Dear friends, Anti martingale trading strategy uncommon hay laikin phir bhi yeh aik basic concept hoy jisko trading kay liye understand karna zaroori hay, simple way main anti martingale system ko ham reverse martingale system bi kehtay hain, is main har trade ko open karnay kay liay aik bet ka sahara lia jata hay laikin trader ko loss hota hai to es system ma bet ki amount ko double kar dia jata hai jab trader ko gain hasil hota hay,
Main idea behind anti martingale trading system:
Anti Martingale system traders ko har winning streak main hasil honay walay profit ko clear karnay main help daiti hay aur losing streak kay doran honay walay losses ko minimize karti hay, forex main boht sari trading strategies aur trading systems kisi na kisi tarah isi anti martingale approach par hi base kartay hain, Yeh both system trading methodologies hai ye foreign currency markets ma use kaye jaty hain, yeh aik logical money management model hota hay jo trader kay liay aik practical use ko indicate karta hay, swing traders aur trend following traders positions size allocate kartay huay us waqt kafi conservative hotay hain jab system aik losses ki series ko experience kar raha hota hay,
Conditions to understand anti martingale strategy:
Is strategy main profitable trading ki surat main profit to hay Laikin asal main yeh easy bilkul bhi nai hay. Hamain is strategy ko use karnay say pehlay kuch checks karnay hotay hain kiun keh ager hamari trade ziada lot par open ho aur stop loss hit kara day to all profit waste ho jata hay. Is liye pehly to yeh check karna hota hay keh market strong trending main ho, yeh logical money management model hota hay jo trader kay liay aik practical use ko indicate karta hay, swing traders aur trend following traders positions size allocate kartay huay us waqt kafi conservative hotay hain jab system aik losses ki series ko experience kar raha hota hay,
Advantage and disadvantages of anti martingale strategy:
Is strategy ka main advantage yeh hota hay kay ye traders kay deposits ko few steps main increase karnay kay chances daiti hay, is tarah ka money management boht sari dusri strategies ki base banta hay jin main fixed position aur fixed percentage wagera shamil hain, is ka advantage ye bhi hota hai kay trader ko profit ho jay to tab bet double ho gi aur agr us kay bad loss ho jay to bet phr say half kar di jati hay, laikin is system ka disadvantage ye he hai kay profit kay bad jab bet double ki jati hai to aisi sorat ma loss ho jata hai to saray gain washout ho jatay hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим