Loss ki Recovery Time Limit zaida se recover karain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki Recovery Time Limit zaida se recover karain.
    Dear Forex Members

    Jab ap apni trading mai loss kar jaty hain tu pareshan na ho. ap aghy ki taraf jain.ap apny loss ko emotional ho kay recover na karian balkay apny loss ko time dain or jo mistake se loss kiya hai us ko learn karian practice karain or khatam karain or again repeat na karain. us kay bad loss ki waja jo thi us pay mazeed work karain or time dain risk level ko be kam kar dain phir ap trade karain es se ap ka loss kuch time bad recover ho jaye ga.Lekin jab ap yeh souchain gy ik he din mai recover ho jaye tu yeh galat hai . us ko lazmi low risk pay ap ko recover karna hoga phir woh recover be ho jaye ga or mazeed future mai aisi situation face karny ko be nahi milygi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki Recovery Time Limit zaida se recover karain.

    dear members,agar hamko hamari kisi aisi mistakes say is market main kaam kartay hwuay lose ho jata hay aur usk sath sath hamko phir aisa kuch bhi smajh main nai ata hay k hamain is lose ko kaisay recover karna hay aur hamain is makret main kaam kartay hwuay kaisay is main apni rakam ko bhi wapis lana hay aur usk sath sath hamain is main apnay kaam ko kaisay dubara say usi tarha sy propper ho kar start karna hay to usk liye hamain is market main kaam kartay hwuay sb kuch change karna hoga aur usk sath sath hamain is main jald baazi say bhi avoir karna hoga aur usk sath kuch aisay rules ko ham discuss kartay hain jinko follow karnay say ham aisi situations say apnay aapko nikaal bhi skatay hain aur apnay kaam ko ham asaani say run bhi kar skatay hain jo k sab kuch darj zail hay.

    hakeekat ko accept karnay say lose recovry.

    dear,agar hamain is market main kaam karnay say lose ho jaye to hamain is baat ka khaas tour pay yakeen karna chaye k hamain hakeekat main lose huwa hay aur hamain iski recovery k liye aur bhi ziada mehnat ki bhi zarurat hay aur usk sath sath hamain is main kaam karnay k liye bhi apnay method ko soch samjh kar karnay main hamari samjhdari hay aur yahi iski hakeekat hay agar ham is lose ko aik baar ignore kartay hain aur isay jhoot smajhtay hwuay recovery nai kartay hain to ham is market ko kabhi bhi smajh nai sakaingay.

    mined ko dubara tarteeb say kaam ko start karna chaye..

    forex market ka sara business mined pay he depend karta hay agar ham is main kaam kartay hwuay iski lose recovery k liye iski tarteeb ko change kartay hwuay kaam ko dubara start kartay hain to hamaray liye is main lose ki recovery bhi asaan hay aur usk sath sath ham is main new system ko apply kartay hwuay aur bhi ziada achay tareeaky say isay smajhnay main kamyab ho skatay hain jisay ham mined set kehtay hain.

    Click image for larger version

Name:	pz.png
Views:	1
Size:	915.9 کلوبائٹ
ID:	12339648

    wajha talaash karnay say lose recovery mumkin hay..

    forex market main kaam kartay hwuay jub hamain lose ho jata hay to hamain ziada say ziada koshish isi baat ki karni chaye k hamain us wajha ko talaash karna chaye jis say hamain baar baar lose hota hay aur ham ko uska koi pata bhi nai chalta hay agar ham is koshish main kamyab hain to ham is makret main kaam kartay hwuay hakeekat main bhi kamyab hain.
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki Recovery Time Limit zaida se recover karain.

      yes dear forex member aapane bilkul theek kahan hai ki agar Ham apne working ki time limit to increase karenge to usse Ham apne last ko jald recover kar sakte hain aur ham apne account ki maintenance ke liye bahut jyada mehnat karni chahie kyunki sirf vahi log business mein kamyab Hote Hain Jo apne account ko mentained rakhte Hain aur aur profit hasa kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki Recovery Time Limit zaida se recover karain.

        yes bhai jan ham ko trading main agar loss ho raha hai to pahly apko learning kar lena chahy us kay baad apko loss nahin hoga aur agar loss ko
        apne recover karna hai to apko hard work kay sath kam karna hoga jis se apko exprince hoga trading ka pher apne loss ko recover kar lena hai
        loss recover karna mushkil hai na mumkin nahin hai mahnat se kam karty rahin hain
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki Recovery Time Limit zaida se recover karain.

          jab ap se loss ho gya tu stop ho jain or start kar dain reason talash karna or phir jald bazi nahi dikhani nahi tu phir loss ho jaye ga arma se souchain practically un ko solve karnay kay leye struggle karain phir apni trades ko daikhain kitna risk tha or kaisy loss ho gya phir us kay bad trade karna start karain gy tu ap ki mistake be door hogi or ap again se aista aista apny loss ko recover kar lain gy. lekin ik tareeaqay se chalna hoga ik rat mai loss nahi recover hoga.
           
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki Recovery Time Limit zaida se recover karain.

            Dears ap sab apni jaga sahe baat kar rahin forex trading mn jo loss hota hy ussy recovery mn time to lagta hy es liy apna time limits banaen ta ky apka loss jald or safe tariqy se recover ho
            • #7 Collapse

              Re: Loss ki Recovery Time Limit zaida se recover karain.

              ji bilkul agar aapko ek din loss ho jata hai to aap janaze ko cover Karne ki koshish Na kar usko do teen din mein recover Karen agar aap usi din recover karne ki koshish karenge to aap Majid loss kar denge kyunki aap ko yahi bus Soch hogi kya aaj main usko recover karna hi Karna hai to kya Kar aap ko dost alag alag awaz ho jata hai aur aap kahate ho to main aaj pass dost alag recover kar Nahin karne hai to aap badi laut lagao ge aur tere se maar kha jaaoge ise aap kaun bhi wash ho sakta hai aur aap ko bada lost bhi ho Sakta hai to main yahi kahunga ki aapka Jo loss Hoga vah actress saree cover ho jaega per aap apne trade jo hai vah apne alice's ke mutabik hi liya Karen agar aap apne analysis ke metre ko trade Nahin karte aur laws require karne ke liye Kisi aisi jagah per trade le lete hain jahan per vah Jana hi nahin Chahta tha matlab by sale mein tha aur apne bhai lagati to aap ko launch hoga.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Loss ki Recovery Time Limit zaida se recover karain.

                Loss ki recovery humesha slow mai karain. bhout sy trader loss honay kay bad jab recovery karty hain tu woh es kadar emotional ho chuky hoty hain kay woh apny experience ko gain nahi karty hain even kay woh chahty hain kay aik din mai he sub loss recover ho jaye tu bahi aisa nahi hota hai. loss ki recovery ko ap aista aista or proper practice or experience ki base pay karain gy tu ap ko kuch hasil ho ga. esleye patience rahkain or aista aista ap us ki recovery proper practice kar kay karian.
                 

                اب آن لائن

                Working...
                X