Pending order strategy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    What is pending order strategy and how it is used? mujy ya to maloom hy k pending order use karny sy loss k chance boht kam hoty hain kain agar ap is ko char par apply kar k bata dain to mujy is ko apply kar na b a jai ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      bhai pending order strtgy main bhut c cheezain shamil hoty hy is main apko symbol k size ko daikte howe chanla parta is bare main mujhy abhi ur koi idea nhi hhy jjitna pata tha mujhy bata dia
      • #318 Collapse

        pending order kisi news key aney sey pehley agar laga dia jae tu aur stop loss aur take profit set ker die jaein agar market usi taraf chali jis side per pending order laga tha tu kafi profit mil sakta hai
        • #319 Collapse

          We use pending orders strategy when we have the knowledge about it. It is very useful for all of us. When we use it we can save ourselves from the losses. Please learn it more it is really very beneficial for our tradings.
          • #320 Collapse

            Assalam O Aalikum, aap ne jo strategy bate hai iss tarha se to hum ne kabhi bhi trades nahi ki hain. pending order wali option to bohat achhi hai magar mere khayal main iss ke liay market ko achhi tarha se analyze ker lena zaroori hai.
            • #321 Collapse

              wao great brothers ap ki ye strategy to boht he kamal ki hy es sy hamen kafi faida hwa hy brothers ap ka boht boht thanks k ap ny ye post ki jis sy hamen boht faida hwa hy
              • #322 Collapse

                Pending order achi strategy hy lekan main khud is ko buhat kam use karta hy. Jab aap key pas investment kam to aap trading ko apnay samnay check kartay rahain aur stop loss aur take profit wala option zaroor use karain. Pending order main mujhey koi itna faida nazar nahi aata. Haan aap ko use karain ho saktay hy aap ko yeh strategy faida dey.
                • #323 Collapse

                  forex main jab bhi koi news aanay wali ho tu ap us news ko check kia karin and analysis kar k ap pending main buy ya sell order laga k profit lay sktay hain.
                  • #324 Collapse

                    bhai pan kafi axha post kra hn hum new trader ko in sub chezo ki bht zarort hn humi chae hn hum jub b yaha kam karen tw is bt ko thk ce yad raek take humi kam karna me or asani ho in sub post ce humi kafi faida hota hn thnx bro for shearing
                    • #325 Collapse

                      dear app ne boht ache information share ki hai app ki iss information se hum sab ko pending order k bare main to boht kuch clear ho gya hai iss k leya boht boht thanks app ki information ko yad rakhun ge :)
                      • #326 Collapse

                        thanks brother k ap ny humary sath apna experience share kiya ta k hum acha profit earn kar saky w bhi kam ya baghair loss k sath .thanks again Allah bless you.
                        • #327 Collapse

                          Forex tarding aik bahot acha business ha hum ko is amin kam karta rahna chahhaia ya hum ko ahmara kam karna ka pasi adata ah
                          • #328 Collapse

                            g ye ap ne acha explain keya hai but ye ap ko demo mai test karna chhaye new members and pending order ko zaya doo rka r he lagaya karo
                            • #329 Collapse

                              ji bhao app ne bilkul sahi kaha ase karne se humko jab market tez hoti hain us waqt boht faida hota hai brother
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                main na ap ki strategy ko study kayea hain muje is ki samaj nahi ayei ka kasay is order ko place kar sakte hain main is ko note kar layea hain main demo account main ap ki is strategy ko used karo ga aur is ko samjyne ki kusesh karo ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X