Trading Mai Strategy ka sahi use Tools kay sath.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Mai Strategy ka sahi use Tools kay sath.
    Dear Forex Members

    Trading mai jab ap jab aty hain tu pehlay ap apny demo account ki strategy ko sahi set karain. jis kadar woh sahi set hogi tu ap ko us kadar tools ka sahi use karna ata ho ga. ap kay tools ka sahi use jab hoga tu ap sahi se apny account ko manage kar sakain gay or ap jab trade open karty hain quickly sub tools ko use kar sakty hain or sahi se manage kar sakty hain. koshish karain woh trade open na karain jo ap ko loss dain us ki waja yeh he hoti hai tools ka sahi use na karna ata ho or ya phir sahi time mai galat time ka use kar sakain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading Mai Strategy ka sahi use Tools kay sath.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion12 پيغام ديکھيے
    Dear Forex Members

    Trading mai jab ap jab aty hain tu pehlay ap apny demo account ki strategy ko sahi set karain. jis kadar woh sahi set hogi tu ap ko us kadar tools ka sahi use karna ata ho ga. ap kay tools ka sahi use jab hoga tu ap sahi se apny account ko manage kar sakain gay or ap jab trade open karty hain quickly sub tools ko use kar sakty hain or sahi se manage kar sakty hain. koshish karain woh trade open na karain jo ap ko loss dain us ki waja yeh he hoti hai tools ka sahi use na karna ata ho or ya phir sahi time mai galat time ka use kar sakain.
    g han dear members jub hum forex main new h oty hain to hamen kuch nahi maloom hota hay keh forex main kiya karna hay forex main tools sy help kaisey leni hay forex ko kis trah sy karna hay forex trading main jaisey jaisey ham time spend karty hain forex main hamaen smjh bojh hasil ho jati hay agr hum forex trading ko achi trah sy karen forex ko behtr way main karen to hum forex sy acha profit gain kar skty hain forex main agy barh skty hain
    • #3 Collapse

      Re: Trading Mai Strategy ka sahi use Tools kay sath.

      Dear Forex trading Mein Jab aap kam kar rahe Hote Hain To aapas Mein dekhte hain ke Forex trading main aapko 5 different trading tools hote hain jismein aap kam kar rahe Hote Hain Jab aap apni strategy Mein different trading tools ka istemal Karte Hain To iska aap ko ya fayda hota hai ki aapko market Mein analysis karne mein aasani hote hain isliye aap in different trading tools ka istemal kaise karen aur Market Mein Jab aap analysis ko perform Karte Hain To iske sath aap different technical indicators ka bhi istemal karen to aapko ismein Jyada fayda hoga.
      • #4 Collapse

        Re: Trading Mai Strategy ka sahi use Tools kay sath.

        yes dear aapane bilkul theek kaha hai Forex trading mein agar aap different strategies ko carefully use karte hain to aapko bahut jyada advantages hasil ho sakte hain Forex trading mein jab aap different strategies ko istemal karte hain to aapko bahut jyada advantages mil sakte hain Forex trading mein agar aap apne advantages ko increase karte Hain to aisi situation main aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur aisi condition main aapke liye Forex trading me kamyab hona bahut aasan ho sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Trading Mai Strategy ka sahi use Tools kay sath.

          Forex trading market Mein Koi Bhi trade start karne se pahle ab market ko technically analyse Karte Hain To aap apni Ek trading strategy banate hain jismein aap different tools or indicators ko Samne rakhte Hue decide Karte Hain ki aap ko kaun si trading karni hai aur kya lot size select karna hai isliye start ji Mein tools aur indicators ka bahut jyada important role hai aur yah aapko decide karne mein help Karte Hain ki aap ko trading Kabhi Karni chahie ya nahin isliye trading Mein strategy aur tools aur indicators aapas Mein directly related hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Trading Mai Strategy ka sahi use Tools kay sath.

            Trading main ap jab strategy ka use krty hain tu ap ko pata hona cheye kay har trader ki apni strategy hoti hai jab tak woh use kary ga us strategy mai us ko kafi changes karny ko mly gi. ap jis kadar apni trading mai strategy ka use karain gy us kadar ap us ko behtar tareeqy sy modify kar skaty hian. ap ko pata hona cheye kay ap jab trading main apni strategy ko previous month kay sath compare karain gy tu apko idea ho ga kay ap ki kon c mistake hai jin ka theek karna ap kay leye zarori hai

            Ap ki strategy main jab cheezain update hogi tu ap ko achy tareeqy sy us ko manage karny ka tareeaqa be a jayega.

            اب آن لائن

            Working...
            X