Price action strategy per agar aap forex market main aboor hasil kar laitay hain to aap ko pata hona chahiye Ke aap ko kisi kisam ka support resistance areas or technical annaylisis ka nahi daikhna parta aap ko sirf or sirf chiay hota hai kay aap jab kabho trading karain to hamain hamesha stop loss or take profit limit Lagana chahiye market or price action main haman double top and double bottom pattern daikhana partay hain trading karnay kay liay
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим