Apni Strategy ko dosro se compare na karain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni Strategy ko dosro se compare na karain.
    Dear Forex Members

    Trading mai zaida traders woh be fail ho jaty hain. jo apni strategy ki planing or profit ratio ko jab dosro kay sath compare karna shoro ho jaty hain. yad rahakain trading mai strategy ap ki apni abilities ki base pay banti hai or ap aisa na karain kay ap kudh ko dosro kaysath compare karna shoro kar dfain. apni trading ko acha baananay kay leye ap ko cheye kay apni trades ko sahi se manage karny kay leye ap es ko sahi se apni strategy kay mutabiq lay kay chalain or apny meyar or learning method ki base pay es mai changes kar kay acha result hasil karian

    Shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apni Strategy ko dosro se compare na karain.

    g han dear ap ki bat sahi hay keh jub bhi hum koi strategy bna kar work kar rahy hon to usey dosron kay sath compare ni karna chaheay kun keh is trah sy hum forex main khud ko loss krty hain wja yeh hay keh hum abhi sekhny kay marahil main hoty hain aor jis kay sath compare kar rahy hon ho skta hay keh woh senior ho aor acha trader ho isleay hamen apni kabliyat aor trading main learning kay zareay hi buildup krna chaheay aor achi trah sy trading karni chaheay tab hi hum kamyab ho skty hain aor ik achey forex traders bn skty hain
    • #3 Collapse

      Re: Apni Strategy ko dosro se compare na karain.

      Yes dear Pakistan Forex forum member aapane bilkul sahi kaha hai Forex trading Mein Ham Sab kam kar rahe Hote Hain To Hamen ismein apni strategy Kyon dusre traders ke sath compare nahin karna chahie aap Jab strategy per kam kar rahe hote hain to aapko Usi strategy per kam karna hote hain aur properties Mein Hi knowledge Hasil Karke kam karna hota hai Kyunki Jab aap Bar Bar apni strategy ko change Karenge to usse aapko nuksan ho sakta hai isliye aapko chahie kya proper strategy ke sath kam Karen aur ek hi strategy per focus Jyada Se Jyada karen to aapko ismein Jyada fayda hoga.
      • #4 Collapse

        Re: Apni Strategy ko dosro se compare na karain.

        yes dear aapane bilkul acchi advice hamare sath discribe ki hai agar Ham apne self-analysis ko perfect aur behtarin banana chahte Hain to aisi condition mein humko apni strategy ke different important points ko kabhi bhi dusre members ke sath compare nahin karna chahie kyunki jab Ham apne self-analysis karte Hain to ismein humko apne results compare karne Tak wait karna chahie.

        jab Ham apne results produced kar lete hain aur uske bad Ham apni set rate ji aur uske sath sath target score comparison karte Hain to uske bad Ham apni strategy mein kuchh changing kar sakte hain agar humko kuchh changing required hoti hai aur ham apne target ki completely according to expectation movement complete nahin kar lete to aisi situation mein humko kuchh apne analysis ko complete karna chahie.

        lekin jab tak humko proper results produce nahin Mil jaate aur uske sath sath Ham apne analysis complete nahin kar lete use time tak humko apni strategy ko kisi ke sath bhi share nahin karna chahie aur uske sath kisi bhi member ke sath apni strategy ko compare nahin karna chahie kyunki ho sakta hai jab Ham kisi strategy ko dusre member ki shrart ji ke sath compare karte Hain to ismein Ham wrong decision making ki taraf ja sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Apni Strategy ko dosro se compare na karain.

          Hr insan ka kam krny ka treeka dosry sy different hotta hy hr insan dosry sy alag sochta aur alag hi akam krta hyisliy kbhi bhi apny ap ko aur apni strategies ko ksi aur sy compare na krain jo ap ki speciality hy wo sirf ap hi kr skty hain jo strategy ksi aur ko faida day rhi hy aur ap ko bhi faida day aisa to mumkin hi nhi hyna issliy apni strategies ko dosron ki strategies sy hargiz na compare krain hr insan apny mind set ky mutabik hi kam krta hy issliy apny kam pr tawajah dain aur apny kam ko behter krny ki koshish krain apny kam ko ksi aur sy compare krna bazdaffa apko motivate krta hy aur baz daffa ap ko disheart bhi kr detta hy jb ap dishaert ho jain gy to kam ko wo input nhi day payan gy jo ky apky kam ki demand hy issliy in sb sy bsch kr sirf mehnat krain aur jbhi bhi apny kiy kam ko ksi dosry ky kam sy compare na krain
          • #6 Collapse

            Re: Apni Strategy ko dosro se compare na karain.

            Bhai AP na sahi kaha ha lakin agar AP ki apni strategy achi ha or AP us strategy sa acha profit kar rahy Hain tu usy dosry members k sath share karny main AP ko koi nuqsaan nahi ho ga bul k AP ki strategy sa koi member acha profit earn kar le wo best ha lazmi nahi ha k strategy share karny sa trader fail ho jay
            • #7 Collapse

              Re: Apni Strategy ko dosro se compare na karain.

              Pariksha Mein kamyabi Hasil karne ke liye strategies per kam karna chahie jab tak Ham Spanish strategies per Kam Nahin Karenge tab tak Main kamyabi Nahin Mil sakti Forex Mein kamyabi Hasil karne ke liye strategies per kam karna bhi bahut jyada jaruri hai jab tak Ham strategies per Kam Nahin Karenge tab tak Ham Aage Nahin padh Sakte agar aap Aage Badhana Chahte Hain To aapko Strategies for kam karna hoga jab tak Ham strategies per Kam Nahin Karenge tab tak Hamen Forex Mein kamyabi Nahin Mil sakti hai aur Hamen apni study Jisko Apne hisab Se Lekar Chalna chahie Agar Ham dusri strategies ko mix Karte Hain To Hamen bahut jyada confusion Ka Samna karna padta hai Kyunki confusion Se Hi Ham apni study chij per Sahi focus Nahin rakhte ho na hi kabhi bhi Kamyab Ho paate Hain
              • #8 Collapse

                Re: Apni Strategy ko dosro se compare na karain.

                Aslamu alaikum umeed hay ap sb khairiat sy hon gy forex trading platform pa apko apni apni strategies bnani hoti hoti haen because without startgies nothing can be possible..so ap apni auchi sy auchi strategies bnaen ta k apko loss na ho r Han es forum pa ap kisi ki startgies copy na kren q k they are totally different with one another
                • #9 Collapse

                  Re: Apni Strategy ko dosro se compare na karain.

                  Dear ap jab apni strategy ko use karty hain tu phir zarorat nahi hai kay ap kisi or ki strategy kay profit ya loss se compare karain. us ki basic waja yeh hai kay ap ki strategy or ap ki learning or experience etc kisi or kay sath same nahi ho sakta hai or ap same result hasil nahi kar skaty hain. koshish karain kay jab ap apni strategy ko use karain tu us pay work karain or phir us kay bad ap apny ap ko mazeed behtar karian or usi mai ap ki kamyabi hai.
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Apni Strategy ko dosro se compare na karain.

                    Aap koi bhi kam karte Hain to aap uska knowledge Hasil Karen FIR usko implement Karen. Aap apne knowledge ko practis mile karaen. Aur apni ek strategy banaen jis per Amal karke aap aap net target ko achieve Karen. Aapko chahie ki aap strategies per Amal Karen aur ek acche a trader ki tarah trade Karen. Aapko ek mukammal experience hona chahie. Aap jab trade karen to aapko market ki movement ka alarm hona chahie. Aap agar movement of the market ka naam maloom hoga to aap aap apni strategies bhi acchi tarah se a implement nahin kar sakenge aur aapko loss ho jaega.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Apni Strategy ko dosro se compare na karain.

                      jab ap apni strategy bana laity hain tu ap es bat ki fikar na karain koi kitna kama raha hai. ap ko apni strategy ko lay kay chlna hai. ap ko pata hona cheye kay har trader ki apni planing, souch, or us ka capital hota hai jo us ko woh apny hisab sy run kar raha hota hai. ap ko jab tak us ki planing ka pata nahi hoga tuap ko run karny main asani nahi hogi. ap ko cheye kay ap us ko time to time update karain or jaisy jaisy ap ko us mai improvement ki zarorat ho ap us pay work karin
                      shukriya.
                       

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X