news k waqt aik aur hikmat e amli

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    dear brothers asslam o alaikum me forex me news k bary me yeh kehna chahta hon k forex me ap news ko bhi mid e nazr rakhen or apna fundamatal pr bhi nazr rakhen zaya tar apka fundamantel hi news hoti hay wo apky fundamantal ki mazbooti pr hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      dear mujy to yeh planning achi nahi lgi,bilkul b q k humein insta ka just aik he account open krny ki permission hai,isi liye hum log aik sy ziada account open nahi kar skty,may be ap ko b proper knowledge nahi hai forex k about isi liye ap ny yeh thread post kiya hai,yeh just waste of time hai nothing else.
      • #228 Collapse

        Main app say bikul bhe agree nahe hoon ye to same like buy our sell app aik he account main hedging ker do our news k time dono ko sl day do aik close ho jaey ga our dosarey main profit ho jaey ga but fail hy
        • #229 Collapse

          Forex trading mai news sun kar hamay us news sai faida uthana chaahiye hamay news sun kr bohot si hikmat amli ko news zaroor use krna chahiye forex trading mai har baar news sun kr hamay hikmat amil use krni chaahiye.
          • #230 Collapse

            assalamu alaikum dear aap ne ye bat to bataee nahi nahi jo account wash howa hai os me bhi to investment ke hotee hai to os ka loss to hamara loss hai ye sab to bewakofee hai keya year aap bhi this is not good bad very bad loss loss capital loss
            • #231 Collapse

              Vrry funny lekin is k leye app ko roza 10 accounts banane hon gay jis ma ap ko rozana invest karna ho ga ...which is quit impossible task...unrealistic strategy....
              • #232 Collapse

                This not any type of trading. It is called gambling. I do not like this type of trade personally. I think admin should banned those type of trade as early as possible. You have to learn Forex and earn money in a proper way. For doing so you will be able to stay long in Forex market.
                • #233 Collapse

                  bhai jan men any ap ki ye strategy dekhi hy ye sub sy zayada ghtya strategy hy pehli bat to ye ky instaforex aik system pr 2 bonus account pr trade allow nahi krta account dono disable ho jaty hen agr ye strategy follow bhi kren gy to koi faida nahi hy aik account to wash ho jayega na is liy knowledge hasil kr ky trade kren
                  • #234 Collapse

                    g dear humay news k waqat nai bal k humay apni hakmat emali say he trading kerney chw qk as tara say he hum as me kamyab hon gay warna nai ho saktay han
                    • #235 Collapse

                      ye to hedging hoti hy. agr ap aisa krein gy to apka dono account ban ho sakty hn r may be k aisa ho k ap ka next time account hi open na ho. forex mein apko chahye k agr kamyabi hasil krni hy to us ko achy triqy sy seekhein r profit earn krn. Pehly hedging allow thi mgr ab forex mein hedging allow nhi hy.
                      • #236 Collapse

                        dear friedn yeh baat ap ki b theek hai lin is main hum us waqt tak kaamyaab ho skaty hain laikn is k liyeh huamain mehnaat say b kaam kernain ki zaroort hai and kuch news oposits b niklti hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #237 Collapse

                          Re: news k waqt aik aur hikmat e amli

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: ayub2016pk پيغام ديکھيے
                          ye to hedging hoti hy. agr ap aisa krein gy to apka dono account ban ho sakty hn r may be k aisa ho k ap ka next time account hi open na ho. forex mein apko chahye k agr kamyabi hasil krni hy to us ko achy triqy sy seekhein r profit earn krn. Pehly hedging allow thi mgr ab forex mein hedging allow nhi hy.
                          News kay time jo ap trade karty hain woh sirf ap apni trading mai scalping kar akty hain.ap jab scalping karty hain tu us mai ap ko yeh karna hota hai ap nay lot sixzre ko bara use karna hota hai or time frame us mai kam hota hai. jis ki waja sy ap bhout short time mai ap jaldi apni trade ko band kar daity hain. yeh bari lot use ka hota hai. ap jab tak apni trade ko scalping kay leye open karty hain tu ap es sy yeh asnai hoti hai kay ap time frame mai reh kar achi trade ko close kar sakty hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X