ye strategy Itni Aasan hai K Agar aap ne Abhi Abhi Forex trading start ki hai Tu bhi aap isko aasani se istemal kar sakte hain
aur maze Ki Baat To ye hai ke ismein aapko Koi indicators download Nahin karni padegi Kyon Ke Jo indicator is strategy Mein istemal Honge
wo Mt4 mein maujud hain.Iss Strategy mein jo mian indicator Ham use Karenge wo moving average 6 period indicator hai our jis tarah
picture Mein dikhaya gaya hai oss Tarah setup karna hai .isi indicator key opper hum trading Karenge protective orders ke liye Hum fibonacci retracement
use Karenge ahri lows our highs par. Jab setting Mukammal ho jaaye to trader trade kar sakta hai. Ham 3 stages per trade dhundenge.
Stage 1
Sabse pahle 4 hour time frame ko Dekhenge ki moving average price se upar hai ya Niche.humare chart per price moving average se niche hai to hum
yeh keh sakte hain ke price mustaqbil kareeb main direction change nahi Karenge.magar news ka hiyal rahey.
Stage 2
Abb 1 hour chart ke opper deken our confirm karein ke price moving average se niche hai.ab hum kehsakte hain ke trend down hai.to mustaqbil kareeb
main hum sirf sell trade Karenge.our buy trade hum tab hi Karenge jab morning average price ke opper ajaye.
Stage 3
Abb 5 min time frame per hum signals doundenge .hum tab hi sell trade Karenge jab price opper se niche ke taraf moving average ko cross karein.
tasveer ke mutabik hume buy trades abi nahi leney kyun ke hamara main trend abi down trend hai. Is strategy ko aapane high volatility currency pairs
per istemal karni hai. Aur London aur New York session Mein istemal karni hai.
protective orders
aap apna stoploss in teen tarikhko se istemal kar sakte hain.
1. long-term trading ke lye.app stoploss 4 hour time frame per Recent high ye low per raksakte hain.ya 1/2 risk reward ke mutabik set kar sakten hain.
2. Mid-term:fibonacci retracement ke mutabik set karsakten hain.
3.short-term:30-20 points our saat main training stop ka istemal karsaktain hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим