News k waqt trading krny ka aasan tariqa.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    yes ap ki bate muje kuch samaj nahi ayei hain ja bohat riksy hain is sa aysa be ho sakta hain ka market humare lagye huwe order ka matabk na move karye aur hum ko loos main mazeed la jaye mere kayal sa news ko samaj ker trade karna theak hain ayse trade karne sa loos he ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      new k wqt trading mein boht up down ata rhta he trader ku apne trading mein sahih khyal s news k wqt trading krna he aur jb trader dekhe keh ab market mein acha trend he us wqt apna order laga kr profit bnae
      • #273 Collapse

        Nahi mery khyal main theek nahi hai kun ke kafi bar market jis side ko move karti hai usi side ko movement jari rakhti hai iss sy humy big loss bhi ho sakta hai better ye hai ka trend ko find kia jaye aur trend ka lihaz se trading ki jaye tu ziada earning ho gi.
        • #274 Collapse

          Dear forex mai ap ko chahiye k news aur data ko follow karo ta k ap ko pata chale k ap ne kesekam krna hy... jab b ap acha feel kar k learn kar k es business ko le kar chalo gy ap enjoy karo gy aur faida hasil karo gy,,,
          • #275 Collapse

            is main bihat risk hai brother trend continue hosakta hai aur ager continue hogaya toh loss he loss hoga q kay humay pata nae kab trend wapis aana hai
             
            • #276 Collapse

              waqat he to trading ka sahi ment start ker lethai aurapni correction poora ker leti hai. jonhe data aye foran attack nahin kerna chahyay balkeh thora sa tizar kerna chahyay kunkeh market pehlay aga
              • #277 Collapse

                Thanks is post k liye jis se news k waqt kaise easily trading keri ja sakti hai or baki mein news se trading nai keta hun mein apni analysis se apne experience se trading kerta hun but mein is ko try karo ga.
                • #278 Collapse

                  Dear Traders jab b market main koe news aa to ap ko bohat mohtat hona chheya. or careful ho kay trade karan . or us waqt jasey news jo us kay motabik sell ya buy kara par apko news daikty howe chalna parega jabi ap profit gain kar sakte hy
                  • #279 Collapse

                    Es time ka pata chal gay ke aag market es time pe itne up gay ge to keya kehne abi tak muge demo main be asa moqa nahi mila agar mila to zaror battao ga
                    • #280 Collapse

                      bhai jee i think news k dooran trading krna asan nahi hai kafi difficult hai mere khayal main traders ko news ka impact khatam hony k baad he trade krna chaye wo best ha???????
                      • #281 Collapse

                        news k time trade karana thaik bhi hai and nahin bhi.hamain pata ho k news kia ha and is ka impact kitna ho sakta hai and market kis taraf ja saktay hai.buy ya serll.trend is friend.
                        • #282 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: hasnainkb پيغام ديکھيے
                          Dosto jb b koe havy qisam ki news aati hy to market 200 se 500 points zaror move krti hy,
                          agr market 500 point up jaye to ap wahan se sell kr do aur jitna profit lena ho le k trade close krdo.
                          Isi tarhan agr market 500 points down jaye to wahan se buy krlo aur jitna profit lena ho le k close krdo.
                          Agr apko ye tariqa pasand aye to zror follow kr k btana k apko is tariqa se kitna profit howa,
                          lakin pehly ap is tariqy ko demo pe zaror chek krna.
                          abi to kuch nai pt i bare ma jb b pta chly ga aesa e kry gy
                          abi to new hai itne purane nai ye to aram aram sy pta chlta jai ga
                          • #283 Collapse

                            Mere hisab se news ke wakt trading karna asan nehni he.Kiun ki har wakt market news ke hisab se move nehni karta islie hame thikse market ko analysis karke hi trade karna chahie.
                            • #284 Collapse

                              No brother yeh trading ka wrong way he, agar ap ne news ke time pe trade karne he to sab se pehle aap yeh note kare ke kis pair ki high impact me news he fir news ke relase hone se kuch minute pehle sell stop aur buy stop open karen cmp se 20 point ke mufasle pe jab news release hogi to ap ki trade active ho jae gi, aur sl zaroor set karna tp 50point ka rakh lo zeyda nhi...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                ma ye tarika abe tak chek ne kia ap ka ye maethod ma demo may zaror chek karo ge is k bad follow be kar lo ge thank you g.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X