Moving average coss over ke hikmat-e-amli or kia yah kam krta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    dear moving average chahay koi saa bi ho iss ka maksad ya hota hay kay aap ko indicator market ki us wakat ka trend bata raha hota hay. laykin yahan par kisi ko ya nahi pata hota hay kay market ka trend kitna arsay kay baad change hona hay ya bath hay samajhnay ki agar ya samaj may aa jay to phir mazay hi mazay hane.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Brother app nay boht he best strategy discribe ki hai wesay main normal our exponential moving average use ker raha hoon but iss ki koi khas strategy meray pass nahe the but abhe use karoun ga jo app nay btai hai
      • #63 Collapse

        ap ny moving average coss hikmt amli k bary may bat ki haa to is k bary may khna cahta hu k trading may moving average k bary may mujhy kch ptaa nhi haa agr mujhy pta htaa to ap sy zror share krtaaa...
        • #64 Collapse

          es ki hiqmat amli ye hain k hu marketmain inko folow kartey hainmukhtliftreqon say jab ye lin market ki candil k nechye aa jati hai to hum buy ka signal dati hai wrna sell ka hta hai
          • #65 Collapse

            forex trading mai golden cross over ke strategy bhot famous hai jis mai simple moving average ka use hota hai aik hota hai 50 ka aur aik hota hai 200 ka moving average.
            • #66 Collapse

              g me ap k es k barey me malomat k ley senior ka mashwar don ga kun k me khod abbhetrading menew hon or zeada tajurba hasil nahe hovs es ley ap ko sinior se rabta karen
              • #67 Collapse

                ap ny jo moving average cross over ke hikamt-e-amli btaye bht helpful ha ap ny bilkul sai kaha ham strategies bna to lyty hn but hamen buyers or sellrs k late signal milta ha is lye hamen carefully trade lgani chye or sakht mehnat karni chye
                • #68 Collapse

                  ji bilkul sahi bat kahi hai app ny mein app ki bat sy agree krt ahun es liey mein yehi kahun ag yeh kam sahi hai acha hai es kam ko smjh k kren yeh kam acha hai !
                  • #69 Collapse

                    assalamu alaikum dear ge ha aap ne jo strategie ham sab see shar ke aap ka bohot bohot shokreya sab logo ko apne apne strategies ko shear kar na chahiye is see newbies ko bohot faida ho ga sab newbies ko is strategies ko demo account par practice kar na chahiye
                    • #70 Collapse

                      woow very right and good information aap na ik achin hikmat e amli sab ko share ki hia
                      moving average ik buht he acha indicators hai ma na bhinissy use kiya hai
                      or har koi iss ko lazmi use krta hai ye indicotrsl lagging hain or aap ko market ka trend show krty hain jiss s aap easily market ko smjh sakty ho or 2-3 indicotrs sa aap achi stragy bana sakty hain
                      • #71 Collapse

                        g aaap nay bilkull theeek kaha par or umeed karta houn aap sab khairiat say hongay meray dear bhai moving average ka mjhe itna sa bhi knowledge nahin main kiun kay abhi tk new hn idhr
                        • #72 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: shakeel1
                          1 dam zabardast post wah boht acha post kia ap ne leken mery pass to signal boht boht late hain khair kia hum kisi or currency per use kr skty hain.
                          han ji shai kaj hai buht he achi post hai ma gre krya hon iss ma bss ye hai k aap l.pass jesy jesy experience hota hai wesy he iss ma.kamyab hota jaya hai.insan
                          • #73 Collapse

                            dear real mn ap na kafi achi post ke and kafi zyada information ha es ka ander dear bat yeh ha ka mera to wasta nhn pra na e mn na es ko kabhi use kya ha dear es ka ander kam krna ka liya kafi learning ke requirment hoti haa and mn es ka bara mn ap ko koi khas guidance nhn da skta yeh bat ap ko maloom ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #74 Collapse

                              Apnay kafi achi strategy btayi hai or umeed hai k mostly members ko is say kafi benefit b hoga.Moving average or RSI ye wo indicator hai jinko traders kafi deeply use krtay hai or in indicators ki madad say trader achay entry or exit points ko findout krtay huway profitable trading krnay mai kamyab ho skta hai.
                              https://t.me/pump_upp

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X