Learn How To Make Money Trading Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Learn How To Make Money Trading Forex

    aapki trading ki ki situation change Nahin ho sakti jab tak aap hard work hard work Karenge
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Learn How To Make Money Trading Forex

      Apni Tamam tar account close Jo Hain reopen kar sakte hain
       
      • #18 Collapse

        Re: Learn How To Make Money Trading Forex

        Age ap chahte gain k apko axhi earning basil ho to us k lye zrori hai k so daily basis par. Ek to ap e target ko completel krain r ziada se ziada apna waqat learning r knowledge basil karne ma lage taky ap us forum se achi kamiyabi basil kr sky
        • #19 Collapse

          Re: Learn How To Make Money Trading Forex

          Lakshmi Forex Mein kamyabi Hasil karne ke liye Hamen hardworking karne ki bahut jarurat hai jab tak Forex Mein hard-working Nahin Karenge tab tak Hamen Kuchh Bhi Hasil Nahin ho sakta Kyunki Yahan per learning ke sath sath experience Gaya Hona bhi bahut jyada jaruri hai aur skills ko improve karna aur skills per kam karna bhi bahut jyada jaruri hai isliye Hamen koshish karne chahie kya muskan's per kam Karen jab tak Ham different skills per Kam Nahin Karenge tab tak Ham Aage nahin kar sakte ho na hi Ham Kamyab ho sakte hain Parichay Mein Kamyab hone ke liye hardworking karna Hamare liye bahut jyada jaruri hai
          • #20 Collapse

            Re: Learn How To Make Money Trading Forex

            Kaise hain aap sab ummid hai ky aap sab theek Honge khairiyat se kam kar rahe hongy Hamesha apni duaon Mein Yad rakhen dear members agar aap forex par agr earning karna chahte hain to aap ko sabse pahle knowledge Hasil karna Hogi aur Forex par account banana Hoga phir Uske bad aapko demo account ka lazmi visit karna hoga Kyun k basically demo account new members ke liye Banaya Gaya Hai Taki Unko forex par kam karne ke liye koi bhi problem face Na Karni pary Taki voh Forex per kam karne se pahle demo account ka visit Karke kam ke Hawale se Sare points ko note kar len dear members aapko Agar forex per kam karna hai aur bahut acchi earning karni hai to aapko Apne knowledge Ko Jitna zyada ho sake Barhana Hoga aur aapke Hamesha learning process Mein Rahana Hoga Kyunki Ham Aaj Jitna Bhi knowledge hasil sakte hain voh bhi bahut kam hota hai aapko Hamesha news ka follow karna hoga daily ki update Suni Hogi aur kisi expert
            sy discussion karne ke bad hi aapko trading Lagani Hogi tabhi aap paise Kama sakte hain thank u
            • #21 Collapse

              Re: Learn How To Make Money Trading Forex

              Ji han bilkul Hamen trading sikhni Nahin garam proper time denge aur apna nanij practice mn lynge to Ham jarur kamyab Ho jaenge. Aapko trading ka jab tak experience now ho to aap badi investment sy trading na Karen. Agar aap badi trading karna chahte hain to aapko Forex trading sikhani hogi jaisa ke upar bataya gaya hai ki Ham trading 6 se Hain agar aap beginner hai to aapko ine ki help leni chahie.
              • #22 Collapse

                Re: Learn How To Make Money Trading Forex

                Mehnat and hardworking ine donon chijon ko ke sath Forex forum Mein kamyabi answer kar sakte hain aur acchi earning Hasil kar sakte hain Kyon Ke mehnat aur hardworking Kesari Lo Kamyab ho rahe hain hamen bhi Apne work mein mehnat aur hard-working karne Hogi jisse Ham acchi earning Hasil kar sakte hain aur apni life ko Kamyab Bana Lenge Jo log mehnat aur hard-working Nahin Karte vah Kamyab bhi nahin Hote
                • #23 Collapse

                  Forex trading main woh he log kamyab hai jo yeh janty hain kay experience kay bina ap ko earning nahi a sakti hai. Ap jab apni trading main risk laity hain tu ap woh risk jab apny practice or analysis ki base pay laity hain tu ap kay profit mai trade janay kay chances be zaida hoty hain or ap time to time apna experience or capital ko mazeed barha kar kay aik achi earning kar sakty hain.
                   
                  • #24 Collapse

                    on to hamein resistance ky chart level se marketplace ka clean bearish signr nahin Lena hota aur isko bahut careful hokar karna hota hai aur jab member ne buying and selling ko cautious hokar karte Hain to is tarah Se members ko koi problem nahin aati aur most contributors apni trading mein bahut acchi tarah Se successful ho rahe hote hain.Dimond shape pattern mein analysis karty Friends Forex market buying and selling se related aap ko Hamesha aik acha access factor find out karny kay aur acha profit lene ke liye useful imformation provide kerta hy. koi bhi dealer diamond chart r aur inside bar ka yeh mixture market reversal ya breakout ka effective indication hota hay, pin bar bar candle ky horrific agar 2 internal bar down motion ya bearish candles ki h k jab is mein market breakout hoti hai tou wo pattern k top candles aur down candles ki value ki calculation karty hain q k us k baad movement ziada tar reversal hi hoti hai.trading karte hue Hamesha aapko positively Apne kam ko Pareshan karne ke liye Aise indicators aur patterns ka use karna chahie jisse trading main aapko Achcha fayda mil sake kabhi bhi aapko overconfidence Nahin Hona chahie Hamesha confidence ke sath Apne kam ko perform Karen aur zyada Se zyada information aur knowledge ke sath Apne kam ko perform Karen tabhi aap Achcha fayda Milega aur aap apne aik best achievement karte hue kamyabi Hasil kar sakte hain. th Learn How To Make Money Trading Forexaha ho ga or lower ke traf la jata hua falling window design ko banay ga is design ke jo first flame ho ge ya huma high dealers ka merchants ka bata rahi ho ge q ka jo ya light ho ge ya solid in high merchants ka pressure sa stock ke cost ko lower mama la kar jay ga or is the primary candle ka terrible jo lower ka hole ay ga ya bhi huma merchants ka dealers ka solid strain ka bata raha ho ga or ya mDropdown design mama dealers ko stick ke cost ka drawback ke activity proceeds with ho kar jana ka signal mil raha ho ga q ka hit ya dropdown design banay ga to is sa phalay market mama merchants ka brokers ka check ho ga q ka design ka start hona sa phalay market mama ya venders ka dealers ho ga or ya merchants ka dealers stocks ke cost ko lower ke janab la kar ja rarket ko lower jana ka signal da raha ho ga or falling window design ke jo second candle banay ge ya ak conformity candle ho ge or ya hole ka lower sa boycott kar dealers ka batay ge or huma batay ge ka yes stock ke cost ho ge is on lower ke activity proceeds with ho kar jana ho ga or ya second candle completely is merchants ka dealers sa bani ho ge or descending la ja rahi ho ge market ko dealers is a drop down window design ke jo last second candle ho ge is ka lower sa sell ke exchange ko enter karay ga or stop misfortune ko is design ke first candle ka higher mama rather than karay ga.
                    • #25 Collapse

                      Dear jab be ap trading karty hain tu ap ko cheye risk tab lain jab ap ka experience acha ho or ap ko apny analysis ka pata ho ap kis had tak un ko achy sy kar skaty hain es sy ap ko faida yeh hoga sakta hai jis sy ap apni trade ko behtar kar sakty hain.ap apni trade ko behtar karny kay leye kudh ki banai howi strategy ko use karain jis sy ap apni trade ko behtar tarha sy manage kar sakty hain or sahi strategy py kam kar kay mazid acha experience hasil kar sakty hain.
                         
                      • #26 Collapse

                        Forex trading, currency pairs ki khareed-o-farokht kar ke maali faiday kamane ka aik mukhtasar tareeqa hai. Ye ek international market hai jahan dunya bhar ke currencies, stocks, aur commodities khareed aur farokht kiye jate hain. Forex trading mein paise kamana aasaan nahi hai, lekin sahi ilm aur mehnat se ye mumkin ho sakta hai. Forex trading mein paise kamane se pehle, bunyadi maloomat hasil karna zaroori hai. Ismein currencies, trading pairs, forex market kaam kaise karti hai, aur trading strategies ko samajhna zaroori hai. Internet par bohat se resources mojood hain jo forex trading ke basics aur advanced concepts ko samjhane mein madad karte hain. Aapko trading ke terminologies, charts, technical aur fundamental analysis, aur risk management ke tareeqe par tawajjuh deni chahiye. Forex trading mein maharat hasil karne ke liye tajarba zaroori hai. Tajarba sirf demo accounts par trading karke nahi, balkay real market mein kamyaabi aur nakami ke saath milta hai. Demo accounts par trading kar ke aap apni strategies ko test kar sakte hain, lekin real market ki volatility aur psychological pressure mein trading karna alag hota hai. Tajarba hasil karne ke liye pehle chhoti investments karein aur dheere-dheere apni investment barhate jayein. Forex trading mein kamyaabi ke liye risk management ka istemal zaroori hai. Apni trading capital ko barbaad karne se bachne ke liye apne trades mein risk ko kam karein. Har trade mein sirf chhota hissa apne total capital ka istemal karein, taa ke agar trade loss mein jaaye to aapko poora capital nahi khona pare. Stop-loss orders ka istemal karke aap apne nuksan ko control kar sakte hain. Forex trading mein paise kamane ke liye aapko aik trading plan tayyar karna hoga. Is plan mein aap apni trading strategies, entry aur exit points, stop-loss aur take-profit levels, aur trading timeframes ko tayyar karte hain. Aapko apne plan ko follow karna hoga, chahe market mein kisi bhi tarah ki tabdeeli ho. Forex market mein trading karne ke liye technical aur fundamental analysis ka istemal zaroori hai. Technical analysis mein aap market ke historical price charts aur indicators ka istemal karke market trends aur price movements ko samajhte hain. Fundamental analysis mein aap desh ki arthik halat, policy decisions, economic indicators, aur geopolitical events ka tajziya karte hain. Forex trading mein emotions ko control karna mushkil ho sakta hai. Ghar baithe trading karte waqt greed, fear, aur excitement aapke faislon ko asar andaz kar sakte hain. Trading ke dauran emotions par kabu rakhna zaroori hai taa ke aap apne trading plan ke mutabiq faislay le saken. Forex market mein currency pairs ki keemat par asar dalne wale kisi bhi news ya events par tawajjuh dena zaroori hai. Economic calendar ka istemal karke aap market mein hone wale events aur data releases ke baray mein peshgoi kar sakte hain. Is tarah se aap apni trading strategies ko in events ke hisaab se adjust kar sakte hain. Forex trading mein seekhna kabhi bhi band nahi hona chahiye. Market mein hote hue tabdeeliyon aur naye tareeqon ko samajhna zaroori hai. Online courses, webinars, aur forex trading communities aapko updated rakhne mein madad karte hain. Forex brokers aksar high leverage offer karte hain, lekin ye high risk bhi le kar aata hai. Apne trading plan mein low leverage ka istemal karke aap apne risk ko kam kar sakte hain.
                        Believe in yourself and your abilities. When you fight for your dreams, you can achieve anything.
                        • #27 Collapse

                          Forex trading aik aisa bussiness ha jis me hum bohut achi earning ker sakte hai aur aik acha munafa hasil ker sakte hai lekin es ke liye hume es me achi skills ka ana bohut zaruri ha jis se hum es me acha perform ker ke achi trade le sakte hai aur acha profit bana sakte hai jis se hum aik best trader ban sakte hai . Tijarat ke duran agr hum munafa kamate hai wase hi hume loss bi hu sakta ha ju ke humare loiye aur humare account ke liye bilkul bi acha ni hu ga esi loss se bachne ke liye hume es me achi learning krni hoti ha ta ke acha prfit bana sake aur ye tab hi mumkin hu ga jab hume es ke bare me khuch pata hu ga sab se phle hume moey managemt ku follow krna hu ga aur aisa aista apne capital ku increase krna hu ga ta ke acha munafa hasil kiya ja sake forex aik risky bussiness ha jis me jitna asan paise kamana ha uthna hi asanes me paise dubana bi ha jis se humara account wash hu sakta ha jis ka hume bohut afsoos hu ga es liye hume aise afsoos se bachne ke liye complete learning ke bad trade lenichye ta ke hum acha kama sake aur loss sa bach sake. Learn How To Make Money In Forex : Forex ku achi tarah sa sikhne ke liye aur es per earing krne ke liye hume sikhna hu ga waise tu es ke bohut sare paid courses hote ha jin ku ker ka hum ese sikh sakte hai aur es me munafa kama sakte halekin phir bi ap kabhi bi itne expert ni hu sakte ke hume humarihar trade me sirf munafa hi hu aisa kabhi bi possible ni ha hum es ke bare me jitna sikhega utna hi humare liye kam ha hume es ki practice ku real account ke sath sath kerte rahna chye ta ke hum acha mufa hasil ker ke loss se bachh sake .Aur es ke ilawa hum youtube aur internet ke zarye es ke bare me aur malomat hasil ker ke es me khucch aur best ker sakte hai aur ye humareupar depend krta ha ke hum es per kitna waqt dete hai hum es per apna jitna zyada time de gai utni achi tarh se ese sikh sake gai aur acha ker pae ga aur munafa hasil kere gai. Es liye hume agr tijarat me apne es loss wale risk ku bilkul khatam kerna ha tu hume ese sikhte rehnachye tak ke waqt ke sath sath hume es ke bare me updates milti rahe aur hum khud ku es ke liye tyar rakhe tak ke agr market me tijarat kerte duran koi esi news aa jae jis ka market per acha effect hu tu us waqt hume apni open trade ku kaise manage kerna ha aur es ke ilawa hume demo per practice kerte rehna chye ta ke hum acha se sikh jae aur humare khtre ke chance kam hu sake jitne tijarat me humar e khatre ke chance kam hu gai utna humara munfa ka chances badhte jae gai. Es liye tijarat bohut easy ha ye humare upar depend kerta ha ke hum ese kis tarah sar anjam dete hai.
                          • #28 Collapse

                            Rozana K Trading Signals ka matlab hota hai ke hum roz roz trading ke signals ya trading ke ma'amlat par guftagu kar rahe hain. Instaforex ek aisi trading platform hai jo key Janab ke liye trading ko asan aur munafa bana deti hai. Aaj hum is article mein Instaforex ke key features aur trading signals ke hawale se bat karenge.Instaforex ek internationally recognized forex trading platform hai jo traders ko various trading instruments aur tools provide karti hai. Ye platform traders ko forex, commodities, stocks, cryptocurrencies, aur indices mein trade karne ki facility deti hai. Instaforex key Janab ke liye kuch
                             
                            • #29 Collapse

                              Rozana K Trading Signals ka matlab hota hai ke hum roz roz trading ke signals ya trading ke ma'amlat par guftagu kar rahe hain. Instaforex ek aisi trading platform hai jo key Janab ke liye trading ko asan aur munafa bana deti hai. Aaj hum is article mein Instaforex ke key features aur trading signals ke hawale se bat karenge.Instaforex ek internationally recognized forex trading platform hai jo traders ko various trading instruments aur tools provide karti hai. Ye platform traders ko forex, commodities, stocks, cryptocurrencies, aur indices mein trade karne ki facility deti hai. Instaforex key Janab ke liye kuch
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Forex mein earning ka tareeqa yeh hai:
                                1. Currency Pair Trading: Aap ek currency ko doosri currency ke against buy ya sell karte hain. Agar aapne sahi direction mein trade kiya, to aapko profit hota hai.
                                2. Leverage Use: Broker leverage provide karte hain, jisme aap apni investment se zyada ka trade kar sakte hain, jo profit ko barhata hai.
                                3. Scalping & Day Trading: Short-term trades karke quick profits kamane ki strategy. Isme small price movements se faida uthaya jata hai.
                                4. Technical Analysis: Market trends, charts, aur indicators ko dekh kar future price movements predict karna.
                                5. Fundamental Analysis: Economic news aur events ko samajh kar currencies ki value ko predict karna.

                                Risk management aur knowledge zaroori hai, kyunki Forex market volatile hoti hai.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X