Major currency pair hedging

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #16 Collapse

    Re: Major currency pair hedging

    اصل پيغام ارسال کردہ از: MRIZWANCHK پيغام ديکھيے
    Dear friends hedging achi cheez hy karni chaye lakin mery khayal ma hedging us waqt karni chaye jab hedging ke zaroorat ho and jab.market trend ma move kar rahe ho to us waqt trend ka sath he trading karni chaye
    Dear ap pehli koshish yeh karian kay hedging ki nobat na aye. jab ap proper stop loss ko set kar daity hain tu phir us pay stick rahain or mazeed next resistance or support ka wait kar kay market mai new trade kay sath enter ho jain. jab ap hedging karty hain tu ap ko phir bhout zaida wait karna hota hai hedging ko khatam karna phir jo ik trade bach jati hai us ko sahi time pay close kanra es se ap ka time waste hota hai or ap stuck ho kay reh jaty hian us mai. esleye yeh bhout he zaida mushkil surat hal ho tab lagain nahi tu na lagain.

    اب آن لائن

    Working...
    X