meri hikmat e amli news ate wakt

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    bhot achi hikmat amli hay jo aap apny iss buisness mein isstamaal kartay han or aaap ko iss say fida bhi huwa hay or aap nay ya baat ko dosrron kay sath bhi sher kya hay achi baat hay agr aap ko fida hota hay to us kay barh mein doroon ko bthna .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      bahe yeah tareeqa boht he acha hai lakin ais k liya aap ko proper technique sa kaam lana hota hai aap ko buy stop aur sell stopuse karna chaya news anay sa pehlay aap ko 10 pips par buy or sell stop laga dana chaya jon si trade hit hu tou aus sa agle trade close kar dana chaya
      • #303 Collapse

        meray khayal say jab news anay wali hoti hay to aap ko chahiye kay 1 min baki hoto aap ko chahiye kay aik oder lagaday kay jab market is prise per pohochay to mari buy ya sell ki trade lag jaye our news kay mutabik aap us ka take profit our stop loss set karday jaisay hi market aap kay target per aye gi jo bhi aap nay trade set ki hogi wo lag jaye gi our apnay target per band ho jaye gi aap ko ye option jab aap trade lagatay hay to pending oder say aap ye trade laga saktay hay is ko pehlay aap demo account per check karay.
        • #304 Collapse

          ek haikmate amle sy waqia fadia ho sakta kia hum forex trading main donu taraf yani up ur down trade kar saky hay.i mean cruncy up jany sy be fadia ho aur koch point down honi per be.
          • #305 Collapse

            jis din market main news hoti hai main ous doran sirf coditions daik kr buy ya sale krta hon but jub bhi spech hoti ha tu buy bhi krta hon or sale bhi kiyun k speech main market buhat fast up and down jati ha but news ma kam jati ha,
            • #306 Collapse

              Yes apne sahikaha lekin kabhi kabhi market achanak upar jake fir niche ajata he to is me hame kabhi kabhi dono trade pe bhi loss hojata he to hame hamesa sl or tp ka bhi use karna chahie.
              • #307 Collapse

                Yes of course. In my thinking that we are all the traders are share the success full strategy. In this way we can see it the most of the trader earn it and success full trader.
                • #308 Collapse

                  sir baat ya ha kay ma apko yahi kaho ga kay koi bhi nai pta hota hy kay jab news ati hy to market bhot taiz kam krti hy jis say hamay loss bhi hops akat hy or profit bhi silay hhamay mehant krni chahiye
                  • #309 Collapse

                    Osome Brother kamal ki strategy he. Hamaray zehan mien to ye baat ayi hi nai khawa makhwa mien hum itna loss krwa rahe hien. wese ye he bharay kamal ki baat ke ak buy ki ur ak sell ki jider market jaye waha se profit utha liya jaye.
                    • #310 Collapse

                      gee ap ny teek kaha ahi jb b news time hota hai us time market may bht zayda taizi ajti ahi or us sy ap ki kbi faida b hn jata hai or kbi loss b . or abi ap ny jo strtegy share ki hai us may bs rick hai k or is ki demo practice k bad e batya jaa skat ahai k ap ko profit zayda bnta hai ya phr loss hota hai. or is k liay ap o blance b zayda hona chahy hai kam balnce waly act k sth ap asa ni kr sakty
                      • #311 Collapse

                        very nice brother, men news ke time trade buy stop aur sell stop ke orders se karta hon, jab news release hoti he to aik order open ho jata he aur aik manuly close kar deta hon, some time acha benefits earn ho jata he some times news trade pe loss bhi ho jata he..
                        • #312 Collapse

                          dear aap ki ya strategy achi honay kay sath sath kafi khatar naak hay agar market sirf 50 pips may chalay to phir dono taraf ka stop loss hi hit ho ga iss sorat may aap ko dono taraf say loss hi milta hay or news sirf high impact wali hi sahi kaam karti hane.
                          • #313 Collapse

                            Waite karna hota hay takay markeet ki dirication clear ho jaye or pher trading ki jage agar ap pehlay say he koi trading lgana chatay ho to ye bohat riskey ho sakta hay apko bra profit be ho sakta hay or bra loss be ho sakta hay.
                            • #314 Collapse

                              Wesay app strategy ache hai our main nay aksar diekha k koi khas news hai to market one side pay he move kerti hai but iss strategy main ager just market flectuation karey to pher loss kafi ho sagta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                New kay time trading krnaa bada hi mushkil or tough experince he mera kiu kay jab news aati hein tab data show hota he or os se pehly tak market ka effect ho chuka hota he es liye news mein badi care ki zrurat hoti he.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X