai aur vah country Turkey Aftab Malik Mein Hote Hhy Jis country ke Hotie hy
          • #6 Collapse

            Re: Base and quote currencies main kia farq hay?

            Fresh trading market Mein Kai currency pairs where use hote hain Jin ki madad se training hoti hai aur traders acchi fancy earring karte hain currency pairs Mein Do Tarah ki currency hoti hai ek se Kahate Kahate Hain Kya bata sakte hain
             
            • #7 Collapse

              Re: Base and quote currencies main kia farq hay?

              Forex trading market Mein ke currency per use hote hain Jin ki madad se trading hoti hai aur adress acchi khasi earning Karte Hain Har currency per Man 2 Tarah ki currency Hoti Hai Ek Ko base currency Kahate Hain aur dusri ko Kuwait currency Kahate Hain Kya aap bata sakte hain Ki Pyasi Kise Kahate Hain aur white Kise Kahate Hain aur ine mein kya Fark Hai
               
              • #8 Collapse

                Re: Base and quote currencies main kia farq hay?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
                Forex trading market main kai currency pairs use hotay hain jin ki mada say trading hoti hay aor traders achi khasi earning kartay hain har currency pair main do taran ki currencies hoti hain aik ko base currency kehtay hain aor dosri ko quote currency kehtay hain kia ap bata saktay hain base kisay kehtay hain aor quote kisay kehtay hain aor in main ki kia farq hay?
                Ek pair mein jo currency Upar hoti hai use base currency Kahate Hain aur jo currency niche hoti hai use quote currency Kahate Hain aur Agar Upar Wali currency base consistent ho to market Mein bullish movement Aati Hai aur Agar niche wali strong ho to market Mein tabhi bullish movement Aati Hai aur Agar niche wali bhi ko to market Mein Barish movement aati hai aur Agar Upar Wali week ho to tabhi bearish movement Aati Hai is relation ko Samajh Kar Hamen trade leni chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Base and quote currencies main kia farq hay?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
                  Forex trading market main kai currency pairs use hotay hain jin ki mada say trading hoti hay aor traders achi khasi earning kartay hain har currency pair main do taran ki currencies hoti hain aik ko base currency kehtay hain aor dosri ko quote currency kehtay hain kia ap bata saktay hain base kisay kehtay hain aor quote kisay kehtay hain aor in main ki kia farq hay?
                  Ek currency pair mein 2 currencies hoti hai Jisne Ek major currency Hoti Hai yani base currency hoti hai aur ek quote currency hoti hai jo currency first per Hoti Hai vah base currency hoti hai aur jo second per Hoti Hai vah quote currency hoti hai aur example Euro USD euro basr currency hai aur US dollar quote currency hoti hai
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: Base and quote currencies main kia farq hay?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
                    Forex trading market main kai currency pairs use hotay hain jin ki mada say trading hoti hay aor traders achi khasi earning kartay hain har currency pair main do taran ki currencies hoti hain aik ko base currency kehtay hain aor dosri ko quote currency kehtay hain kia ap bata saktay hain base kisay kehtay hain aor quote kisay kehtay hain aor in main ki kia farq hay?
                    Forex trading market Mein Jo Ek currency pair Hota Hai usmein Ek base currency hoti hai aur ek quote currency hoti hai jo currency Jyada value wali Jani first currency Hoti Hai vah base currency hoti hai aur second wali quote currency hoti hai aur example GBP USD Mein GBP base currency hai aur US Dollar quote currency hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Base and quote currencies main kia farq hay?

                      Bass competition Mein Ghaziabad ka number Jara Khan saab erakudi Jaora baikunthi Devi TDP duty team Rudra
                      • #12 Collapse

                        Re: Base and quote currencies main kia farq hay?

                        Assalam walekum dear friend sangram Pakistan Forex 10 Din mein kamyab Hona chahti hai to hamen long trade lagani ho gai aur markets per apni kaun ke balance ke mutabik market koshish Karna Hoga jitna diya tha hamara balance Hoga ham utna Diya daba de market pic use kar sakte hain jaise gold silver wagra
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Base and quote currencies main kia farq hay?
                          Click image for larger version

Name:	download (36).jpeg
Views:	23
Size:	14.2 کلوبائٹ
ID:	12901434
                          Base currency aur quote currency forex trading mein ahem hai aur trading pairs ko define karte hain. Neeche di gayi Roman Urdu mein tafseelat aapko samjhayegi:
                          Base Currency (Bunyadi Currency):

                          Base currency wo currency hoti hai jo pehle mention hoti hai trading pair mein.
                          Yeh currency aapki original investment ya deal ki currency hoti hai.
                          Jab aap forex trading shuru karte hain, toh aap apne base currency ko select karte hain jise aap trading ke liye istemal karna chahte hain.
                          Quote Currency (Hawala Currency):

                          Quote currency wo currency hoti hai jo base currency ke against hoti hai trading pair mein.
                          Yeh currency aapki base currency ke exchange rate ko show karta hai.
                          Quote currency mein prices aur profits ya losses darj kiye jate hain.
                          Example:

                          Maan lijiye ke aap EUR/USD trading pair ko dekh rahe hain.
                          Yahan, EUR (Euro) base currency hai aur USD (US Dollar) quote currency hai.
                          Agar aap EUR/USD mein trading karte hain, toh aap Euro ki keemat ko US Dollar ke against dekhenge.
                          Price Representation:

                          Jab aap trading platform par trading pairs dekhte hain, toh base currency aur quote currency ke beech ka price diya hota hai.
                          Maan lijiye ke EUR/USD trading pair ka price 1.2000 hai. Yeh matlab hai ke 1 Euro ka keemat 1.2000 US Dollar hai.
                          Currency Pairs:

                          Forex market mein har trade currency pairs ke form mein hota hai.
                          Har currency pair mein ek base currency aur ek quote currency hoti hai.
                          Forex trading mein sab se common currency pairs EUR/USD, GBP/USD, USD/JPY, aur USD/CHF hain.
                          Understanding Exchange Rates:

                          Base currency aur quote currency ke exchange rate ka pata lagana zaroori hai trading ke liye.
                          Exchange rate base currency ke 1 unit ke quote currency mein kitna hai yeh determine karta hai kitna quote currency mein trade hoga.
                          Impact on Trading:

                          Base currency aur quote currency ke beech ke exchange rate ka tajziya karna zaroori hai trading ke liye.
                          Currency pair ke price mein tabdiliyon ka tajziya karte waqt, base currency aur quote currency ke exchange rate ka impact samajhna zaroori hai.
                          Base currency aur quote currency ka concept forex trading ke mool tareeqe ko samajhne mein madadgar hota hai. In dono currencies ke beech ke exchange rate ko samajh kar, traders currency pairs ke movement aur trading decisions ko samajh sakte hain.







                          اب آن لائن

                          Working...
                          X