Pull back trading strategy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pull back trading strategy
    Pull back trading strategy kia hay aur chart me ham es ki identification key kar sakty hey esi ka hi jaiza lety hey umeed hay members key ley ye trading strategy useful lagy,
    Pull backPull back hay kia?
    market trend agar uptrend hay aur achanak market downtrend movement change ho jaye magar ye downtrend medium impact kary ho aur es key bad uptrend pehly jesi fast aur strong movement me convert ho jaye to ye market ki pullback movement hi hoti hay,Pull back trading strategy key base par agar trades open karny hey to market ka support and resistance level key breakout hony ka wait traders ko kana hoga, ye strong pullback trading strategy ho sakti hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pull back trading strategy

    forex market main kisi bhe currency ya commodity pair main jo pull back strategy hai wo kisi bhe range k break out k bad market retest kerti hai or us k oper humean sell ya buy ka pin bar engulfing ya humean VSA main no supply ya no demand signal milta hai to us pay kerti hai to us ko pull back strategy khety hain our ye sab say zeada confirm trade hoti hai koink us main app trend change k oper jo accumulation ya distribution hoti hai wo range smart money group break kerta hai to pher he us main app ko koi bhe signal milta hai to app us pay buy ya sell ker k trade kreain gay to us main app ko acha profit milta hai koink us main gap candle banti hai jes ko jump the kreek bhe ya wide spread down bar bhe khety hian trading pair ma naza rati hai aksar marke jub bhi gbpusd ki zeyada move kr jati hai taqreebn 200 300 pip to ojr pullback ho jati hai jesy ky friday ko hua market move krny ky bad pull back hui os sy apko wazy ho gia ho ga pull back trading strategy kya hoti hai trade open krny ky leay market confirmation aor conditions dekhty rahin jesy he confirmation mily trade open kr li aor acha profit utha lo earning ky leay achi learning zarori hai aor is ky leay knowledge full programme aor platform Pakistan Forex forum hai movement shuru kertay hain tou unhain pull back kaha Jata hai aur uss waqt ko strategy traders apply kertay hain unhain pull back strategies kaha Jata hai. Pull back strategies kay liye account balance strong aur trading gold ya crude oil mai kernay say bohat big profits hotay hain laikin aik waqt mai aik trade open hona bhi zaruri hai takay account reverse movement say nikalnay kay liye aur pull back ko follow kernay kay liye strong state mai bhi ho.
    • #3 Collapse

      Re: Pull back trading strategy

      dear Forex me hamesha ap ko market kay break outs, market kay reversals market kay support aur resistance levels aur market ki trend lines bohat imoratnt hain. Market pull back ka simple Matlab yeh hota hai kay koi bhi commodity ya currency pair aik side pay movements ker raha ho aur uss ka trend bhi chall raha ho laikin achanak woh apna trend chore kay Dusri side pay movements shuru ker lay laikin markets ki news aur analysis usay define na ker rahey ho tou iss ka Matlab hoga kay yeh reverse movements waqt hain aur Kuch time mai again waapis apnay pehlay he trend pay Ana hai tou jab woh again reverse ko chore kay apnay pehlay trend mai support and resistance levels points ka be information hasil karen, daily agar support and resistance level par take profit aur stop loss orders ko laga dia jaye to esi support and resistance levels ki calculation ki waja se har pending order be profit me close ho sakta hay aur running orders be profit me hi close ho sakty hey, ye be 1 trading ki technique hoti hay jab traders market trend move ka tab tak wait karty hey jab tak market price support level ya resistance level ko hit nahi karta support or resistance zones ay points aap jo bhi kehain yeh forex market main analysis kay doran bohat zyaada importance rekhtay hain basically support or resistance zones khud hi logically nikaalay jaatay hain or yeh aik acha point of entry detay hain lekin jab in zones ka breakout ho jaaye to bohat zyaada strong downside ya upside trend nazar aata hay jo kay aap ko acha profit bhi dey sekta hay or tabah bhi ker sekta hay.
      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
      • #4 Collapse

        Re: Pull back trading strategy

        Yes dear apni bahut hi informative post Hamare Sath sher ki hai no doubt market Mein Jab aap different situations main market ki moment ko observe kar rahe hote hain to ismein aapko pullback Entry Aur Breakout entry se related perfect analysis Mil Rahe hote hain dear aapko bahut carefully is related apni learning complete Karni chahie otherwise aapko market mein bahut jyada confused ho sakti hai aur aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain. Pull back entry se related main aapse Kuchh important analysis share karna chahta hun jo aapke liye meaningful aur valuable ho sakte hain aur aapki trading co profitable bana sakte hain.

        Dear jab market Mein Ek strong downtrend hota hai aur Market Aisi situation Mein reversal movement Karti Hai Jisko aap market Mein retracement Kahate Hain To Aisi situation main aapko kabhi bhi confused Nahin Hona chahie aur Market ke train ke sath hi trading Karni chahie Kyunki market apni retracement complete Karke Uske bad FIR apne friend Mein movement complete karna start kar deti hai aisi entry ko aap market Mein pullback entry ka naam Dete Hain.

        No doubt market se related aapki completely information aapki decision making ko bahut important role play kar rahi hoti hai aur aap ko successful Banane Mein important hoti hai. Dear jab aap market Mein pull back entry se related apni learning complete kar lete hain to aapko bahut perfect decision-making Mein help milati hai aur aap Forex trading mein bahut jyada profitable trading kar sakte hain. Dear jab aap market Mein properly updated hote hain to usmein aap ko perfect results produce karne mein bahut jyada help mil sakti hai aur aap maximum profit Hasil karne ki position Mein ah sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Pull back trading strategy

          Pull back trading strategy
          Forex trading ki pull back trading strategy wo strategy hai jis me market aik trend ki semat ja rahi ho lekin achanak market kuch waqat k leye reverse direct chalna shoro kar den aur us k bad wapis apne original trend pe chalna shoro ho jaye to ye market ki pull back strategy hoti hai. Pull back market strategy me asal trend long term trading pe move ho rahi hoti hai aur jo reversal movements hoti hai wo short term k leye hoti hai. Forex trading market me pull back strategy hamen aik moqa dete hai k hum originally market ki jo asal aur long trend movement hoti hai us ko join kar sakte hen. Forex trading me pull back strategy ka faida ye hai k is me hum market k trend ko nazar andaz nahi karte bulke market k trend k sath sath hi chalte hen aur hamen aam trading ki nisbat ziada profit mel sakti hai. Forex trading me agar aik market ki movement uptrend ho rahi hoti hai aur us me jo high low, high low points banegay wo market ki trend hogi.
          Benifits of pull back strategy
          Pull back strategy ka sab se bara benifit ye hai k is strategy me hamen market k trend k against nahi jana hota hai jo sab se bara advantage hai hamare leye. Hamen lazmi is strategy me market k trend ko follow karna parta hai. Jo hamare keye bohut profitable hota hai. Pull back strategy me hamen market k trend ko dekhte hen jis k mutabiq ham kam karte hen aur pull back strategy me hum market k risk ko bohut kam karte hen, q k jab market trend k against ati hai to hi hum trade open karte hen to is tarh se ye strategy hamare profit ko increase karti hai. Pull back trading strategy sab se ziada reward able trading strategies me se hai jo hen sab se ziada profit deti hai aur hum is staretegy me markket k sare rules ko bhi follow karte hen.
          Click image for larger version

Name:	images (32).jpeg
Views:	2
Size:	28.2 کلوبائٹ
ID:	12334800
          • #6 Collapse

            Re: Pull back trading strategy

            Assalam o Alaikum dear friends trading main ham beshumar strategy use karte hai jo k hame trading main profit hasil karne main madad deti hai jab tak hamare pass acha trading knowledge and experience nahi ho ga ham achi trading nahi kar sakte hai hame market ko smhne main zayd time invest karna chahiye dear friends aaj ham baat kar rahe hai Pull back trading strategy ki jese k nam se hi zahar ha k ham is main market ko back movement se faida hasil karte hai

            Pullback trading ::

            dear friends Pullback trading strategy ek buhat achi short strategy hai jis main ham market se short term main profit hasil karte hai
            dear friends pullback move hame hamesha market k long trend main nazar aati hai our market long term main jab UP ya down ja rahi hoti hai to wo direct up ya down nahi jati hai balke wo ek time ata hai jis main wo trend short term k liye change karti hai our us k bad again long term trade le jati hai is tarah kuch candles market se against banti rehti our markeit support and resistance banti hui agr chalti hai jab market back move karti hai is ko ham pull back kehte hai our is time par ham short term trade kar sakte hai our acha profit hasil kar sakte hai ye chand candles par mushtamil move hoti hai is liye ham bara risk nahi le sakte hai


            Click image for larger version

Name:	Pullback Strategy-7.jpg
Views:	2
Size:	69.8 کلوبائٹ
ID:	12334805
            Ayisha Cutey's Trading Journal
            https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
            • #7 Collapse

              Re: Pull back trading strategy

              Forex trading ki market mein jo traders market ko join karte hain donon chahie ki vah market ko join karne se pahle market ko acchi Tarah Se learn Karen aur Market key learning karte waqt market Mein maujud Tamam different types ki trading strategies ko bhi acchi Tarah Se land Karen Kyon kiye trading strategies market Mein traders ki reading ke liye bahut jyada helpful aur profitable sabit Hoti Hai market Mein Tamam traders ko kabhi bhi in trading strategies ko ignore nahin karna chahie

              Market Mein pullback trading strategy treading karte waqt bahut jyada help Karti Hai traders market Mein pullback trading strategies ka istemal karte vah market Mein Apni trading karte hain aur Iske jariya se market Mein acche fayde Hasil kar lete hain Jay market main traders A pullback trading strategy ka istemal Karte Hain To is Kajari hi Seva market ki quickly changing movement ko acchi Tarah se confirm kar sakte hain market Mein Jab uptrend movement ho rahi hoti hai aur yah uptrend movement quickly downtrend movement Mein change Ho Jaati Hai To is direction ko identify karne ke liye traders market Mein pullback trading strategies ka istemal karte hain ya trading strategies market ke Trend ke changing ko samajhne mein bahut jyada help Karti Hai market Mein maujud Tamam traders ko market ki condition ko acchi Tarah Se confirm karna chahie aur in ki confirmation ke liye market Mein maujud pullback trading strategies ke alava different type ki trading strategies kadhi istemal karna chahie
              • #8 Collapse

                Re: Pull back trading strategy

                Yes dear forex ma bhot si strategies jo profit hasil karny k lae use hoti hain. Kuch trader short term trading ko prefer karty hain or kuch long term ko prefer karty hai. Kuch trader serf break out ka intazar karty hai or tb he trade ko open karty hain jb breakout occur kar jata hai. Forex trading ma experience or knowledge ki base par b bhot sari stratgies ko use kiya jata hai. Forex forum k es topic ma ham pull back trading strategy ko discuss karyn gy.

                Pullback trading strategy. Forex trading ma pullback market ki trend k opppsite move ko kehty hain. Jesy agr market pehle buy ma ja rahi ho or wo tori retracement k lae sell ma wapas ati hai es sell ma wapas any waly move ko ham pull back kehty hain. Trader es type of move ko trade k lae use kar sakty hain but unko hamesa extra careful hona chahe kiu k market kbi b apny main trend ma wapas ja sakti hai. Jo trader serf main trend par tradr karty hain wo pull back ko just observe karty hain or es par kio trade open ni karty.

                Explanation. Jo trader forex ma pullback strategy ko use karty hain unko hamesa small lot sy tradr karny ko prefer karna chahe. Pull back bhot short time k lae hota hai or bhot temporary hota hai so es par trade na he ki jae to trader k lae behtar hai. Jo trader pull back par trade karty hain unko chahe k wo hamesa stop loss ko use karyn. Es sy unko profit na b ho to wo big loss sy bach jaty hain. Trader ka account wash hont sy bach jae ga to wo phr b tradr karny k kabil rahy ga agr account wash ho jae to phr tradr ni ki ja sakti.
                • #9 Collapse

                  Re: Pull back trading strategy

                  forex ke market mai hamy ache strategy bana kar use kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy hum is mai raat ma b ekam kar sakty hain hum is mai agr strategy ko igore kar dety hai nto hamara loss hain hum is mai bager balancne account bana kar be kam kar sakty hai hum is mai bager balace accout ban akar be kamk ar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to harma loss hain hum is mai raat ai be kam kar sakty hai hum is ma di mai be kam kar sakty hain hum is mai bager balance accout bana kar b ekam kar sakty hain hum is mai apy boss kud ap he hoty hai hum is ma agar lalachi ban ky kam karty hai to hamra lss hai hum is mai agar greed ko kate kar ky kam karty hai to hamra loss hai hamy learnig gai kar ky kam kara ho ga pher he hum gay bar saky gy forex ak international or kabe be band na hoy wala acha busiess hai hamy ache strategy bana kar kam kara ho ga pher he hum agy bar saky gy hum is ai agar strategy ko ognore kar dewty hain to harma loss ho jata hain hum is mai agar greed ko katem kar ky kam karty hai to hamy kamaybe hasial ho jy ge forex aik world wide or kabe be band na hony wala acha busiess hai is mai hamara o be boss ahi hai yai aik legal business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Pull back trading strategy

                    Assalam o Alaikum dear member jaise ky aap ki knowledge mein hy ky forex risky market hy lakin agar proper learning or hard practice ho tou life time earning karna possible hy or market mein profit earn karne ky liye kafi strategies hain jo trader implement karke kamyabi hasil karte hain. Pull back basically short term trading ki strategy hy jis mein trend market mein short term ky liye opposite hoti hy or kafi traders market ki conditions ko samajhne sy kasir rehte hain or in case loss hojaye tou fori trade close karte hain jo ky galay act hy. Market trend jab uptrend ho tou sudden trend mein change ka matlab hy ky buying position weak hoi jab ke selling condition strong hoti hy or yehi strategy ko kafi traders use karke short term mein achi khasi earning generate karne mein kamyab hote hain. Forex beshak aik din ka business nahi hy or na he aik dam profit hasil kiya ja sakta hy lakin trader agar consistent hy or market ky flow mein rehta hy tou yaqeenan trading skills mein unlimited improvement aa sakti hy jo professionalism hone ki nishani proof karegi.
                    Click image for larger version

Name:	pull back.png
Views:	4
Size:	118.4 کلوبائٹ
ID:	12334813
                    Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
                    • #11 Collapse

                      Re: Pull back trading strategy

                      assalamu alaikum my dear all Forex member aaj hampel back strategy kya hai aur trading Mein iska kya role Hai iske bare mein hajam baat karenge market Mein Jab aap different situations main market ki moment ko observe kar rahe hote hain to ismein aapko pullback Entry Aur Breakout entry se related perfect analysis Mil Rahe hote hain dear aapko bahut carefully is related apni learning complete Karni chahie otherwise aapko market mein bahut jyada confused ho sakti hai aur aapke liye bahut zyada problem ho sakte hain. Pull back entry se related main aapse Kuchh important analysis share karna chahta hun jo aapke liye meaningful aur valuable ho sakte hain aur aapki trading co profitable bana sakte hai Dear jab market Mein Ek strong downtrend hota hai aur Market Aisi situation Mein reversal movement Karti Hai Jisko aap market Mein retracement Kahate Hain To Aisi situation main aapko kabhi bhi confused Nahin Hona chahie aur Market ke train ke sath hi trading Karni chahie Kyunki market apni retracement complete Karke Uske bad phir apne friend Mein movement complete karna start kar deti hai aisi entry ko aap market Mein pullback entry ka naam Dete Hain market se related aapki completely information aapki decision making ko bahut important role play kar rahi hoti hai aur aap ko successful Banane Mein important hoti hai Dear jab aap market Mein pull back entry se related apni learning complete kar lete hain to aapko bahut perfect decision-making Mein help milati hai aur aap Forex trading mein bahut zyada profitable trading kar sakte hain Dear jab aap market Mein properly updated hote hain to usmein aap ko perfect results produce karne mein bahut zyada help mil sakti hai aur aap maximum profit Hasil karne ki position Mein ah sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Pull back trading strategy

                        Walekum assalam der Aaj aapane Hamare Sath pullback trading strategy per bahut hi Achcha topic discuss Kiya Hai der Mein per Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Ki Jab Ham forex market ke Business mein Apna Kam Shuru Karte Hain To Hamen forex market Mein different type ki tractor Ji ko learn karna padta hai aur ham Apne trading ke liye sirf ek strategy ko hi choos kar sakte hain isliye Hamen Hamesha sahi se tractor Ji ko hi choose karna chahie Jo Hamare kam ke liye Behtar Ho

                        Pullback trading strategy Ek bahut hi acchi strategy Forex trading ke Business mein pull backs trading strategy ko bahut jyada importance Di Jaati Hai pullback strategy 1 shot kism ki strategy hai isliye Hamen pullback strategy ko acchi Tarah Se study karna chahie full back move Hamen Hamesha long term trading Mein Hi Najar Aati Hai pullback trading strategy Hamen market Mein trading karte hue bahut jyada help deti hai isliye Hamen ful back trading strategy ko kabhi bhi avoid nahin karna chahie ya pool bag trading strategy Hamare liye bahut jyada faydemand hoti hai Forex trading mein pullback market ki Trend ke opposite move karti hai Jab Ham market Mein pullback trading strategy ko istemal karke market Mein trading Karte Hain To Hamen Hamesha small lot size ko hi use karna chahie Hamen kabhi bhi Big Lot size ko apni trading ke liye use nahin karna chahie Agar Ham fullback trading strategy ko use karne ke sath sath Big Lot size ko use Karenge To Hamen apni trading mein nuksan ho sakta hai isliye hamen bhi lot size ko avoid karna chahie Jab Ham pullback entry se related complete information Haasil kar Lete Hain To Hamen Achcha decision Lene mein bahut jyada help mil rahi hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Pull back trading strategy

                          trading mein strategies ko use kerna humary liye bohat he zeada zaroori hai yahan par kuch traders aisy hain jo long term trade ko prefer kert hain aur kuch traders aisy hoty hain jo short term tarding ko prefer kerty hain is mein kuch traders sirf break out ka wait kerty hain aur kuch traders is mein trade ko open ker let hain jab break out occur kiya jata hai is mein experience aur knowledge ki base par strategies ko use kiya jata hai forex mein pull back ko market k opposite jo move hoti hai us ko kehty hain for example agar market pehly buy mein ja rahi hai aur wo thori si retracement k baad sell mein chali jaye retracement ka matlb ye nahi hota k market mein trend ne completely reversal ly liya hai blky is ka matlab ye hota hai k market thori c moment k baad dubara usi trend mein aa jaye gi
                          is ko hum reversa;l k sath confuse nahi ker sakty trader pull back strategy ko apni trade mein use tou ker sakty hain lekin un ko agar isy use kerna hai tou unhen is mein extra careful reh ker kaam kerna ho ga kuen k market kabhi bhi is mein apny trend mein wapis ja sakti hai jo trader sirf aur sirf trend par trade kerty hain tou wo pull back strategy ko observe kerty hain aur us par trade kerny se avoid he kerty hain jo trader chahty hain k wo pull back se forex mein trade keren tou un ko chahiye k wo sirf aur sirf is mein small lot k sath he trade keren kuen k is mein big lot nuqsan dy sakti hai kuen k pull back sirf bohat short time k liye hota hai aur ye temporary hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Pull back trading strategy

                            Asslam o alikum umeed ha k ap thk hon gy or apna kaam achys sy kr rhy hon gy forex ma bohat si satratigies ha jis sy hmay market ki movement
                            ka pta chalta ha pull black trading stratigy vo hoti ha jis ma market aik trend ma chal rhi ho phir achanak vo reverse ho jati ho to osy pull black
                            trading strati giy kahty han...
                            forex am in stratigies ko use krny sy pahly knowledge or expereince hasil kr ly q k forex ma trading soch smjh k krni hoti ha agr haam soch smjh
                            k trdaing nhi krty to hmay loss ho jata ha hmay chhaiy k ham zyada sy zyada demo account py practice kry jitni zyada ham demo account py
                            practice kry gy aik to hmara knowledge or expereince brhy ga or dosra hmari mistakes bhi kam ho jay gi forex am kaam krny k liay hmary
                            pas knowledge or expereince hona bohat zyada zrori ha q k jab hmary pas knowledge or expereince ho ga ham achy sy forex am kaam kr skty
                            han or acha bonus bhi hasil kr skty han forex ma bohat zyda mehnt krni hoti ha jitni zyada ham mehnt kry gy hmay otna zyada faida hasil ho
                            ga q k mehnt sy hi kmybi milti ah mehnt k bina koch hasil nhi ho skta forex ma stratigies ko use krny sy pahly expereince hasil kr ly q k agr
                            hmary pas expereince nhi ho ga ham achy sy is ka istmal nhi kr skty han or hmay is trah loss bhi ho skta ha..
                            best of luck..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Pull back trading strategy

                              forex market mai hamy ache strategy bana kar istaml kar ky kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai bager balace account bana kar be kam kar sakty hain hamy stratgey ko kabe be ignore nahi kara chaye forex ak best business hain hum s mai rat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain yai aik world wide or kabe be katem na hony wala acha business hai hum is mai apy boss kud ap he hoty hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain hum is mai pull back strategy bana kar se kar ky kam karty hai to hamy kamybe hasal ho jy ge forex ak best business hai hum is mai apy boss kud ap he hoty hain hum is ma raat mai be kam kar sakty hai hum is ma din mai be kam kar sakty hain yai aik wrld wide or kabe be band na hony wala acha business hain hum is mai ak din a aik limit ky mitabik kam kar sakty hain over limit hm s mai kam kar sakty hai hum s mai agar greed ko katem akr ky mahnet sty kam karty hain to hay kamaybe hasial ho y ge forex ak world wide or kabe be band a hoy wala acha business hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X